Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aisay logoo ki help karni chaye ya nahi .....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aisay logoo ki help karni chaye ya nahi .....?

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Yaar kia karon dil bhi to moom ki tarah he mera :khi::khi:
    aj kul lite band hoti ha too app ko to mombati ke zaroorat nahi parti ho ge :khi:
    sigpic

    Comment

    • #47
      Re: aisay logoo ki help karni chaye ya nahi .....?

      Originally posted by Kh@w@r View Post
      haan par main tumhe kyon btaooo :wk
      theak ha an batayo:khi:
      sigpic

      Comment

      • #48
        Re: aisay logoo ki help karni chaye ya nahi .....?

        Walekum assalam,
        Mere kheyal se zarrurat mand logon ki madat karni chahiye agar humare ikhteyar mein hon.beghayr kissi lalach aur ayhsan jataey beghayr.Kiyun k hum pe allah ka ahsan hai agar woh hume kissi k madat ke like samjaey.Aur hume apni naiki ka sillah sirf Khuda se mangna chahiye logon se nahi.
        Bye.

        Comment

        • #49
          Re: aisay logoo ki help karni chaye ya nahi .....?

          mery sawal ko shayad sahi nahi samjha kuch logoo nay :D:
          main keh rahi houn woh loog jo dosroo ki help nahi kartay or is kay "used to" hotay hain ...woh"jaan bhoouj" kay "laparwai" say aisa kartay hain ....to kia aisay logoo ki help kartay waqat unhay ehsas nahi dilana chaye kay woh ghalat hian or apni islah karian ?:)
          aksar logoo nay kaha ham help kar daian gay ....to kia insan ka sirf khud acha hona kafi hai ? ya insaan ko dosroo ko bhi acha rehnay ki talqeen karni chaye ?
          yeh borian pher khutem kesay houn gee agar koi kuch kahye ga nahi to ?
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #50

            Originally posted by Aanchal View Post

            hmmmm......dakhaan anchal ge app na theak kaha ka:)

            ab bat doo tara ke ho jato ha aik to yah ka app us ko ahsaas delana k leya us ke help na karaan agar app asa karta haan too app us ke nazar ma bura ho gay ka app madad kar sakta tha lakin app na nahi ke ya too app saff saff us sa ya kahan k app kesi ke madad nahi karta esleya app ke madad nahi ke aur agar app kesi ko seda seda us ke ghalti batataa haan too be app he bura huya keyu ka jab koi kesi sa madad mangta ha too wo usi surat ma mangta ha jab usa koi aur rasta nazar nahi ata....aur jab us ke madad nahi ke jate too wo kabi be ya bat nahi samaj paya ga k wo kesi aur ka madad kara keyu ka wo hud es madad ho hasil nahi kar paya....

            haan dusra tareka ya ha k app pahlay too us ke madad karaan aur pher app usa yah kah sakta haan ka app kesi ke madad nahi karta apna app ko badlaan dusroon ke madad app be keya karaan too shayad woo es bat per amal karna suru kar da.......

            agar app yah kahaan ka app us ke madad na karan aur app apni bat be manva laan to ya ghalat ha esi surat ma app usaya amada kar sakta haan k app pahlay us ke madad karaan pher us ko samjayaan....

            jasa app ka kesi bahoot he payasaa k samnaa pani peyaan aur us ka magna per app us sa pahlay koi aur kam karnay ko kahaan too shayad wo kabi nahi mana ga agar app usay pahlay pani pelayaan pher us koi kam kahaan too 99% umeed ha ka wo kara ga .....

            mara khayal ma abi app ko mari bat ke kush samaj ay gai ho ge:)
            sigpic

            Comment

            • #51

              Originally posted by nomi sialkoti View Post

              aap sab bas isi baat pay sara focus kar rehye hian kay kisi ko madad ki zarorat hai or hamri us nay nahi ki the to humye kar deeni chaye.................lekan....................... .....main keh rahi houn "jo loog dosroo ki madad na karnay ki adi hotay hain" or help leenay kay adi hotay hian bas to un kay sath kia kia jaye ...kia un ki islah karna hamra faraz nahi hai ?:mm:
              2,3 baar asa hoo jaye to theek hai banda ignore bhi kar leyta hai takay dosray banday ko sharminda na kia jaye usay ehsas hoo gia hoo ga ...lekan jo loog behas hotay hian un ka kia kia jaye ?
              aik mahwara hai na "insaan ko itna bhi karwa nahi hona chaye kay loog tho tho karnay lagian ..or insaan ko itna bhi meetha nahi hona chaye kay loog usay kha jaian ":khi:
              so mery nazdeek to banday ki islah zarori hai ..us ki madad kar daian lekan islah bhi karian us ki ...:)
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #52
                Re: aisay logoo ki help karni chaye ya nahi .....?

                Originally posted by Aanchal View Post
                aap sab bas isi baat pay sara focus kar rehye hian kay kisi ko madad ki zarorat hai or hamri us nay nahi ki the to humye kar deeni chaye.................lekan....................... .....main keh rahi houn "jo loog dosroo ki madad na karnay ki adi hotay hain" or help leenay kay adi hotay hian bas to un kay sath kia kia jaye ...kia un ki islah karna hamra faraz nahi hai ?:mm:
                2,3 baar asa hoo jaye to theek hai banda ignore bhi kar leyta hai takay dosray banday ko sharminda na kia jaye usay ehsas hoo gia hoo ga ...lekan jo loog behas hotay hian un ka kia kia jaye ?
                aik mahwara hai na "insaan ko itna bhi karwa nahi hona chaye kay loog tho tho karnay lagian ..or insaan ko itna bhi meetha nahi hona chaye kay loog usay kha jaian ":khi:
                so mery nazdeek to banday ki islah zarori hai ..us ki madad kar daian lekan islah bhi karian us ki ...:)
                hmmmm.......ge belkul theak kaha app na be mara be yahi kahna tha k app pahlay to us ke madad karaan aur pher us ke islah kara :thmbup:
                sigpic

                Comment

                Working...
                X