Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

    Originally posted by aabi2cool View Post
    beyta jee bohat se khusian bhi to bin managy mil jati hain us k baray main u ka kia khial hy..baqi tumhary is sawal ka theek theek jawab hamzad nay day diya hy gar tum main aqal hoto samjh jao gay.lolz
    o chal oey tujy kisi gal ka b pata nahi

    Comment


    • #17
      Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

      Originally posted by La'hasil View Post
      Well Said :rose
      not mention apna review paish krain..........

      Comment


      • #18
        Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

        bhai ...yeh to bonus milta he...hur khushi k sath :)

        Comment


        • #19
          Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

          Originally posted by MSA View Post
          bhai ...yeh to bonus milta he...hur khushi k sath :)
          wounderfull

          Comment


          • #20
            Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

            Originally posted by Khalil View Post
            main ny kuch aur pocha tha k khushian maang ker kiun milti hain jabky gham bin mangy aa jaty hain .....
            ager hamen serf khushiyan hi miltin to kia insan Allah se gham mangta???nahi na....to Allah ne hamen wo cheez bin mange di jis ki ham khwahish nahi rakhte or jis ki khwahish rakhte hen wo hamen khud se mang kar ata ki yani khushi.....kuch der ko sochen na k dunya me sab ke pas khushi hoti bin mange to dunya kesi hoti???koi bhi Allah ko yaad nahi karta,aik doosre ka khyal nahi rakhta,kisi ke dukh ka andaza nahi karta.apne dukh ke tarazoo me hi to ham doosron ke dukh ko jaanch sakte hen na....hope ab samjh agai ho gi baat:slap:

            Comment


            • #21
              Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

              lagta hay abi aap ka elam es bary main kamm hay...

              Comment


              • #22
                Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                Originally posted by Khalil View Post
                lagta hay abi aap ka elam es bary main kamm hay...
                yakinan abhi me bohat kam elm hon:)ager ap mere elm me kuch izafa kar saken to mujhe khushi ho gi....plzzz

                Comment


                • #23
                  Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                  yeh jo aap sab batain likh rahy ho yeh to mujy elam hain pehly hee sy
                  main to koi logical wali baat kee talash main.. jo k proof rakhti ho..

                  Comment


                  • #24
                    Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                    Originally posted by Khalil View Post
                    yeh jo aap sab batain likh rahy ho yeh to mujy elam hain pehly hee sy
                    main to koi logical wali baat kee talash main.. jo k proof rakhti ho..
                    ager mil jaey to mujhe bhi zarur bataeye ga

                    Comment


                    • #25
                      Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                      Originally posted by hamzad View Post
                      ager mil jaey to mujhe bhi zarur bataeye ga
                      gi gi kiun nahi

                      Comment


                      • #26
                        Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                        Originally posted by Khalil View Post
                        yeh jo aap sab batain likh rahy ho yeh to mujy elam hain pehly hee sy
                        main to koi logical wali baat kee talash main.. jo k proof rakhti ho..

                        I think har baat ki logic nahi hoti
                        some things are meant to be the way they are

                        Comment


                        • #27
                          Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          I think har baat ki logic nahi hoti
                          some things are meant to be the way they are
                          totaly wrong

                          her baat kee logic hay acha g

                          Comment


                          • #28
                            Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                            Originally posted by Khalil View Post
                            totaly wrong

                            her baat kee logic hay acha g
                            hmm acha ji
                            tu phir app khud hi tello
                            app ki thread ki kia logic hai

                            Comment


                            • #29
                              Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                              insaan ka sab kuch likh dia jata hay
                              jaisa k kaha gia hy k insaan buhat jald baaz hay.
                              es liy time sy pehly hee khushian maang laita hay theek wakat ka waite nahi karta.
                              jo mang ker laita hay osy wo waisy hee milni huti hain..
                              aur gham to routin main hee milty hain
                              thanks

                              Comment


                              • #30
                                Re: Aik baat to bataoo.....batana zaroor.

                                Originally posted by Khalil View Post
                                :donno::donno::donno:
                                ager tera sawaal bohat ziada nikama aur be'maani aur be'wazan aur be'tukka aur be'wakoofaana na hota to mein tere is sawaal ka jawaab bhi de sakta tha :lpop:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X