Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Don't Read This

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Don't Read This

    Originally posted by Sadia View Post
    Walekam-Aslam!
    is taran ka aik column mein nay chand rouz pehlay aik Urdu news paper mein para tha...us ka bhi title tha kay yeh parna mana hai...and it said kay why do we say YES to the things which are NO!
    yahan per aap nay rules ki baat ki hai kay...hum jahan per NO hota hai wahan he YES kyon kartey hein?
    tou mein yahan per aik misal doun gi...mein kal he Ary ka aik political based program dekh rahi thi...aur us mein aik politician nay aik baat kahi, jis say mein agree karti hoon
    unhon nay kaha kay...bahir kay mulkon ki quoam hum say ziada ba-ikhlaq ya phir nazm-o-zabat wali nahi hai, lekin jis taran ki un ki policies aur system hai woh unehin hum say superior karta hai
    for instance,
    yahan Canada mein traffic rules ko tornay per aap ko aik ticket mil jati hai, aap kay points minus ho jatey hein...and when those points are certain amount, aap ka license cancel ho jata hai...and you are banned to drive
    on the other hand, in Pakistan, jab koi highway per full speed mein gari doura raha hota hai, to usay 700 ya 800 rupees jurmana lag jaata hai...ab jis kay pass achi khasi gari ho...this amonut doesn't make any difference to him:)
    so, hamari policies aur unehin impose karnay ka tareeqa ghalat hai!
    BUHT KHOOOOOOOB JE
    HEHEHEHE
    SAHI KAHA JANAB NE
    KHUSH REHYE SADA

    Comment


    • #17
      Re: Don't Read This

      Originally posted by D!l_J@Le View Post
      BUHT KHOOOOOOOB JE
      HEHEHEHE
      SAHI KAHA JANAB NE
      KHUSH REHYE SADA
      hum ghalat zara kam he kehtey hein:blush:

      Comment


      • #18
        Re: Don't Read This

        bahi jo rules banty hen yeh un k liye hoty he nahin hen
        aap dekh lo har rule gareeb bechary k liye banaya jata ha
        no smoking ka jahan tak sawal ha zyda tar people nahin karty likan gand pheknay ka tu lika hota ha
        likan parhay likhy kitnay hen jo jo parhin gay aur unparh?
        %age nikalin tu wohi tadad ban jati ha jo k unparh ki ha
        sab se pehlay mein yeh sochta hon ka k rules strict honay chahin har galat cheez par fine hona chahye..
        smoking zone honay chahin aur us ka bahir smoking karnay par pabandi isi tarha aik cheez provide tu kary gov. tab us ko follow na karnay par fine bhi
        mean koi aesa hukmaran aye jo zero se start la aur 100 tak jaye...
        Aameen

        Comment

        Working...
        X