Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Don't Read This

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Don't Read This

    Aasalam o Alikum,
    hay friends here i just wanna ask u one thing that " kiya yeh ham logs key habbit ban gai hai k jis jagah per NO Parking ka Sign ho hum ussi jagah Gari park kerteen hain, Jis Jagah Gand na phankana ka kaha gaya ho ham usi jageh per phainktey hain Ooor tu oor main nay akser daykha hai k even in Hospitals main jidher NO SMOKING ka board laga hota hai bandey udher he khary ho ker CIG. pee rehey hooty hain yahan " DON'T READ THIS KA " ka maqsad sirf yeh baat nahi key abh main aap sey poochoon key aap yeh kiyoon perh rehey hain but plz friend sirf i wanna know that y mooooooost the pplz do this n when it will be stop n how..................................?

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

  • #2
    Re: Don't Read This

    Originally posted by *sher* View Post

    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: Don't Read This

      mujh ko to redna hi naheen aata haahahahahahahah
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment

      • #4
        Re: Don't Read This

        Main Ne Nahe Read Kia..
        Life is more strict than a teacher
        A teacher teaches a lesson
        and takes an exam.
        But life takes an exam
        and then teaches a lesson

        Comment

        • #5
          Re: Don't Read This

          Originally posted by ASAD View Post
          Main Ne Nahe Read Kia..
          to phir aap yahaan mango laynay aay hain :khi::khi::khi:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: Don't Read This

            Originally posted by aabi2cool View Post
            mujh ko to redna hi naheen aata haahahahahahahah

            bai app koshis karo:khi:

            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

            Comment

            • #7
              Re: Don't Read This

              yaar tum b na bs awien .........lol

              Comment

              • #8
                Re: Don't Read This

                hay sher it will may be never stop....bcoz tajasus or kisi ki bat na mannay ki aadat ok samajh gay e bhai sahaaaaaaaaaaaaaaaaab???????????
                :rosetujhay bhoul janay ki koshishain
                kabhi kaamyaab na ho sakien.....
                teri yad shakh-e-gulaab hay ......
                jo hawa chali tu mehak uhti......:rose

                Comment

                • #9
                  Re: Don't Read This

                  Originally posted by *sher* View Post
                  Aasalam o Alikum,
                  hay friends here i just wanna ask u one thing that " kiya yeh ham logs key habbit ban gai hai k jis jagah per NO Parking ka Sign ho hum ussi jagah Gari park kerteen hain, Jis Jagah Gand na phankana ka kaha gaya ho ham usi jageh per phainktey hain Ooor tu oor main nay akser daykha hai k even in Hospitals main jidher NO SMOKING ka board laga hota hai bandey udher he khary ho ker CIG. pee rehey hooty hain yahan " DON'T READ THIS KA " ka maqsad sirf yeh baat nahi key abh main aap sey poochoon key aap yeh kiyoon perh rehey hain but plz friend sirf i wanna know that y mooooooost the pplz do this n when it will be stop n how..................................?
                  Ruless break karrnnay kaa apnaa hee mazzaa haiii
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Don't Read This

                    yeh impossible bhi nahi hai ....Mulk say bahir deekhian to kai countries in Rules ko theek thaak follow karwa rahi hain :rose Pakitsan main bhi keye ja saktay hain ..jo Rules banatay hain woh khud bhi follow karian or rules toornay walye har banday ko saza daian ameer gareeb kay faraq kay bagheer :rose
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Don't Read This

                      Originally posted by wajid hanif View Post
                      yaar tum b na bs awien .........lol
                      awien?:)

                      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                      Comment

                      • #12
                        Re: Don't Read This

                        main ney read nahi kia...:lpop:
                        Last edited by Pakiza; 5 March 2008, 00:42.

                        Comment

                        • #13
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #14
                            Re: Don't Read This

                            Walekam-Aslam!
                            is taran ka aik column mein nay chand rouz pehlay aik Urdu news paper mein para tha...us ka bhi title tha kay yeh parna mana hai...and it said kay why do we say YES to the things which are NO!
                            yahan per aap nay rules ki baat ki hai kay...hum jahan per NO hota hai wahan he YES kyon kartey hein?
                            tou mein yahan per aik misal doun gi...mein kal he Ary ka aik political based program dekh rahi thi...aur us mein aik politician nay aik baat kahi, jis say mein agree karti hoon
                            unhon nay kaha kay...bahir kay mulkon ki quoam hum say ziada ba-ikhlaq ya phir nazm-o-zabat wali nahi hai, lekin jis taran ki un ki policies aur system hai woh unehin hum say superior karta hai
                            for instance,
                            yahan Canada mein traffic rules ko tornay per aap ko aik ticket mil jati hai, aap kay points minus ho jatey hein...and when those points are certain amount, aap ka license cancel ho jata hai...and you are banned to drive
                            on the other hand, in Pakistan, jab koi highway per full speed mein gari doura raha hota hai, to usay 700 ya 800 rupees jurmana lag jaata hai...ab jis kay pass achi khasi gari ho...this amonut doesn't make any difference to him:)
                            so, hamari policies aur unehin impose karnay ka tareeqa ghalat hai!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Don't Read This

                              Originally posted by *sher* View Post
                              Aasalam o Alikum,
                              hay friends here i just wanna ask u one thing that " kiya yeh ham logs key habbit ban gai hai k jis jagah per NO Parking ka Sign ho hum ussi jagah Gari park kerteen hain, Jis Jagah Gand na phankana ka kaha gaya ho ham usi jageh per phainktey hain Ooor tu oor main nay akser daykha hai k even in Hospitals main jidher NO SMOKING ka board laga hota hai bandey udher he khary ho ker CIG. pee rehey hooty hain yahan " DON'T READ THIS KA " ka maqsad sirf yeh baat nahi key abh main aap sey poochoon key aap yeh kiyoon perh rehey hain but plz friend sirf i wanna know that y mooooooost the pplz do this n when it will be stop n how..................................?
                              EHHEHEEHHEHE
                              WASALAAM SHER JEE

                              actually ye to humari purani adaat ai

                              hehehe
                              kehte hain na ke
                              RULES BANTE HI HAIN
                              TORNE KE LIYE

                              AAB KIA KAREN MAJBOORI HAI:rose

                              Comment

                              Working...
                              X