Dear All
Asalam-u-Alaikum
Reveal Our Solidarity.
At least 17 Denmark news papers have insulted prophet again Gulf news paper dated 14th Feb. 08. Can we use our freedom of expression to announce to at least 10 persons that we love prophet (PBUH) more than our lives? Are we going to die if we do not use products' benefiting such people? Emkay Group, which manages lulu chain of super markets, Carrefour and Dubai co operative Society already discussed to remove the products from it shelves. Can we pass this to 10 other people?**
Circulate this around the Globe to the whole Muslim ummah to ban Danish made products
Yeh denmark ka kuch Market ma farukh kardah Asshiya hian..in ka istimal band kijiy or inhai mat kharediy.....
Take carez
Allah hafiz
Shaheen

Assalam u Alaikum wr wb!
Aik bar phir NABI SAWW ki gustakhi ki gai hai. Har sache Aashiq-e-Rasool SAW par lazim hai ke who apni had tak jis tarhan protest kar sakta hai zaroor kare. Jahan tak Govt. level tak ki bat hai yeh kam Govt. ka hai ke who es bat ka ehsas kare or Denmark or dosre countries jo es kam mei samil hai un se apne relations ke bare mei faisla kare. Lakin jahan tak aawam ki bat hai to who en products ka jahan tak ho sake boycott kare. Kiu ke es se zyada shayad hamare ikhtiar mei kuch nahi hai.
Ho sakta hai ke kuch logou ko meri es bat se ikhtilaf ho ke boycott karne se kya ho ga. Es bare mei sirf yeh kahu ga ke
"Agar aap ke Father, Mother, Brother, Sister ya phir kisi or relative ke sath ko dukandar badsaluki kare ya gali de ya cheer de to aap us ke sath kya salook karo ge. Kya aap apni kharidari us se jari rakh ge."
Nahi, bilkul nahi balke aap kabhi bhi us se kharidari nahi karo ge or doosrou ko bhi mana karo ge. Es hi tarhan Nabi SAWW jo hamare sub rishtadarou se bohat buland martabe par hai, un se mohabbat ka thora sa haq to ada karna cahiye ...
Wassalam-u-Alaikum wr wb!
Talib-e-Deen.

Comment