Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Interview...........

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: **Interview...........

    Originally posted by ummid View Post
    hahahaha.. sahi hai... apni hi company mein interview diya woh bhi aik dum saro sa... :lol
    aray umeed ge apni company ka kush to faida hona chaheya

    aur mazay ke bat yah ha ka aj tak apnay kahnay pa nahi chal saka kabi apnay batay huya time pa nahi poncha:khi:
    sigpic

    Comment


    • #62
      Re: **Interview...........

      yaahaan kiaa merraa interviewww hoo rahaa haiiiiiiiii:cc:
      sigpic
      Dill Nasheen ho
      ...
      Dill kasheen ho ...

      Comment


      • #63
        Re: **Interview...........

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Yaar tere saath to daily baat hoti he

        Tu aaj kub aa raha he mere ghar :khi:

        pahlay apna ghar ka address to bata daan pher police la ka poonch jayoon ga wahaan:kr::kr:

        pg ka ghunda pakarnaa:kr::kr:
        sigpic

        Comment


        • #64
          Re: **Interview...........

          Originally posted by Rameez View Post
          yaahaan kiaa merraa interviewww hoo rahaa haiiiiiiiii:cc:
          rameez raja to interview karta ha data to nahi:khi:
          sigpic

          Comment


          • #65
            Re: **Interview...........

            Originally posted by nomi sialkoti View Post
            aray umeed ge apni company ka kush to faida hona chaheya

            aur mazay ke bat yah ha ka aj tak apnay kahnay pa nahi chal saka kabi apnay batay huya time pa nahi poncha:khi:
            Lol... phir aap 11 baje bhi nahi pohnchte kya?? ... :khi:

            Comment


            • #66
              Re: **Interview...........

              Originally posted by ummid View Post
              Lol... phir aap 11 baje bhi nahi pohnchte kya?? ... :khi:
              nahi na subhoo 8 baja jana parta ha ur wapsi ka koi pata nahi ha:donno:
              sigpic

              Comment


              • #67
                Re: **Interview...........

                Waisey to main ney jab sey amli zindagi mein qadam rakha hai, bohat sey job interview diyey hain aur Alhamdolillah aaj tak aisa aik bhi interview nahin huwa jiskey baad mujhey job na mili ho - haan main ney khud kaii aik baar inkaar kiya hai. Jobs interviews key baad aik baat jo mujhey hamesha suneney ko milti hai keh "tum mein confidence bohat ziyada hai, howcome?" to mera jawab yeh hota hai "Main pedaishi confident hoon" :kr:. Main ney kaii aik IQ-tests bhi diyey hain aur us mein bhi kamyab raha karta hoon - is sey zahir hai keh meri IQ badi tez hai :eye::eye:

                Mujhey yaad hai keh aik baar main ney aik firm mein interview diya - MD ney khud interview karney ki bjaey aik doosrey bandey ko kaha, main ney us din Jeans aur T-Shirt pehni thi, aur woh American firm thi. Us bandey ney meri insult hi kar di aur kaha tum kaisey Jeans pehan ker interview per aa saktey ho :tauba - main ney bhi ussey khara jawab dey diya aur kaha "agar main suited booted but absolut DUMB candidate hota to kya tum mujhey job detey?" - iskey baad meri uski baat khatam ho gaii... kuchh din baad uskey MD ney phone kiya aur maazrat ki aur job ki offer ki - but guess what I did? Refused

                Pay per bohat hi kam baat karta hoon, for me the job I am doing is much more important than they payment - ofcourse har bandah pay key liyey job karta hai - magar merey nazdeek job functions are much more interesting. Yun aik baar main ney L'Oreal ki job refuse ki thi keh wahan per pay to bohat zabardast thi but you were bound to orders from Paris, where the HQ is located. You cannot do anything on your own - evething is controlled in Paris - aisi job main nahin kar sakta tha jahan per mera career kharab ho jaey, so I refused. Jis field mein main hoon us mein payment ka tayyun ham khud kartey hain - so we get this from employer: Don't tell me what you get today just tell me what you want from me"
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #68
                  Re: **Interview...........

                  Originally posted by nomi sialkoti View Post
                  pahlay apna ghar ka address to bata daan pher police la ka poonch jayoon ga wahaan:kr::kr:

                  pg ka ghunda pakarnaa:kr::kr:
                  Abay mein tera ustaaad hoon, bhool gaya kia :slap:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: **Interview...........

                    Originally posted by Masood View Post
                    Waisey to main ney jab sey amli zindagi mein qadam rakha hai, bohat sey job interview diyey hain aur Alhamdolillah aaj tak aisa aik bhi interview nahin huwa jiskey baad mujhey job na mili ho - haan main ney khud kaii aik baar inkaar kiya hai. Jobs interviews key baad aik baat jo mujhey hamesha suneney ko milti hai keh "tum mein confidence bohat ziyada hai, howcome?" to mera jawab yeh hota hai "Main pedaishi confident hoon" :kr:. Main ney kaii aik IQ-tests bhi diyey hain aur us mein bhi kamyab raha karta hoon - is sey zahir hai keh meri IQ badi tez hai :eye::eye:

                    Mujhey yaad hai keh aik baar main ney aik firm mein interview diya - MD ney khud interview karney ki bjaey aik doosrey bandey ko kaha, main ney us din Jeans aur T-Shirt pehni thi, aur woh American firm thi. Us bandey ney meri insult hi kar di aur kaha tum kaisey Jeans pehan ker interview per aa saktey ho :tauba - main ney bhi ussey khara jawab dey diya aur kaha "agar main suited booted but absolut DUMB candidate hota to kya tum mujhey job detey?" - iskey baad meri uski baat khatam ho gaii... kuchh din baad uskey MD ney phone kiya aur maazrat ki aur job ki offer ki - but guess what I did? Refused

                    Pay per bohat hi kam baat karta hoon, for me the job I am doing is much more important than they payment - ofcourse har bandah pay key liyey job karta hai - magar merey nazdeek job functions are much more interesting. Yun aik baar main ney L'Oreal ki job refuse ki thi keh wahan per pay to bohat zabardast thi but you were bound to orders from Paris, where the HQ is located. You cannot do anything on your own - evething is controlled in Paris - aisi job main nahin kar sakta tha jahan per mera career kharab ho jaey, so I refused. Jis field mein main hoon us mein payment ka tayyun ham khud kartey hain - so we get this from employer: Don't tell me what you get today just tell me what you want from me"
                    Kash aap meray teacher hoty
                    kiya mazy hen...

                    Comment

                    Working...
                    X