Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Faisla~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~*~Faisla~*~

    Faisla bra ho ya chota ho soch samj kie kerna chiye na kie jazbat main aa kie :)
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga

    Comment


    • #32
      Re: ~*~Faisla~*~

      bilkul sahi kaha aap ne .. faisla ko humaisha soch samjah ke laina chaihye ..jazbat mein aa ke karne walle faisle ghalt bhi ho saqte hain...

      faisle pal mein takdeer change kar dete hain.. so i agree wid u

      khush rehye sada :):dua

      Comment


      • #33
        Re: ~*~Faisla~*~

        Originally posted by Masood View Post
        Assalamo allaikum - dosto aur dostiyo

        Faisley hazaron qisam key hote hain - kuchh aasan kuchh mushkil...

        aap yeh dasso keh aap ney sab sey mushkil faisla (ta'haal) kab? kya? aur kyun? kiya tha??????
        Abhee mere Zinagee main koi itnaa important Moor nahee aaiaa kehh jiss kayy barray main sirff mujhayy hee faissalla karnaa parrayyyyyy,,,,,,,,
        baqee chootayy moottayy mammallt to challtay hee rehhtayy hainnnnnn
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #34
          Re: ~*~Faisla~*~

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          sab say mushkil faisala mainay shadi ka kiya tha.. wo is liyah kay sari GF chorni par rahi thi...........................................
          Wesay MAin abhi sab say mushkil faislay kay waqt par hon..
          app kiya sugestion day gay..
          England Or Germany
          Which country is best......................... Help me out.
          england
          Visit My Early PS Work
          You Are Welcome To Comment

          Comment


          • #35
            Re: ~*~Faisla~*~

            Originally posted by zeeshan View Post
            Faisla bra ho ya chota ho soch samj kie kerna chiye na kie jazbat main aa kie :)
            agree :comfort:
            Visit My Early PS Work
            You Are Welcome To Comment

            Comment


            • #36
              Re: ~*~Faisla~*~

              AOA,

              well in my way:
              Allah has granted all of us (human being) with brain.
              Somehow we use it or we do not.


              bas aiesa faisla ho jis ki waja se koi hurt na ho .. aur flexibility is must.
              yehi koshish hoti hai chota ya bara faisla kerney mein ..
              Rest Allah sab ke haq mein behter fermaye always .. aameen
              Last edited by Aania; 9 March 2008, 21:32.
              Visit My Early PS Work
              You Are Welcome To Comment

              Comment

              Working...
              X