Aslamoalikum
zindagi me kai baar esa mukam ata he k ham haq par hote hen lekin phir bhi fesla hamare khilaf ho jata he,is ke leay zaruri nahi k ham kahin mukadma hi lar rahe hon normal life me hi logon k sath ese moamlaat hote hen,ese me bohat bebasi or insult feel hoti he:donno:mehez hamare pas koi ikhtyar nahi hamari baat nahi suni jati or hamare khilaf fesla de dia jata he.ese me kia karna chaey?:mm:kia yahan khamoshi is the best policy??:cc:

Comment