Re: kahin , kisi roz,,,,,,,,,
waalaikumasalam...:rose
hum tu de dete hain... :alhamd:
abhi recently hi hum uni jaa rahe the train mein... ke aik bari amma humare samne waale seat per aa ker baith gaye aur salam kiya... hum window se bahar daikh rahe the... un ki taraf daikha uar muskura ke salam ka jawab diya... tu kaihne lage... ager kuch madad kar sakti ho tu kar do.. (hum scarf mein the.. tum mujhe apni apni si lage aur muslim bhi ho... Allah tumhari her muraad puri karega.. InshAllah aameen...
hum ne bag khola aur kuch rupe de diye... woh duaa dete hoye next station per utar gaye...
kisi mangne waale ko hum kuch na de tu hume woh baat kai dinu tak disturb rakhti hai... jub tak kisi faqeer ko kuch de na de tub tak.. isi liye hum de dete hain.. aur Allah ka laak laak shuker w ahsaan hai ke us ne sahb-e-istetat banaya hai... :)
aise hi aik baar hum aik hotel ke pass se guzre wahan kuch faqeer baith the... hum ne hotel mein jaa ker kaha ke in sub ko khana de dena aur paise de diye... us hotel ke malik ne kaha ke main aap ko packets bana deta ho aap baant dijye.. huem acchi khasi dair horahi thi... phir bhi hum ne woh packets liye aur bantna shoro kiye... koi 8 ya 10 faqeer the wahan.. un mein se aik bari amma ke pass jub hum gaye aur usey diya tu woh hum se kaihti hai... khana tu theek hai per mujhe meetha bhi chahiye... :lol
hum ne kaha.."amma filhal hume dair ho rahi hai phir kabhi InshAllah" aur hum chale gaye... hmmmm....

Comment