Re: kahin , kisi roz,,,,,,,,,
Walekam-Aslam!
Pakistan mein tou yeh rouz ki baat hai, waisey mujh say aisay kabhi kise nay nahi mangey, waisey mangtey bhi tou mere pass kon say honay thay jo deti:khi:
waisey tou kafi faqeer aur bachey waghera hotey hein jaz bazar jatey hein, tab dadi amaan hoti thi mere saath tou woh zaroor de deti thi. Aur mera bhai jo ke 11 saal ka hai, woh bhi apni pocket money main say he dey deta tha, bina un ka mangey:)
Pichli baar mein jab Pakistan gaye thi tou aik borhay say uncle ayey they hamaray gate per, woh bhi huliye say sahi lag rahey they, unhon nay bhi kaha tha ke meri pocket maar li gaye hai, thora sa karaya de dein!
Aur mujhay nahi pata ke woh sachey thay ke nahi, ghar mein mere aur choti behan ke ilawa koi nahi tha, aur mere pass ghar mein paisay nahi tha fil-waqat so mein umhein nahi day saki

Comment