Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Humarey Zameer ki Awaz...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Humarey Zameer ki Awaz...!!!

    Asslamo Alikum :rose
    Kuch din pehley mujhey kisi ke gher janay ka ittefaq hua - woh sahib doodh ka karobaar kartey thay - Yani Dodhi thay - un ko many kayi baar dooodh main paani milatey hoe dekha hay - jab un ke gher gaya to aik machine se dekhi - many poocha janab yeh kya hay - kehtay yar many leni to nai thi per leni pari - many kaha keun li aur yeh hay kya - kehte ke beta is se pata chal jata hay ke dodh main kitna paani hay - is se humain pata chal jata hay ke jin se hum dodh le rahe hain unhoN ne paani to nai milaya:khi::khi:

    Hum logoN ko kehtay hain ke apne gireban main jhanko - hum apne girebaan main keu nai jhankte - kya hum ne aagay ja kar jawab nai dena - LogoN ko kehte hain ke bhai yeh bura kaam hay - humain khud keu nai pata chalta - aakhir keu....:cc::cc:
    Allah

  • #2
    Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

    Originally posted by Yaaram View Post

    Yaar yeh baat tu yahan kerne ki bajaye us ke moun per kerta to shayad us ke dimaag mein tumhari baat aa jati aur wo dodi se insaan baj jata :donno:
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

      Beta ji kuchh KYUNWOUN ka jawab nahin hota, woh bas hoti hain :) Doodh mein paani milana koi ghalt baat nahin, is liyey keh asli aur khalis doodh jo bhenson sey ya gaey sey aata hai, woh har bandey key peeney key qabil nahin hota. Yun paani idher bhi milaya jata hai keh doodh ko uski aisi halat mein laya jaey jo har kisi key peeney key qabil ho. Ab yeh alag baat hai keh hamarey haan issey BHI ghalt istimaal kiya jata hai aur doodh kam aur paani ziyada mila diya jata hai :lol - Kya kaha jaa sakta hai - Allah sab dekh raha hai wohi doodh mein sey barkat uthaa leta hai :)

      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

        Kia Keh Sakhtey HaiN Allah Behtar Insaaf Karney Wala hai :)
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment

        • #5
          Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

          Originally posted by La'hasil View Post
          Kia Keh Sakhtey HaiN Allah Behtar Insaaf Karney Wala hai :)
          Allah ney paani bnaya, Allah ney gaey bnaii, gaey ney paani piya, gaey ney doodh diya, insaan ney pani aur doodh ko mila diya :kr:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

            LoLZ Milna tu Tha Par Ziyada Mila kar Appna Faida Bana liya :s
            Zindagi Thak Gaye ..!!

            Comment

            • #7
              Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

              Originally posted by Masood View Post
              Allah ney paani bnaya, Allah ney gaey bnaii, gaey ney paani piya, gaey ney doodh diya, insaan ney pani aur doodh ko mila diya :kr:
              aor Masood nay ussay pind say sheher tak puhanchaya:khi:

              Comment

              • #8
                Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Yaar yeh baat tu yahan kerne ki bajaye us ke moun per kerta to shayad us ke dimaag mein tumhari baat aa jati aur wo dodi se insaan baj jata :donno:
                ki thi janab - balkeh achi bhali jharrap ho gayi thi meri
                Allah

                Comment

                • #9
                  Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                  Originally posted by Masood View Post
                  Beta ji kuchh KYUNWOUN ka jawab nahin hota, woh bas hoti hain :) Doodh mein paani milana koi ghalt baat nahin, is liyey keh asli aur khalis doodh jo bhenson sey ya gaey sey aata hai, woh har bandey key peeney key qabil nahin hota. Yun paani idher bhi milaya jata hai keh doodh ko uski aisi halat mein laya jaey jo har kisi key peeney key qabil ho. Ab yeh alag baat hai keh hamarey haan issey BHI ghalt istimaal kiya jata hai aur doodh kam aur paani ziyada mila diya jata hai :lol - Kya kaha jaa sakta hai - Allah sab dekh raha hai wohi doodh mein sey barkat uthaa leta hai :)
                  ji sahe keh rahey hain
                  Allah

                  Comment

                  • #10
                    Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                    waisy ..............aap ny acha nahi kia wo kia sochy ga k os ny aap per ahtibar kia aur aap ny pori dunia ko bata dia

                    Comment

                    • #11
                      Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                      Originally posted by Yaaram View Post
                      Asslamo Alikum :rose
                      Kuch din pehley mujhey kisi ke gher janay ka ittefaq hua - woh sahib doodh ka karobaar kartey thay - Yani Dodhi thay - un ko many kayi baar dooodh main paani milatey hoe dekha hay - jab un ke gher gaya to aik machine se dekhi - many poocha janab yeh kya hay - kehtay yar many leni to nai thi per leni pari - many kaha keun li aur yeh hay kya - kehte ke beta is se pata chal jata hay ke dodh main kitna paani hay - is se humain pata chal jata hay ke jin se hum dodh le rahe hain unhoN ne paani to nai milaya:khi::khi:
                      Hum logoN ko kehtay hain ke apne gireban main jhanko - hum apne girebaan main keu nai jhankte - kya hum ne aagay ja kar jawab nai dena - LogoN ko kehte hain ke bhai yeh bura kaam hay - humain khud keu nai pata chalta - aakhir keu....:cc::cc:
                      walaikum salam
                      a v good example :thmbup:

                      Muashra Afraad sey banta hai iss liye aik muashra uss waqt tak nahi theek ho sakta hai jab tak uss key fard na theek hoN ( ye baat ham sab jaantey hein) iss liye as you said apney ghar sey shuru karo aur ghar mey bhi sab sey pehley apney aap sey.... jaisey aap ney kaha .... Mey ney aik jaga perha tha key jin baatoN per insaan khud amal na kerta ho magar wo iss ki targheeb doosroN ko dey raha ho to uss ki baateiN doosroN pey assarandaz nahi hoti heiN...

                      will continue with it late inshALlah
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                        logon ko educate karne ki zarurat he k ye aik bura kaam he or is se Allah naraz hota he,ager insan ye baat samjh jaey to esa na kare.wese bhi jo log esi be eemaniyan karte hen un ki isi dunya me nikal jati hen:mm:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                          Originally posted by Khalil View Post
                          waisy ..............aap ny acha nahi kia wo kia sochy ga k os ny aap per ahtibar kia aur aap ny pori dunia ko bata dia
                          yaar tu bohat gehraai mein soochta he

                          mujay lagta he ke tu ne apna computer kisi kunwein mein rakha hua he
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                            Originally posted by Yaaram View Post
                            ki thi janab - balkeh achi bhali jharrap ho gayi thi meri
                            Good to note that you have done your job.
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Humarey Zameer ki Awaz...!!!

                              :kr: :kr: :kr: :kr:

                              Comment

                              Working...
                              X