Re: Kuch kaho na!!
^^^yep!
.... Phir barishoN ney ghar ker diya hai :d
@ waqt
People often talk about killing time but the time kills them silently....
Jo waqt abhi aap key hath mey hai, uss ka her second aap ka hai iss liye iss ko bharpoor guzarna hai. Iss ki misaal aeysi bhi di jati hai key agar aik bank aap ko aik "kheyl" dey aur uss mey kerna ye hai key wo bank aap ko roz 86 400 dollars dey aur uss ko aap ney ussi khatam kerna hai kyun key agley din phir sey itna credit aap ko miley ga...to aap itney paisey ko kidher kharch karo gey???
HameiN her roz subha 86 400 seconds ki life milti hai aur raat ko jitna credit reh jata hai wo bas zaya ho jata hai....ye sarey seconds agley din key credit mey add up nahi hotey heiN.....jo guzar gaya wo mazi ka hissa ban jata hai. Iss liye kehtey heiN key guzra hua waqt kabhi wapas nahi ata hai....
btw kafi phalsapha ho gaya :$
:D
Next: books

Comment