Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch kaho na!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Kuch kaho na!!

    judai insan ko ander hi ander ghin ki tarah kha jati he,maar deti he....judai ke bare me aik book me parha tha ye to sab likh dia:khi:

    tanhaa

    Comment


    • Re: Kuch kaho na!!

      Tanha he mujhe chhor gaye zindagi mein dost
      gard safar he apni rafiq safar rahi


      Tanhai ek zehar hai jisay penay wala marta bhi nahi hai aur ji bhi nahi sakta hai
      bass tarpta hai.....dard sehta hai......tanhai k lamhe ka karb aisa hai kabhi dil se nahi

      Darra rahe hain mujhe mere ghar k sanatay
      tars gai meri tanhai hamsukhan k liye

      Next............Uddasi
      Last edited by WASI ANJUM; 14 March 2008, 19:31.
      sigpic

      Comment


      • Re: Kuch kaho na!!

        ham chahe lakh khud par hansi or muskan ke parde daal lein lekin dil ke ander chupi hui udasi to hamari amkhon se chalak rahi hoti he jis ko serf wohi log mehsoos karte hen jo wakai hamen jante hen.

        shor

        Comment


        • Re: Kuch kaho na!!

          Khamoshi mein shor tha mene suna kuch bhi nahi
          us ne kaha sab kuch lekin kaha kuch bhi nahi

          shor kabhi hamein hamein jagata hai kabhi hamein chirata hai........shor sirf shor karne walay ko achha lagta hai shor sun,nay walay ko zara bhi achha nahi lagta........

          Hasrat
          sigpic

          Comment


          • Re: Kuch kaho na!!

            kehte hen jo arzoo puri nahi hoti wo hasrat ban jati he,lekin jo arzoo puri ho jaey wo bhi to arzoo nahi rehti na.

            masoom

            Comment


            • Re: Kuch kaho na!!

              masoom log dil ko kabhi kabhi buhat bhaatay hain

              basant
              Last edited by Capt.Abdur Rehman; 14 March 2008, 19:50.

              Comment


              • Re: Kuch kaho na!!

                pakistan me jo basant mnai jati he mujhe bilkul pasand anhi itne logon ka jani mali niksan hota he aik intehai behuda tehwar he ye basant mera bas chale to tamam basantion ko goli mar doon:fuming:


                sakoon

                Comment


                • Re: Kuch kaho na!!

                  bayshak dilon ko sakoon Allah kay zikar say hi naseeb hota ha..

                  Music

                  Comment


                  • Re: Kuch kaho na!!

                    aj hamare ghar ke pas koi shadi he or itna ooncha ka music chal raha he k aj shaed hi koi is area me so sake:taubapata nahi logon ko doosron ka sakoon tabah kar ke kia milta he.

                    neend

                    Comment


                    • Re: Kuch kaho na!!

                      abhi bilkul neend nahi aa rahi...lihaza neend kay baaray main sochna bhi nahi

                      bahaar

                      Comment


                      • Re: Kuch kaho na!!

                        ajkal bahar ka mosam he har tarah phool hi phool hen or rang hi rang hen.

                        khizaan

                        Comment


                        • Re: Kuch kaho na!!

                          khizaan hamesha ki terha jaatay jaatay buhat sari udaas yaadain chor kay jaa rahi ha

                          Pegham

                          Comment


                          • Re: Kuch kaho na!!

                            ye apna pegham do din off raha to bohat bura feel hua shuker he aj online a kar pata chala k pegham again open he.


                            dost

                            Comment


                            • Re: Kuch kaho na!!

                              Dost miltay hain bichharne k liye...........sach mein aisa he hota hai hum achhay achhay dost banatay hain lekin duniya ki is bheer mein woh hamein tanha chhor kar chale jate hain aur laot kar koi khabar bhi nahi lete......

                              Lamhay
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Kuch kaho na!!

                                lamhay kuch aesay hoty hen jo kuch na kuch asar chor jatay hen
                                likan kuch lamhay aesay bhi jin ko yad kar ka insan bohat door nikal jatya ha...

                                Larkiyan

                                Comment

                                Working...
                                X