Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch kaho na!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Kuch kaho na!!

    Originally posted by Sadia View Post



    well, aap jhout kaisey bol saktey hein

    you can buy justice with money in Pakistan, but not in north america:)
    waise aap North America ke koon se country / state mein rehti hein...yeh to bohat bara he na, banda aik din mein paidal bhi nahi phir sakta :khi:

    justice ho gi wahan, lekin banda justice ke liye freezer mein rehna shuru ker de, yeh bhi to koi logic nahi :kr::kr::kr:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Kuch kaho na!!

      Next word............????
      Allah

      Comment


      • #33
        Re: Kuch kaho na!!

        Originally posted by WASI ANJUM View Post
        mujhe kis per likhna hai??
        shayed Ahsaas per ya ehsaas per??
        mein ehsaas per he likhta hoon

        Ehsaas sur mera choli daaman ka saath hai mera ehsaas mujh se bahoot
        kuch likhwata hai aur apnay ehsaas ko mein lafzoon ki surat mein kagz per
        uttar kar mehfooz kar deta hoon............
        next....................... Jazbaat
        nice Wasi bhai

        Jazbaat

        hmmm jazbaat insaan se bahut kush karwatey hain....jazbaat main beh kar hum bahut se kaam asey kar jatey hain jin ka baad main hum ko dukh hota hai
        liken kai dafa asey kaam bhi kar jatey hain jin ki bahut khushi hoti hai........

        next .... junoun

        Comment


        • #34
          Re: Kuch kaho na!!

          Nice Word Pakiza :rose
          Junon - insaan ko wahn wahan us us muqaam per le jata hay jahan woh apne aap ko pehchaan nai pata hay - woh aik bacha ban jata hay - aik ziddi insaaan ki roop main samne aata hay :rose

          Next Word: Tameez
          Last edited by Yaaram; 14 February 2008, 09:15.
          Allah

          Comment


          • #35
            Re: Kuch kaho na!!

            Tameez wo daira hai jis main reh ke insaan har kisi ke dil main jaga bana leta hai..:)
            jo tameez se dour hojata hai wo logon se dour ho jata hai

            next .....mobile phone

            Comment


            • #36
              Re: Kuch kaho na!!

              Pehle Pehal Cell Phone status symbol tha - ab har common citizen ke paas hay - bohat faeday bhi hain is ke aur disadvantages bhi - kher yeh to usage ke hisaab se hay :rose

              Saaath :rose
              Allah

              Comment


              • #37
                Re: Kuch kaho na!!

                saaath...

                mere haath mein tera haath ho.. saari janatein mere SAATH ho...:blush:

                freiendzz..:D

                Comment


                • #38
                  Re: Kuch kaho na!!

                  Friends Yani dost - aik bohat acha dost mil jaye to insaan asani se marr sakta hay :rose

                  Ada :blush:
                  Last edited by Yaaram; 14 February 2008, 09:27.
                  Allah

                  Comment


                  • #39
                    Re: Kuch kaho na!!

                    Saath insaan ki bunyadi zarourat hai...insaan tanha nahi reh sakta..kisi na kisi saath ki zarorat har kisi ko hoti hai...chahy wo kisi reshtey ka saath ho ...kisi pet ka saath ho... ya phir koi cheez jo insaan ke dil ke kareeb ho..liken basically aik insaan ko dosrey insaan ke saath ki hamesha zarorat hoti hai...............

                    next family

                    Comment


                    • #40
                      Re: Kuch kaho na!!

                      Originally posted by Yaaram View Post

                      Ada :blush:
                      woh Ada-e-dilbari ho ke naway-e-ashiqana..
                      jo dilon ko fateh kar le wahi fath-e-zamana...

                      Lol..

                      wife..:D (daani bandar aap hi kaihna is per kuch.. :lol)

                      Comment


                      • #41
                        Re: Kuch kaho na!!

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        Saath insaan ki bunyadi zarourat hai...insaan tanha nahi reh sakta..kisi na kisi saath ki zarorat har kisi ko hoti hai...chahy wo kisi reshtey ka saath ho ...kisi pet ka saath ho... ya phir koi cheez jo insaan ke dil ke kareeb ho..liken basically aik insaan ko dosrey insaan ke saath ki hamesha zarorat hoti hai...............

                        next family
                        Aur aap apni family ke bina bhi bari mushkil se reh sakte ho - udaas ho jata hay banda :rose

                        Komal
                        Allah

                        Comment


                        • #42
                          Re: Kuch kaho na!!

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          Saath insaan ki bunyadi zarourat hai...insaan tanha nahi reh sakta..kisi na kisi saath ki zarorat har kisi ko hoti hai...chahy wo kisi reshtey ka saath ho ...kisi pet ka saath ho... ya phir koi cheez jo insaan ke dil ke kareeb ho..liken basically aik insaan ko dosrey insaan ke saath ki hamesha zarorat hoti hai...............

                          next family
                          family...

                          I love ma family..:blush:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Kuch kaho na!!

                            Originally posted by Yaaram View Post
                            Aur aap apni family ke bina bhi bari mushkil se reh sakte ho - udaas ho jata hay banda :rose

                            Komal
                            komal..acha naam hai...me ko bahut pasand hai:D:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Kuch kaho na!!

                              Originally posted by Pakiza View Post
                              komal..acha naam hai...me ko bahut pasand hai:D:
                              :taubanext topic to likh detin

                              Comment


                              • #45
                                Re: Kuch kaho na!!

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                :taubanext topic to likh detin
                                ops
                                sori:D

                                next.......khushi

                                Comment

                                Working...
                                X