Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Agony: How and When do u feel it...???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Agony: How and When do u feel it...???

    Ahan :rose
    Allah

    Comment

    • #32
      Re: Agony: How and When do u feel it...???

      Originally posted by La'hasil View Post
      Yaraam Yaqeen Kijye Roney Ka Mood Nahin hai Main nay Baat Ki nahin Aur Ansoo Bahir Aa jaein Gay So Bata Nahin Sakhti Khuch bhi :)
      oh meelay shoonay ko kia hua
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: Agony: How and When do u feel it...???

        Originally posted by hamzad View Post
        bohat sari baten ya moamlaat hote hen jahan insan bebasi feel karta he.gher yakini soorat-e-haal,jahan kuch samjh nahi arahi hoti:donno:kuch baton me,mein bohat jald upset ho jati hon even mere hath kanpne lagte hen to me us waqt bilkul akele ho jati hon,darood sharif parhti hon.Allah se dua karti hon.pehle mere father the to me un se sab baten kia karti thi to wo har baat ka possitive side hi dikhate the abhi wo nahi hen to me Allah se kehti hon k mere abou ap ke pas hen ab ap hi mujhe rasta dikhaen or mashwara den
        :phool:
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: Agony: How and When do u feel it...???

          Originally posted by Yaaram View Post
          Great thoughts and comments Aamir bro - yes we should do:rose
          :rose
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: Agony: How and When do u feel it...???

            Originally posted by La'hasil View Post
            Buhat Toofan Chupe Hain Bus Na Poochiye :( :p
            kehta hain jahan toofan chhupe hoon wahan mysterious si khamoshi hoti hai, per yahan to shor hi shor ha

            Comment

            • #36
              Re: Agony: How and When do u feel it...???

              waalaikumasalam... :rose

              oye sar jana hai aap ne kisi din...:D

              accha... @ topic... first century mein aik philospher hota tha un ke words hai... naam.. hmmm... Epictetus... LOl... haan un ke Ancient words hai... "People feel disturbed not by things, but by the views they take of them."
              kinna sahi bol gaya yeh banda... :blush:..
              aik baat humesha dhyaan rakhni chahiye ke an event does not cause reaction.. it could be any.. zaroori nahi ke woh panic reaction hi ho.. happy.. sad.. lonely etc etc.. her tarah ka reaction... per koi bhi event apne aap mein itni taqat nahi rakh sakta ke aap per aser andaz hosake... its you .. and your thoughts cause feelings like pain.. happy etc etc.. got it??
              yeh sub kuch us per munhasir hai ke aap kisi situation ko kaise lete hain... aur bus..
              aai kuch baat mein sumjh...:D:

              Comment

              • #37
                Re: Agony: How and When do u feel it...???

                Originally posted by ummid View Post

                Aap janti bhi hain ke aapi ke har cheez ka radde amal hota hay - to insaan mahol ke asar se hi aisa hota hay - jab bacha pedah hota hay to woh neautral hota hay - us waqt us ke ahsasat aur dukh gham kahan hote hain?
                can u answer me plz
                Allah

                Comment

                • #38
                  Re: Agony: How and When do u feel it...???

                  answer tu hum aap ko de hi deinge... per hume aap ke sawal ki sumjh nahi aai...
                  aap yeh poochna cha rahe hain ke bacche ko pedah hone ke baad dukh aur ghum ke ahsasat nahi hote??
                  aisa nahi hai... yeh us waqt bhi hote hain jub baccha maa ki goad mein hota hai.. unborn baby... use per bhi mahool ka asr hota hai... woh bhi aik jaan hota hai... yeh alag baat hai ke us ke ahsasat us ki maa ke reaction towords event per munhasir karte hain...
                  aik baat humesha dhyaan rakhna ke "RATIONAL" hona inborn nahi hota.. "RATIONAL THINKING" bhi inborn nahi hoti... isey waqt ke saath sikhna parta hai... ..

                  Comment

                  • #39
                    Re: Agony: How and When do u feel it...???

                    Originally posted by Yaaram View Post
                    Asslamo Alikum :rose
                    Baaz oqaat intehai Aziat naak halat main se guzar raha hota hay - yeh aziat mukhtalif halatoN main hoti hay - Rohani Karb ho ya Koi aur - aap log muashre ke basi ho - aaap yeh batao ke aap kab aur kis halat main Karb mehsos karte ho? Kya yeh Humare Androoni halat hoti hay - ya is ke honay ke awamal kuch aur haiN??:rose
                    Walikumas salam

                    agony....karb...aziyat
                    ye wo halatin hain jab hum bey inteha gham aur takleef mehsus kartey hain.
                    jab kisi mentally aur physically disable insaan ko dekhti hoon...jab apni choti choti khawahishon ko rad hotey dekhti hoon...jab ana ki khatri logon ko lartey martey dekhti hoon...................tu bahut takleef hoti hai
                    jitna zada sensitive hongey app utni hi zada aziat mehsos hogi.....iss ka taaluq na sirf nazar aaney walaey awamil hain balkeh humari andaroni halat bhi hain
                    coz jab bhi hum koi dekhi insaan dekhtey hain hum ko apna koi gham yaad aajata hai

                    Comment

                    • #40
                      Re: Agony: How and When do u feel it...???

                      Originally posted by ummid View Post
                      answer tu hum aap ko de hi deinge... per hume aap ke sawal ki sumjh nahi aai...
                      aap yeh poochna cha rahe hain ke bacche ko pedah hone ke baad dukh aur ghum ke ahsasat nahi hote??
                      aisa nahi hai... yeh us waqt bhi hote hain jub baccha maa ki goad mein hota hai.. unborn baby... use per bhi mahool ka asr hota hai... woh bhi aik jaan hota hai... yeh alag baat hai ke us ke ahsasat us ki maa ke reaction towords event per munhasir karte hain...
                      aik baat humesha dhyaan rakhna ke "RATIONAL" hona inborn nahi hota.. "RATIONAL THINKING" bhi inborn nahi hoti... isey waqt ke saath sikhna parta hai... ..
                      Ummid aapi main aap se behas nai karta - aap ke aur mere khayalat bohat mukhtalif haiN:na:
                      Allah

                      Comment

                      • #41
                        Re: Agony: How and When do u feel it...???

                        Originally posted by Yaaram View Post
                        Ummid aapi main aap se behas nai karta - aap ke aur mere khayalat bohat mukhtalif haiN:na:
                        Lol hi Lol... paglo ho aap... :hug:
                        khush raho..:rose
                        magar.... baat to clear kar dete...:D

                        Comment

                        • #42
                          Re: Agony: How and When do u feel it...???

                          Originally posted by ummid View Post
                          Lol hi Lol... paglo ho aap... :hug:
                          khush raho..:rose
                          magar.... baat to clear kar dete...:D
                          KHush to main rehta hoN - Koi zaroorat nai hay baat clear karne ki - clear hi clear hay :hug:
                          Last edited by Yaaram; 15 February 2008, 06:40.
                          Allah

                          Comment

                          • #43
                            Re: Agony: How and When do u feel it...???

                            Originally posted by Yaaram View Post
                            KHush to main rehta hoN - Koi zaroorat nai hay baat clear karne ki - clear hi clear hay :hug:
                            pagal hi ho aap.... :lol

                            Comment

                            • #44
                              Re: Agony: How and When do u feel it...???

                              Originally posted by ummid View Post
                              pagal hi ho aap.... :lol
                              Allah

                              Comment

                              • #45
                                Re: Agony: How and When do u feel it...???

                                Originally posted by Pakiza View Post
                                Walikumas salam

                                agony....karb...aziyat
                                ye wo halatin hain jab hum bey inteha gham aur takleef mehsus kartey hain.
                                jab kisi mentally aur physically disable insaan ko dekhti hoon...jab apni choti choti khawahishon ko rad hotey dekhti hoon...jab ana ki khatri logon ko lartey martey dekhti hoon...................tu bahut takleef hoti hai
                                jitna zada sensitive hongey app utni hi zada aziat mehsos hogi.....iss ka taaluq na sirf nazar aaney walaey awamil hain balkeh humari andaroni halat bhi hain
                                coz jab bhi hum koi dekhi insaan dekhtey hain hum ko apna koi gham yaad aajata hai
                                wah ! kya baat ki hay aap nay :rose
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X