Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mushkil Kaam?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mushkil Kaam?

    Assalamo allaikum Hazrato aur Hazratiyon :p

    Bohat sey kaam bohat aasan hotey hain aur bohat sarey kaam mushkil hotey hain.... yahan ham yeh btaein keh hamarey nazdeek kaun kaun kaun kaun kaun kaun kaun.......

    .... 1000001 saal baad phir sey kaun sa kaam mushkil hai?


    Sab sey pehley log kahein gey:

    SELF CRITISIMS yani khud per tanqeed karna mushkil amal hai? aap kya kehtey hain?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Mushkil Kaam?

    meray nazdeek sab say mushkil kaam hai subah wakt per uthna...:tauba

    Comment


    • #3
      Re: Mushkil Kaam?

      waalaikumasalam...

      Lol... koi kaam mushkil nahi hota...:D.. aur aik stage per aa ker na banda aadi ho jata hai mushkilat ka... so aur bhi aasaniyaan hoti hai mushkilein jhailne mein....

      aur jo aap ne last mein kaha hai self crticism... woh tu bongi hai... ab bhi log nahi pasnd karte... infact me ko bhi ghussa aata hai... aur dil karta hai ke samne waale(supervisor, teachers, HOD etc...) ki aisi ki taisi kar dein... per na phir kuch seekhne mil raha hai is khayal se apne irado ko amli jama nahi pehnate..:donno:. aur humari aksar maam aaj tak shaid isi liye mehfooz hai...:tauba

      Comment


      • #4
        Re: Mushkil Kaam?

        Originally posted by sher ali View Post
        meray nazdeek sab say mushkil kaam hai subah wakt per uthna...:tauba
        :khi: Yeh to meri jaisi aadat paii hai :lol magar main uth hi jata hoon aur uth ker phir so jata hooon :kr:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: Mushkil Kaam?

          agree wid ummid.....aisa he hai...koi b kaam mushkil nahi hota....

          Comment


          • #6
            Re: Mushkil Kaam?

            Originally posted by ummid View Post
            waalaikumasalam...

            Lol... koi kaam mushkil nahi hota...:D.. ...
            yay me ko dasso zara koi kaam mushhkil kasay nai hota bhala..:mm:
            agar sab kuch asaan hota tu :cc:

            Comment


            • #7
              Re: Mushkil Kaam?

              Originally posted by ummid View Post
              waalaikumasalam...

              Lol... koi kaam mushkil nahi hota...:D.. aur aik stage per aa ker na banda aadi ho jata hai mushkilat ka... so aur bhi aasaniyaan hoti hai mushkilein jhailne mein....

              aur jo aap ne last mein kaha hai self crticism... woh tu bongi hai... ab bhi log nahi pasnd karte... infact me ko bhi ghussa aata hai... aur dil karta hai ke samne waale(supervisor, teachers, HOD etc...) ki aisi ki taisi kar dein... per na phir kuch seekhne mil raha hai is khayal se apne irado ko amli jama nahi pehnate..:donno:. aur humari aksar maam aaj tak shaid isi liye mehfooz hai...:tauba

              ahan to aap key nazdeek koi kaam mushkil nahin? Critism aur self critism bhi aik fun hai, ab dekho critism aur self critism ki aik misaal:

              Critism:
              "Meri sari family key paas Danish Passport hai - woh sab ghaddar hain, Pakistani qomiyat ko chhorr ker Danish ho gaey hain"

              Self critism:
              "Main kitna ahmaq aur jahil hoon keh abhi tak Danish Qomiyat apply nahin ki" :kr::kr::kr::kr::kr:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Mushkil Kaam?

                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                agree wid ummid.....aisa he hai...koi b kaam mushkil nahi hota....
                Aasman sey taarey torr ker laiyey :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #9
                  Re: Mushkil Kaam?

                  Originally posted by Masood View Post
                  :khi: Yeh to meri jaisi aadat paii hai :lol magar main uth hi jata hoon aur uth ker phir so jata hooon :kr:
                  :khi:..main bhi uth'ta hi issi liay hoon taa'kay naashta ker sakonn...wo bhi tu time pay kerna hota ha na..time nikal jaaye tu phr sara din ajeeb ajeeb sochain aati rehti hai kay..naashta nai kia....yay ho jaaye ga..wo ho jaaye ga...chahay lunch main poori ki poori daigain hi kiun na kha jaon...:kr:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mushkil Kaam?

                    yeh Danish kon hai :cc:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mushkil Kaam?

                      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                      agree wid ummid.....aisa he hai...koi b kaam mushkil nahi hota....
                      ya apney right bazu ko garden key peechey sey laa ker apna right ear pakriyey :khi:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mushkil Kaam?

                        Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                        yeh Danish kon hai :cc:
                        Danish - Denmark ki nationality larki!:tauba
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mushkil Kaam?

                          Originally posted by Masood View Post
                          ahan to aap key nazdeek koi kaam mushkil nahin? Critism aur self critism bhi aik fun hai, ab dekho critism aur self critism ki aik misaal:

                          Critism:
                          "Meri sari family key paas Danish Passport hai - woh sab ghaddar hain, Pakistani qomiyat ko chhorr ker Danish ho gaey hain"

                          Self critism:
                          "Main kitna ahmaq aur jahil hoon keh abhi tak Danish Qomiyat apply nahin ki" :kr::kr::kr::kr::kr:
                          kaafi hud tak sahi kaha ha..:mm:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mushkil Kaam?

                            Originally posted by Masood View Post
                            Aasman sey taarey torr ker laiyey :)


                            kio Allah k kaamon main dakhal doon main bhala wo b u k kehnay per:slap::slap::slap::slap:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mushkil Kaam?

                              Originally posted by Masood View Post
                              Danish - Denmark ki nationality larki!:tauba

                              achaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa


                              ab me ko kaya pata...Danish kisi nationality ka b naam hai:tauba...

                              Comment

                              Working...
                              X