Originally posted by Eshaa Chaudhry
View Post
maiN nay daikh lia, yeh qoul Hazrat Ali ka tha jisay maiN nay apnay lafzoN maiN bayan kia kay "yeh na daikho kaun kah raha hai, yeh daikho kia kah raha hai....!!"
ab agar yahe daikhna hai kay kaun kah raha hai to mery khayal maiN Hazrat Ali kay muqablay maiN tumhari baat to nahe maan sakta ??
bus yahe ghalti hai jab hum daikhtay haiN kay kaun kah raha hai....!!
Leave a comment: