Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

boys hoshiyaar rahiye ga

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: boys hoshiyaar rahiye ga

    Originally posted by raafi View Post
    boys ko tu pata hoga 14 feb valentines day celebrate karnay ka din hai matlab izhaar e muhabbat karnay ka din hai.... aap log izhaar karnay se pehlay helmet aur zaroor samaan bandhna na bholiye ga....... aur emergency numbers bhi apni pocket mein rakhna na bholiye ga..... blood group bhi eik parchi per likh kar pocket mein eik konay mein rakhiye ga....... :)
    :hathora yehh aap kaa pichhllayy yearr wallaa experince Booll rahaa haiiiiiiii by the way aisaa aap hee karainnnnn hamm nahee dartayy warttayy kisseee see Aahoooooo:kr:
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • #17
      Re: boys hoshiyaar rahiye ga

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Tum valentine manana, apnay hubby ko gift dena...is tarah tumhari monthly bhi increase ho sakti he :khi:

      Yani Lalach Doon Usay :p
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #18
        Re: boys hoshiyaar rahiye ga

        Originally posted by La'hasil View Post
        Yani Lalach Doon Usay :p
        haan lekin dena muhabat ke naam per :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: boys hoshiyaar rahiye ga

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          haan lekin dena muhabat ke naam per :khi:

          Mohabbat kay NAam par Lalach ? Phir Wo Mohabbat tu na hoi Soda howa Ghar'z Hoi :S
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment


          • #20
            Re: boys hoshiyaar rahiye ga

            yeh Raafi ki last valentine day ki pic hai...:kr: :kr: :kr:

            Comment


            • #21
              Re: boys hoshiyaar rahiye ga

              Originally posted by La'hasil View Post
              Mohabbat kay NAam par Lalach ? Phir Wo Mohabbat tu na hoi Soda howa Ghar'z Hoi :S
              tum inni gehrai mein ja ke soochti ho, me to sooch bhi nahi saka...tum ne apna computer kunwein mein to nahi rakha kahin :D
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                LoLZ


                Pagal hian Aap bhi :)
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment


                • #23
                  Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                  lol

                  poor boys :tasali:
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                    na jee abi sa bas try ho rahe hai :khi:kia zayda zor ka parta ahi ya pir ok ok hahhah

                    Comment


                    • #25
                      Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                      Originally posted by Xenya View Post
                      lol

                      poor boys :tasali:
                      saray boys ek jaisay nai hotay jo itni hamdardi jita rahi hain. lols
                      yeh raafi bhai jaisay boys kay lye tha .

                      Waisay larkyooN kay baray mein kia khayal hai ??? :kr:
                      wo tu halmet bi pehan lain bi tu nai bach saktain :D
                      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                      Sadly, common sense is not very common..!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                        good idea by the way, for those who are celebrating this event, but, I think agar yeh payar wayar ka din hai tou phir shayd aap ko larki kuch nahi kahey gi:)

                        Comment


                        • #27
                          Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                          Originally posted by Sadia View Post
                          good idea by the way, for those who are celebrating this event, but, I think agar yeh payar wayar ka din hai tou phir shayd aap ko larki kuch nahi kahey gi:)
                          han sahi hai jo loog nahi bhi kahnay ka sooch rahay ap unki bi durgat banwa do gi :d


                          @topic
                          jokes apart.
                          Lekin pata hai yeh saray Gooro'N ne events bana rakhain hain.
                          Yeh Humara culture nahi hai , Father's Day Mother's Day etc etc....

                          Humaray culture mein hum sab saath hi rahtay hain ek ghar mein , Lekin yeh loog kabhi kabhar apnay parents ko miltay hain ya payar ka izhaaar kartay hain , Jabkah humaray culture aur islami nukta nazar se tu Payar har waqat ek jitna hi hota hai. Daily bi izhaar kar saktay hain. Waisay bi jinhooN ne yeh event banaya hai wo ek velentine se dosri velentine tak pata nai kitnooN ko dil daitay hain lols.. waisay bi payar kay izhar kay lye koi khaas waqat munasib karna sahi nahi wo payar nai hota :P.
                          Barhaal , sahi hai hisa lain lekin aisay event ko sar per nai charhana chahiye , kuch bachooN (Mujhe jaisooN ) per bura asar par sakta hai :embarasse
                          :kr:
                          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                          Sadly, common sense is not very common..!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                            haye haye mohabtan hun tay sadi shdi ho gayi aaaa hum velantine day band kar diyo hahahaha

                            Comment


                            • #29
                              Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                              Originally posted by raafi View Post
                              yeh experience dosron per hotay dekha hai.....

                              :) khud ka experience kia kehta hai

                              Comment


                              • #30
                                Re: boys hoshiyaar rahiye ga

                                acha kia baata dia.par main aasa kuch nahii karnay wala q k main ik sareef bacha hoon................

                                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                                Comment

                                Working...
                                X