Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna khayal rakho!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Apna khayal rakho!!

    Originally posted by Xenya View Post

    Akser ham khud bhi aur hamarey dost bhi hamein "take care"...."apna khayal rakhna"...."apna khayal rakha karo" etc etc yani aik baat diff. tareekey sey keh jatey heiN. YahaN aap ney hamein ye batana hai key Insaan apna khayal kaisey rakhta hai?? :mm:
    apna khayal rakhna , is ka matlab hota hai kay subah uTh kar monh zaroor dhona :kr:, dha'bay say kuch mat khana, rooz nahana, dant saaf karna, nakhun kaT'na, mitti maiN mat khailna, kisi say jhagRa mat karna aur aur aur :cc: khair mitti pao,

    apna khayal rakhna :lpop:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #17
      Re: Apna khayal rakho!!

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

      tum mein to mujhey larkiyon waley jaraseem nazar aa rahey hain - nakhun kaatna - jaan meri tumharey nakhun roz barh kyun jatey hain jo kaatney parrein? Waisey agar tum yeh sab rozana kartey ho to phir bhi itney gandey kyun ho? (mujhey kisi ney kaha tha keh bhai aap ka ganda dost :D)

      khair mitti pao - apna khiyaal rakhna :D
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18
        Re: Apna khayal rakho!!

        Originally posted by Masood View Post

        tumhari himmat kesay hoi larkioN ko jaraseem'shuda kehnay ki, laRkio sun rahe ho na :lpop:

        na maiN tumhara bhai hoon na dost :slap:, jo hoga woh waqai ganda hoga :kr:
        That's Enough...!!

        Comment

        • #19
          Re: Apna khayal rakho!!

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
          tumhari himmat kesay hoi larkioN ko jaraseem'shuda kehnay ki, laRkio sun rahe ho na :lpop:

          na maiN tumhara bhai hoon na dost :slap:, jo hoga woh waqai ganda hoga :kr:

          :taubaMera dimagh bhi kaisa chal geya hai tumhein bhi jaraseem'shuda kah diya tum to khud aik bohat badey jaraseem ho - yeh to Karachi mein birdflu dekh ker andaza ho geya hai :kr:tum ney bechari KUKRIYON ko bhi nahin chhorra :slap:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #20
            Re: Apna khayal rakho!!

            Originally posted by Masood View Post
            :taubaMera dimagh bhi kaisa chal geya hai tumhein bhi jaraseem'shuda kah diya tum to khud aik bohat badey jaraseem ho - yeh to Karachi mein birdflu dekh ker andaza ho geya hai :kr:tum ney bechari KUKRIYON ko bhi nahin chhorra :slap:
            :( batao ab banda murghi bhi nahe kha sakta, yahan birdflu phaila, mughi susti hoi, par kaun khata hai jee sab ko jaan aziz hai :khi:, sab nay machli, bakray aur bara gosht khareedna shoro kardia, (qaza to kar nahe saktay na gosht ki :lpop: ) phir yeh howa kay un kay he rate baRh gaiy :kr:, mardo ghareebooN ko :lpop:
            That's Enough...!!

            Comment

            • #21
              Re: Apna khayal rakho!!

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              :( batao ab banda murghi bhi nahe kha sakta, yahan birdflu phaila, mughi susti hoi, par kaun khata hai jee sab ko jaan aziz hai :khi:, sab nay machli, bakray aur bara gosht khareedna shoro kardia, (qaza to kar nahe saktay na gosht ki :lpop: ) phir yeh howa kay un kay he rate baRh gaiy :kr:, mardo ghareebooN ko :lpop:
              shuker karo SASTI hui hain SUST(i) nahin hui - agar murghiyaan sust ho jaein to becharey murghey kya karein gey? :kr: - waisey sochanable baat to yeh hai keh MURGHIYAN birdflu ka shikar huii hain, to becharey murghon ko kyun halak kar diya jata hai? :cc:

              Gosht to hamarey danton mein basa hai jani - jab tak booti na noch lein (haiwano ya insano ki) hamein chain kahan :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: Apna khayal rakho!!

                Originally posted by Masood View Post
                shuker karo SASTI hui hain SUST(i) nahin hui - agar murghiyaan sust ho jaein to becharey murghey kya karein gey? :kr: - waisey sochanable baat to yeh hai keh MURGHIYAN birdflu ka shikar huii hain, to becharey murghon ko kyun halak kar diya jata hai? :cc:

                Gosht to hamarey danton mein basa hai jani - jab tak booti na noch lein (haiwano ya insano ki) hamein chain kahan :)
                yaar tum ne apnay baray mein bilkul sahi kaha :khi:
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: Apna khayal rakho!!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post

                  Main tumharey barey mein bhi bohat kuchh sahih sahih kah sakta hoon magar tum mein suneney ki himmat nahin :wk
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: Apna khayal rakho!!

                    Originally posted by Masood View Post
                    shuker karo SASTI hui hain SUST(i) nahin hui - agar murghiyaan sust ho jaein to becharey murghey kya karein gey? :kr: - waisey sochanable baat to yeh hai keh MURGHIYAN birdflu ka shikar huii hain, to becharey murghon ko kyun halak kar diya jata hai? :cc:

                    Gosht to hamarey danton mein basa hai jani - jab tak booti na noch lein (haiwano ya insano ki) hamein chain kahan :)
                    murghay par itna zour hai lagta hai bachpana yaad aarha hai :comfort: ab thread main fuzool bataiN mat karo warna sawal'nama ko ghussa aajaiy ga :kr:
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Apna khayal rakho!!

                      Originally posted by Masood View Post
                      Main tumharey barey mein bhi bohat kuchh sahih sahih kah sakta hoon magar tum mein suneney ki himmat nahin :wk
                      Lo Dartey ho Us Say Keh Dalo Jo Dil main hai :D
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment

                      • #26
                        Re: Apna khayal rakho!!

                        Originally posted by Masood View Post
                        Main tumharey barey mein bhi bohat kuchh sahih sahih kah sakta hoon magar tum mein suneney ki himmat nahin :wk
                        idher aa huner'gar huner aazmaein
                        tu teer aazmaa, hum jiger aazmaein

                        bool kia sunana he :lpop:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Apna khayal rakho!!

                          Originally posted by La'hasil View Post
                          Lo Dartey ho Us Say Keh Dalo Jo Dil main hai :D
                          Shaabaash, ub her koi tumhari tarah bahadur thoori hota he :khi:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Apna khayal rakho!!

                            Originally posted by La'hasil View Post
                            Lo Dartey ho Us Say Keh Dalo Jo Dil main hai :D
                            Us sey nahin darta magar kisi ki izzat ka to khiyaal hai na - ab main logon ki tarha aisi batein nahin karta jin sey nafrat phailey? :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: Apna khayal rakho!!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              idher aa huner'gar huner aazmaein
                              tu teer aazmaa, hum jiger aazmaein

                              bool kia sunana he :lpop:
                              shair main bhi bol sakta hoon aur tum sey zaalim type key - shairon per logon key dilon ko na lubhao - meri aadat nahin logon ki peeth peechey batein karney ki :) don't worry nothing is to be said :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              • #30
                                Re: Apna khayal rakho!!

                                Originally posted by Masood View Post
                                Us sey nahin darta magar kisi ki izzat ka to khiyaal hai na - ab main logon ki tarha aisi batein nahin karta jin sey nafrat phailey? :)
                                Originally posted by Masood View Post
                                shair main bhi bol sakta hoon aur tum sey zaalim type key - shairon per logon key dilon ko na lubhao - meri aadat nahin logon ki peeth peechey batein karney ki :) don't worry nothing is to be said :)
                                miyaan kehna kia chahtay ho, baat ko kuch wazeh karo...is tarah bohat confusion ho jaye gi :mm:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X