Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

    Welcome
    Known as a Nice Member
    But Still stranger :)

    :)Cordially Welcome here:)
    Best of Luck


    Comment


    • #32
      Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

      Originally posted by Gul View Post
      Welcome
      Known as a Nice Member
      But Still stranger :)

      :)Cordially Welcome here:)
      Best of Luck


      still stranger :S

      ap ati hi boht kam hain online iss main mera kia qasoor main to daily ata hon :S

      n e ways thanks for wishes

      Comment


      • #33
        Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

        welcome Bro

        Buriye Bhai main koi nahi hia :P bus wo apni Sis ko pechan nahi sake gai yeh hia :P

        mujhe khud he batana pare ga :P


        Kaun hon Main :P

        ~Main tu samjha tha ke lout atey hain janey waley
        tu ney jaker tu judai meri qismat karde...~

        Comment


        • #34
          Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

          Originally posted by naz View Post
          welcome Bro

          Buriye Bhai main koi nahi hia :P bus wo apni Sis ko pechan nahi sake gai yeh hia :P

          mujhe khud he batana pare ga :P


          Kaun hon Main :P
          :cc:

          siso batao na kon hain ap :S
          main to bais nahi badalta aik hi roop hai mera jahan rahon isi roop main hota hon so everybody can easily know me :P

          u batao na plshhh :blush:

          Comment


          • #35
            Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

            Originally posted by KnOwn_StRaNgEr View Post
            Hasti ko dosti main fana kon karay ga
            Yeh farz zamanay main ada kon karay ga
            Hathon ki lakeeron ko zara dekh najoomi
            Yeh dekh mere sath wafa kon karay ga..!!! :)

            reason to boht hain laikan can't expose here :)
            Nice...

            well ager ap ya dykhty hain k "Hasti ko dosti main fana kon kary ga" to ap ya bhi dykhy k ap ny khud ko kes k liy Fana kia.........

            kher ya bahes hoti rahy gi....ab ap apny bay main batin.
            sab sy pahly to ap ka name...
            ap ki hobbies..profession..etc...

            Comment


            • #36
              Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

              Ub is thread mein aap loogon ne kia nikaalna he :fuming:

              theek he ager yahi baat he to aao yahan pe gupein maartay hein
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                mujhy to lagta ha k Known_stranger" kahi gum ho gy hain...ager kesi ko mily to zara unhy yaad kara dain k ya thread un k liy hi laga ha

                Comment


                • #38
                  Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                  Originally posted by Afroze View Post
                  Nice...

                  well ager ap ya dykhty hain k "Hasti ko dosti main fana kon kary ga" to ap ya bhi dykhy k ap ny khud ko kes k liy Fana kia.........

                  kher ya bahes hoti rahy gi....ab ap apny bay main batin.
                  sab sy pahly to ap ka name...
                  ap ki hobbies..profession..etc...
                  :)
                  Naam :Usman
                  location: mustaqal koi thikana nahi banjara hon aj yehan kal wahan :) wiase b zindagi to aik safar hi hai aur hum musafir... education main ICMA qualified hon... n doing job in a multinational co in Islamabad...

                  baqi khuch poochna ho to pooch legeye ga hum jawab k sath hazir ho jayen gay
                  :)

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                    Originally posted by Afroze View Post
                    mujhy to lagta ha k Known_stranger" kahi gum ho gy hain...ager kesi ko mily to zara unhy yaad kara dain k ya thread un k liy hi laga ha
                    sorry 4 being late :)

                    Comment


                    • #40
                      Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                      Originally posted by KnOwn_StRaNgEr View Post
                      :)
                      Naam :Usman
                      location: mustaqal koi thikana nahi banjara hon aj yehan kal wahan :) wiase b zindagi to aik safar hi hai aur hum musafir... education main ICMA qualified hon... n doing job in a multinational co in Islamabad...

                      baqi khuch poochna ho to pooch legeye ga hum jawab k sath hazir ho jayen gay :)
                      sahi kaha ap ny zindagi ak safar hi ha ......

                      ICMA ..great ji ..kabhi ham ka bhi ya khwab tha...
                      wasy ap ny ICMA kaha sy kia

                      well ap ICMA ku kia .....ap ka shock tha y aphir bas..awee waqat sy sath bhaty chaly gy

                      Comment


                      • #41
                        Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                        Originally posted by Afroze View Post
                        sahi kaha ap ny zindagi ak safar hi ha ......

                        ICMA ..great ji ..kabhi ham ka bhi ya khwab tha...
                        wasy ap ny ICMA kaha sy kia

                        well ap ICMA ku kia .....ap ka shock tha y aphir bas..awee waqat sy sath bhaty chaly gy
                        shoq.... tha commerce meri fav field hai dat's y :)

                        Comment


                        • #42
                          Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                          Originally posted by KnOwn_StRaNgEr View Post
                          shoq.... tha commerce meri fav field hai dat's y :)

                          GO0d ..
                          Ap ko jab bhi fremilta ha to ap kia kerty ho0.....
                          Life ko kes nazar say dakty hain
                          ager kabhi ap ko life main pechy jana pary to life ko kaha tak pechy lay k jain gain...
                          ab tak ka koi asya Faisla jes pa ap ko afsos ho ...

                          Comment


                          • #43
                            Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                            Originally posted by Afroze View Post
                            GO0d ..
                            Ap ko jab bhi fremilta ha to ap kia kerty ho0.....
                            Life ko kes nazar say dakty hain
                            ager kabhi ap ko life main pechy jana pary to life ko kaha tak pechy lay k jain gain...
                            ab tak ka koi asya Faisla jes pa ap ko afsos ho ...
                            free time bohat kam milta hai waqt ki raftar bohat teez ho gayi hai
                            insan machines ki tarha kaam karta rehta hai muj ejab kabi free time milay to main books reading karta hon i luv rading zaida tar islamic issuq k ilawa Wasif ali Wasif ki tasaneef read kerta hon i like him :)
                            zindagi ko jaise Allah ne navishta e taqdeer likhi hai uss se hat ker nahi chahta is liye kabi khuch manga nahi Alah se jaik yaqeen hai dil main k jo Allah ne likha hai woh sahi hai uss se zaida muje khuch nahi chahye wiaise bhi jo ho gaya usay hona tha aur ho honay wala hai woh ho ker rehay ga so no worry :)

                            Comment


                            • #44
                              Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                              Originally posted by KnOwn_StRaNgEr View Post
                              free time bohat kam milta hai waqt ki raftar bohat teez ho gayi hai
                              insan machines ki tarha kaam karta rehta hai muj ejab kabi free time milay to main books reading karta hon i luv rading zaida tar islamic issuq k ilawa Wasif ali Wasif ki tasaneef read kerta hon i like him :)
                              zindagi ko jaise Allah ne navishta e taqdeer likhi hai uss se hat ker nahi chahta is liye kabi khuch manga nahi Alah se jaik yaqeen hai dil main k jo Allah ne likha hai woh sahi hai uss se zaida muje khuch nahi chahye wiaise bhi jo ho gaya usay hona tha aur ho honay wala hai woh ho ker rehay ga so no worry :)

                              Last 2 question skip ker gay ap :tauba

                              Ap ny kaha k kabhi Allah sy kuch manga ni......y..jab k Allah Tala khud kahty hian k muj say mango0.....

                              kia ap manty ho k takdeer ko tadber or dua sy badla ja sakta ha
                              "navishta e taqdeer" etni Achu urdu ni ha myri ..so asan urdu main jawab dejy ga

                              Comment


                              • #45
                                Re: ~!~Personality Of the Month~!~Known Stranger~!~

                                yeh rehay ap k un do question kay jawabat :)
                                kabhi ap ko life main pechy jana pary to life ko kaha tak pechy lay k jain gain...
                                peechay kabi nahi jaon ga ... main hal main rehne wala aur future per nazar rekhne wala banda hon... waise bhi loag to kehtay hain peeche mur ker dekhne se insan pathar ka hota hai i m totely against to this saying :)
                                peeche mur ker dekhne se insan pigalne lagta hai or phir jo faisle uss ne kiye hotay hain un ko paya-e-takmeel tak ponchanay main kafi dushwari hoti hai...
                                ab tak ka koi asya Faisla jes pa ap ko afsos ho .
                                nahi aisa abi tak nahi hua :)

                                Ap ny kaha k kabhi Allah sy kuch manga ni......y..jab k Allah Tala khud kahty hian k muj say mango0.....
                                Aik banda Allah ki raza main khush hai jitna Allah ne usay diya uss se zaida usay khuch b nahi chahye to phir mangain kia? mangta admi tab hai jab kisi cheez ki zarorat hoti hai... khair its a time taking discussion it need much time meri bohat jaga iss baray main behas ho chuki hai :)
                                kia ap manty ho k takdeer ko tadber or dua sy badla ja sakta ha
                                "navishta e taqdeer" etni Achu urdu ni ha myri ..so asan urdu main jawab dejy
                                jee main manta hon iss bat ko k taqdeer ko dua say badla ja sakta hai
                                hazrat Ali RA ka qaul hai k mujhay oss shakhs ki aqal par afsos hota hai jo taqdeer par imaan bhi rakhta hai aur apnay kissi amal k naa.khush gawaar result par pachta ta bhi hai.

                                taqdeer ki asal haqeeqat sirf Allah ko maloom hai. go hamaray mustaqbil k bahoot say maamlaat (jo unknown haiN) ka talluq taqdeer say hai ... tahaam islam ki taleem yeh hai k hamaiN apnay mustaqbil ki behtari k liyeh 'tadbeer' aur do'aa say madad leni chahiyeh. aur marloobah 'result' nah milnay par (iss say qabal naheeN) issay taqdeer ka likha samajh kar sabar karna chhaiyeh....

                                bahoot say shawahad say yeh sabit hai k do'aa say taqdeer 'badal' sakti hai. jaisay hazrat moosa AS ka waqe'aa k aik khatoon nay apnay haaN aulaad say motalliq poocha to aap nay Allah say pooch kar oss aurat ko batlaya k tumharay naseeb /taqdeer maiN koi aulaad naheeN.... baad azaaN kafi asay k baad oss aurat k haaN kai bachchay howay to AAP bahoot hairaan howay aur Allah say poocha k yeh kia maajra hai. Allah nay batlaya k iss aurat k naseeb maiN bachchay thay to naheeN... magar aik martabah iss aurat nay meray aik piyaray aur mahboob shakhs ko bhook ki halat maiN khana khelaya to oss banday nay mujh say oss aurat k liyeh aulaad ki do'aa ki. aur maiN apnay iss mahboob banday ki do'aa rudd nah kar saka.... :)

                                Navishta-e-taqdeer ka matlab jo hamari taqdeer main likha hua hai :)


                                Comment

                                Working...
                                X