Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

The kite Runner

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • The kite Runner

    The kite Runner aik aeysi kahani pey mabni film hai jis mey aik dost apney dost key beytey ko bachaney key liye Kabul jata hai. Ye wo daur hai jab Kabul mey Taliban ki hakoomat thi.

    Agar aap logoN ney ye movie deykhi hai to aap key views ka hamein inteyzaar rahey ga :thmbup:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: The kite Runner

    Mein ne Nahin dekhi :cry

    Comment


    • #3
      Re: The kite Runner

      :donno:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #4
        Re: The kite Runner

        Originally posted by Xenya View Post
        The kite Runner aik aeysi kahani pey mabni film hai jis mey aik dost apney dost key beytey ko bachaney key liye Kabul jata hai. Ye wo daur hai jab Kabul mey Taliban ki hakoomat thi.

        Agar aap logoN ney ye movie deykhi hai to aap key views ka hamein inteyzaar rahey ga :thmbup:
        bloo actualy yeh novel hai... aaj hi hum ne is novel ki copy daikhi.. book fair mein... anywayz.. jaise hi hume is film ki CD milti hai.. hum zaroor daikheinge aur aap ko apne views deinge...:D

        Comment


        • #5
          Re: The kite Runner

          Originally posted by ummid View Post
          bloo actualy yeh novel hai... aaj hi hum ne is novel ki copy daikhi.. book fair mein... anywayz.. jaise hi hume is film ki CD milti hai.. hum zaroor daikheinge aur aap ko apne views deinge...:D
          yep ye khaled husseini ka hai .... magar jaisey mey ney pehley hi recommend kiya tha to movie hi deykh leyna :P
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #6
            Re: The kite Runner

            mein ne thori si book pari thi, phir beech mein he chour di, it was really interesting.

            Comment

            Working...
            X