Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghilaf-e-Kaba BIDAT nahi kia ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Ghilaf-e-Kaba BIDAT nahi kia ?

    Originally posted by Khalil View Post
    Close karo yaar yeh topic..............................
    i agree , keeon key jo bidat kertay haan , wo mantay to naeen key hmm ghalat ker rahey haan
    just like hindu jantey bi haan key boton ko pojnay sey kuch naeen hota pir bi pojtay haan , chayeh koi kitna samjhayeh

    Islah sirf Allah hi ker sakta hay , batana hamara farz hay , jo bata dia

    ab jis ney bidat kerni hay shok sey keray , atleast akharat main yeh naeen keh sakey ga key "hum" ney bataya naeen tha
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

    Comment


    • #17
      Re: Ghilaf-e-Kaba BIDAT nahi kia ?

      kis ney kaha hay key yeh part of islam hay
      main ney to kabi naeen suna key ager gilaf naeen ho ga to Hajj naeen ho ga
      etc etc
      agar aap k nazdeek part of islam honay ki yehi tareef hy k ghilaf e kaba k honay ya na honay se haj par koi asar naheen parta to phir arz ye hy k hum bhi kab kehtay hain k quran khani lazmi karo koi aik banda bata den jo ye kehta ho k agar quran khani na ki gai to murda bakhsha hi na jay ga .



      rasam is different from islamic rasam , can't u understand the diffrence
      baray meharbani islamic rasam aur serf rasam dono ki alg alg tareef aur dono ka farq misal de kar samjhain. shukriya.
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #18
        Re: Ghilaf-e-Kaba BIDAT nahi kia ?

        Islah sirf Allah hi ker sakta hay , batana hamara farz hay , jo bata dia
        achaaa agar islah seref ALLAh hi karsakta hy to phir aap nay yahaan pehly mujh se kion kaha k main aap ki islah karon? kaya us waqat aap mujh ko moazALLAH ALLAH k sath is sifat main shareek samjh rahay thy?
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: Ghilaf-e-Kaba BIDAT nahi kia ?

          Originally posted by tauruskhan View Post
          i agree , keeon key jo bidat kertay haan , wo mantay to naeen key hmm ghalat ker rahey haan
          just like hindu jantey bi haan key boton ko pojnay sey kuch naeen hota pir bi pojtay haan , chayeh koi kitna samjhayeh

          Islah sirf Allah hi ker sakta hay , batana hamara farz hay , jo bata dia

          ab jis ney bidat kerni hay shok sey keray , atleast akharat main yeh naeen keh sakey ga key "hum" ney bataya naeen tha
          Yaar Isal-e-Sawab karo tu Tum logh Aitraaz karte ho.
          Hazrat Muhammad Mustafa (saw) per Salat-o-salam parhain tu aitraaz.
          Jub koi yeh Kehta hai ke Allah Jhoot bol sakta hai tu tum logh kyon nahi aitraaz kartey ??????/ :cc:

          Comment

          Working...
          X