Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

European life:::::::::::::

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: European life:::::::::::::

    Originally posted by Pakiza View Post
    Salamz to all
    hello Day Walker...long time no see.....kesey hain app n ur family


    @ topic
    wah kia baat hai....i think somewhat same system is used ni Middle East...I'm not sure.....khair anyways......ye kam humarey Pakistan main bhi hona chahiye ....... wesey tu pakistan main hum forigen countries main rehney waloon ke according bahut kuch hona chahiye.....but I think jab tak humari awam taalim se dour hai kuch faida nahi hai iss taraqi ka...life style ko high karney se liife standard high nahi hoga...we have to make the people think high.....logon ko achi zindagi ke lein achi taalim aur tarbiyat ki bhi zarorat hai

    :)
    bt i dont think so asa kabi ho ga pak main..india aur pak aik sath bane to ..aaj india kitna aage hai..humrae pak main logon ne choten choten baton ko pakar kar raka hova hai.. agar 10 years baad b pak jao to tab b wahan ..airport par allah toba asa welcum kartay k koi jana nahi cahta wapas ....
    Last edited by wajid hanif; 30 January 2008, 15:49.

    Comment


    • #32
      Re: European life:::::::::::::

      Originally posted by wajid hanif View Post
      bt i dont think so asa kabi ho ga pak main..india aur pak aik sath bane to ..aaj india kitna aage hai..humrae pak main logon ne choten choten baton ko pakar kar raka hova hai.. agar 10 years baad b pak jao to tab b wahan ..airport par allah toba asa welcum kartay k koi jana nahi cahta wapas ....
      right yahi to main khena chaha raha tha............:donno:
      Pak:sword:India
      Last edited by D@y W@lk3r; 1 February 2008, 07:03.
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #33
        Re: European life:::::::::::::

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        good, mujhay pata nahi tha.. main to har 2 months kay bad london jata hoon, mairi family rehti hain. lekin pata hi nahi tha aur na kabhi maloom kiya, frist time aisa hoya kay bachoon kay cheker main passport ka pocket table par hi rakha reh gaya. chalay is terha pata to chala. next time ab trouble nahi hoga.
        such mistakes happened in young age:tauba what would be in future......:khi:wese bhi this age is the age of rebellion. It is the age when a guy wants to break all barriers...... phir yeh tajarba na karna .......

        Comment


        • #34
          Re: European life:::::::::::::

          Originally posted by raafi View Post
          such mistakes happened in young age:tauba what would be in future......:khi:wese bhi this age is the age of rebellion. It is the age when a guy wants to break all barriers...... phir yeh tajarba na karna .......
          lol:khi:
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #35
            Re: European life:::::::::::::

            Originally posted by wajid hanif View Post
            bt i dont think so asa kabi ho ga pak main..india aur pak aik sath bane to ..aaj india kitna aage hai..humrae pak main logon ne choten choten baton ko pakar kar raka hova hai.. agar 10 years baad b pak jao to tab b wahan ..airport par allah toba asa welcum kartay k koi jana nahi cahta wapas ....

            :a stick: koi aur country nahi mila compare karney ko
            janab if u'll hope and pary Almighty will grant us what we all are asking for our homeland......but ab wo dour aagaya hai ke khali dua se kaam nahi chaley ga hum sab ko dua ke saath saath dawa karney ki bhi zarourat hai...... mulk se bahar beth kar point out karna aasan hai.....wahan reh kar tammam haalat ko nazar main rakhtey huey sochin tu u'll see the difference.....life is not easy

            Comment

            Working...
            X