Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

European life:::::::::::::

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: European life:::::::::::::

    Originally posted by Xenya View Post
    good step ... leykin abhi her european country mey ye law implement nahi hua hai ... but we are looking fwd inshAllah

    Aur waqai jaisey ham Maghrib ki aur cheezeiN adopt kertey hein waisey hi in ki achi cheezeiN bhi adopt karein to kya hi baat ho.
    thanx , all European countries you do not need more passport, ID card it be enough (AS European National)
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #17
      Re: European life:::::::::::::

      Originally posted by raafi View Post
      wese agar apnay country se bahir jao tu pata lagta hai k hamara kesa system hai..... mein italy, UAE, norway aur germany jaa chuka hoon tu mujhe ehsaas hai k wakai hum yahan jungle mein janwaron ki tarah rahte hain......
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment

      • #18
        Re: European life:::::::::::::

        yaar bhai waisy aik baat hay humain pak main rhety huy boring lagta tha pk
        aur ab hum europ main hain to pk kee yaad her wakat ati hay
        jo jaisa b wohan mushkal ho hall ho jati thee per yehan nahi...

        waisy main ny aaty hee yehan paki kee aik comunity bana lee hain
        lakin pk wala maza nahi
        wo jesa b hay hamara apna hay
        ALLAH apni nehmatain os per nazil kery ameen

        Comment

        • #19
          Re: European life:::::::::::::

          Originally posted by Yaaram View Post
          but brother i love my homeland, yahan jo bhi hay, jesa bhi hay, we have to set it, we have to improve it, we should not think about other countries that what are they doing, we have to set an example of our attitude, we the pakistanis. main yahan rehta hoN, yahan pedah hua, yahi apna attitude set karon ga, har pakistani ke dil main yeh khayal aa jaye bus, hum individualy nai sochte bro, individualy kuch nai karte, but the questions remains, when and how we will think. I love my homeland
          har koi apnay homeland ko love karta hain yaaram bhai. par apnay jo hotay hain na wo hi khamiyoo ko bhi bata tay hain, yah baat to app jantay hain na. i love to pakistan, iam not pakistani but i love too pakistan ever and forever. iam proud to belong to pakistan.................
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment

          • #20
            Re: European life:::::::::::::

            Originally posted by D@y W@lk3r View Post

            i love you bro.....pakistan chez hee aisi hain ......

            Comment

            • #21
              Re: European life:::::::::::::

              Originally posted by Khalil View Post
              yaar bhai waisy aik baat hay humain pak main rhety huy boring lagta tha pk
              aur ab hum europ main hain to pk kee yaad her wakat ati hay
              jo jaisa b wohan mushkal ho hall ho jati thee per yehan nahi...

              waisy main ny aaty hee yehan paki kee aik comunity bana lee hain
              lakin pk wala maza nahi
              wo jesa b hay hamara apna hay
              ALLAH apni nehmatain os per nazil kery ameen
              take a time to use tooo.
              baat wo hi hain khalil bhai kay dur kay dhol sohanay, i dream too live in karachi.
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment

              • #22
                Re: European life:::::::::::::

                Originally posted by Khalil View Post
                i love you bro.....pakistan chez hee aisi hain ......
                you are always welcome bhai........enjoay your stay in italy.
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                • #23
                  Re: European life:::::::::::::

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  take a time to use tooo.
                  baat wo hi hain khalil bhai kay dur kay dhol sohanay, i dream too live in karachi.

                  Comment

                  • #24
                    Re: European life:::::::::::::

                    Originally posted by baqarkashmiri View Post
                    hamin tu pata ha
                    kher jald he ho jaye ga start.
                    regards,
                    baqar
                    good, mujhay pata nahi tha.. main to har 2 months kay bad london jata hoon, mairi family rehti hain. lekin pata hi nahi tha aur na kabhi maloom kiya, frist time aisa hoya kay bachoon kay cheker main passport ka pocket table par hi rakha reh gaya. chalay is terha pata to chala. next time ab trouble nahi hoga.
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #25
                      Re: European life:::::::::::::

                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #26

                        Comment

                        • #27
                          Re: European life:::::::::::::

                          Last edited by D@y W@lk3r; 28 January 2008, 16:04.
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #28
                            Re: European life:::::::::::::

                            Salamz to all
                            hello Day Walker...long time no see.....kesey hain app n ur family

                            @ topic
                            wah kia baat hai....i think somewhat same system is used ni Middle East...I'm not sure.....khair anyways......ye kam humarey Pakistan main bhi hona chahiye ....... wesey tu pakistan main hum forigen countries main rehney waloon ke according bahut kuch hona chahiye.....but I think jab tak humari awam taalim se dour hai kuch faida nahi hai iss taraqi ka...life style ko high karney se liife standard high nahi hoga...we have to make the people think high.....logon ko achi zindagi ke lein achi taalim aur tarbiyat ki bhi zarorat hai

                            :)

                            Comment

                            • #29
                              Re: European life:::::::::::::

                              Originally posted by Pakiza View Post

                              thanx, we are doing fine, hope you and rest of the family are doing fine.
                              i think education free honi chahay,aur must,
                              app nay sahi kaha without education kuch nahi hoga, shahor srif education say hi ata hain. mind open hota hain.
                              i hope deeply kay asia bhi aik hojay. aik hi currency
                              Last edited by D@y W@lk3r; 28 January 2008, 16:20.
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              • #30
                                Re: European life:::::::::::::

                                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                                har koi apnay homeland ko love karta hain yaaram bhai. par apnay jo hotay hain na wo hi khamiyoo ko bhi bata tay hain, yah baat to app jantay hain na. i love to pakistan, iam not pakistani but i love too pakistan ever and forever. iam proud to belong to pakistan.................
                                :D::salam:
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X