Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

    Originally posted by musaddaq View Post
    :duatoba toba,itna jhoot, tumhari or pyari awaz, tum to sirf yeh kaho keh u apni awaz main,to hi hazam nahi hota ooper se pyari bhi laga diya tum ne,
    or yeh paindoo kya hota hia?


    jal kuker...me ki tareef tu bardasht he nahi hoti na u say:slap::slap:...sar ker kola ho jatay ho:kr::kr::kr:


    paindo u jesa hota hai:kr::kr:

    Comment


    • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
      :slap::slap::slap::slap::slap::slap:


      ab main bilkul b tumharay jesi nahi hoon...bas thori buhat na:kr::kr::kr:
      :slap: thaper kion maara,
      ab jo cheez nahi thi tumhare paas uss keh baare hi pocha buss keh pata to hai na ya pata bhi nahi hia,tumhara kya pata pagal si ho, mian samjha keh shaid na hi pata ho,:lpop:

      Comment


      • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

        Originally posted by musaddaq View Post
        tum mujh se classes liya karo phir sharam bhi aa jaya kare gi:khi: or aqal bhi:lpop:


        yeh dono cheezien u paas nahi hain...ais liye pehlay u khud ko seekho phir me ko seekhnay ki baat kerna:kr::kr::kr:

        Comment


        • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

          Originally posted by musaddaq View Post
          nahi nahi bad'dua kion doon ga g,

          nahi nahi tumhari salary mujhe hazam nahi ho gi na,kion keh mujhe sirf mehnat ki kamai hi hazam hoti hia, :lpop:


          or mehnat u kertay nahi ho ais liye u ka hazma khaab hai:kr::kr::kr:

          Comment


          • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

            Originally posted by musaddaq View Post
            :slap: thaper kion maara,
            ab jo cheez nahi thi tumhare paas uss keh baare hi pocha buss keh pata to hai na ya pata bhi nahi hia,tumhara kya pata pagal si ho, mian samjha keh shaid na hi pata ho,:lpop:

            me ki marzi:slap:


            u k sab patay he khaab hain u k kasoor nahi hai:kr::kr:

            Comment


            • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

              Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
              awwwwwwwwwwwwwww



              me kini pali lag rahi hoon ais pic main:SubhanAllhaa::jazak::insha::alhamd::blush::bl ush::blush:
              :khi:kitni Besharam ho tum,

              Comment


              • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                yeh dono cheezien u paas nahi hain...ais liye pehlay u khud ko seekho phir me ko seekhnay ki baat kerna:kr::kr::kr:
                zaroori to nahi keh jo cheez na ho woh insaan sikha bhi na saka, ab jaise tum dekho keh zaroori to nahi keh teachers khud bhi doctors,engineers hoon but woh aap ko bana to deta hain na:lpop:,yeh bilkul aisa hi falsafa hia,or aqal ki batain hai,shaid itni jaldi na samjh aa sakain tumhain lakin aa jain gin,

                Comment


                • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                  Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                  or mehnat u kertay nahi ho ais liye u ka hazma khaab hai:kr::kr::kr:
                  shuker hia mera to sirf hazma kharab hia, tum khud ko dekho poori hi kharab ho:kr:

                  Comment


                  • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                    me ki marzi:slap:


                    u k sab patay he khaab hain u k kasoor nahi hai:kr::kr:
                    daikha main to start s ehi keh raha tha keh mera kasoor nahi hai,shuker hia tum bhi maan gayi ho aakhir kaar, mehnat rang to laii:khi:

                    Comment


                    • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      :khi:kitni Besharam ho tum,


                      jitni b ho jaon per u say zaiyda nahi ho sakti kasmay:kr::kr::kr::kr::kr:

                      Comment


                      • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        zaroori to nahi keh jo cheez na ho woh insaan sikha bhi na saka, ab jaise tum dekho keh zaroori to nahi keh teachers khud bhi doctors,engineers hoon but woh aap ko bana to deta hain na:lpop:,yeh bilkul aisa hi falsafa hia,or aqal ki batain hai,shaid itni jaldi na samjh aa sakain tumhain lakin aa jain gin,


                        ji haaan ji ap ka lecture me ko samhj a gaya hai uncle ji

                        Comment


                        • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          shuker hia mera to sirf hazma kharab hia, tum khud ko dekho poori hi kharab ho:kr:


                          bas kadi garoor nahi kita



                          :kr::kr::kr::kr:

                          Comment


                          • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                            jitni b ho jaon per u say zaiyda nahi ho sakti kasmay:kr::kr::kr::kr::kr:
                            kasmaan na khaya karo, kion keh kasmain khane wale jhoota hota hian, me waise hi yaqeen ker laita hoon:lpop:

                            Comment


                            • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              daikha main to start s ehi keh raha tha keh mera kasoor nahi hai,shuker hia tum bhi maan gayi ho aakhir kaar, mehnat rang to laii:khi:


                              yani u b mantay ho keh u ka pata he kharab hai bas kasoor u ka nahi hai:kr::kr::kr:

                              Comment


                              • Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                                bas kadi garoor nahi kita



                                :kr::kr::kr::kr:
                                kerna bhi na gharoor, gharoor ker keh or phool jao gi gobhi ki tarah,bulkeh be-tuka baloon ki tarah:kr:

                                Comment

                                Working...
                                X