Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
    gaaan bechari b kini masoom hoti hai na me jesi hai na
    lakin kuch phappa kutan gaanain bhi hoti hain u keh jaisi:lpop:

    Comment


    • #77
      Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
      meesni ki defination sunao:kr::kr::kr::kr:..phir sochon gi keh me hoon keh nahi:kr::kr::kr:
      tumhain dekh keh hi to yeh word bana tha, buss khud ko dekh lo,
      (ab gapain maarne keh liya tum kaho gi keh mian to badi massom hoon,achi hoon sohni hoon) kaho kaho yeh, meesni:kr:

      Comment


      • #78
        Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

        Originally posted by musaddaq View Post
        nalaik teacher, jab kuchh nahi pata hai tumhain to main tumhain sikha raha hoon,:a stick:


        u ko tu khud kuch nahi ata jata tu u kaya sikhao gaye....:kr::kr::kr:


        jo thora bhoot knowldge hai u paas sanbhal rakho kaam aye ga:kr::kr::kr:

        Comment


        • #79
          Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

          Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
          sohna....:kr::kr::kr:...tum ho sohnay ho jis ko sirf maa'n he kehti hai Haye mera sohna put...koi or nahi:kr::kr::kr::kr::kr::kr:



          ya phir tum sona chandi walay sonay ho:kr::kr::kr::kr:
          :comfort:itni jalan, haye o Rabba, ser keh sawa hi ho gayi ho bulkeh dekh keh bhi:lpop:
          ab tumhain koi sohna nahi kehta aunty bhi nahi to ab iss mian mera koi kasoor nahi hai, yeh sab tumhare jalne ka aser hia:lpop: na jalti na coal ki kaan banti.

          Comment


          • #80
            Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

            Originally posted by musaddaq View Post
            badi meesni ho, jo cheez ijaad hi tum ne ki hia ussi ka doosroon se poch rahi ho:khi:



            me or aisay kaaam toba toba...Allah maaf karay:donno:

            me tu aisi lerki he nahi hoon jis ko ais tarhan ki baaton ka pata ho:blush:
            inay jhootay ho u :slap:

            Comment


            • #81
              Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

              Originally posted by musaddaq View Post
              tusi v te kadi apna demagh use ker laya kero na, yeh jo ser keh ander hai isse hi demagh kehta hian,:comfort:


              achaaaaaaaaaaaaaaaa jo ser k ander hai aisay dimaag kehtay hain....:cc:


              u ko kaisay pata u paas tu hai he nahi hai....:kr::kr::kr:

              Comment


              • #82
                Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                u ko tu khud kuch nahi ata jata tu u kaya sikhao gaye....:kr::kr::kr:


                jo thora bhoot knowldge hai u paas sanbhal rakho kaam aye ga:kr::kr::kr:
                main tumhari tarah nahi hoon keh sab kuch sanbhal keh rakhoon,mujhe baant'ne ki adat hai takeh sab ka bhala ho,or knowledge to khair jitna bhi ho baant daina chahia, woh berhata hi hai,daikha tum ne aaj tak knowledge nahi baanta tabhi to aaj demagh se or aqal se or waise bhi paidal hi hoo:kr:

                Comment


                • #83
                  Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  haye o Rabba kitni aasani se tum ne khud ko La'hasil s echhota bana diya, tum to uss daur ki ho jab tareekh bhi nahi hoti thi:a stick:


                  :kr::kr::kr:

                  dekha u ko sab dour pata hain...tu phir u kio nahi maan letay keh u he baba adaam k saath aye thay zameen per:kr::kr::kr:

                  Comment


                  • #84
                    Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                    achaaaaaaaaaaaaaaaa jo ser k ander hai aisay dimaag kehtay hain....:cc:


                    u ko kaisay pata u paas tu hai he nahi hai....:kr::kr::kr:
                    mujhe kissi seyane ne bataya tha:kr:, tab mian khud bhi bohat seyana ho gaya hoon, tumhian aaj tak kissi ne nahi bataya tha issi liye pagal hi thi,but ab to seekh jao kuj

                    Comment


                    • #85
                      Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                      Originally posted by jia View Post
                      OoOOyyyeee yeh sab kia hay
                      yeh teachers k bolny ki wajah say nahi hay...yeh to musaddaq jaisy students hain jo k bhag rahy hain studies say:kr::kr:



                      :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:



                      dekh lo musaddaq me nay kisi ko kuch nahi dasa...:kr::kr::kr:...sab khud he u ko buhat achay say jantay hain:kr::kr::kr:

                      Comment


                      • #86
                        Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                        Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                        :kr::kr::kr:

                        dekha u ko sab dour pata hain...tu phir u kio nahi maan letay keh u he baba adaam k saath aye thay zameen per:kr::kr::kr:
                        mujhe kahan pata lagna tha g,mujhe bhi bada buzurgoon ne bataya tha keh ek makhlooq baki hai puraane waqtoon ki,jo keh PG pe shaakh-e-tamana nick rakha gi:lpop:

                        Comment


                        • #87
                          Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          lo g tum bhi na pagal hi ho, student to sab hi bhaagte hain, bunk maarte hain, ab yeh to teacher ko artfull hona chahia na keh woh kaise kaabu kerti hia students ko,jaise tumhari professors tumhain kaabu ker keh rakhti hain,:kr:, ab yeh teacher hi nikami or nalaik hai to students to faida uthain ge hi na:lpop:


                          dekho bayi hissaab baraber jesay student waisi he teacher :lpop::lpop::lpop:


                          ab yeh student he nikamay or nalik hain tu teacher tu faida uthaye gi he na:kr::kr::kr:

                          Comment


                          • #88
                            Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                            :kr::kr::kr::kr::kr::kr::kr:



                            dekh lo musaddaq me nay kisi ko kuch nahi dasa...:kr::kr::kr:...sab khud he u ko buhat achay say jantay hain:kr::kr::kr:
                            haan haan inni masoom tum,kitni mintain kin hain iss ki yeh likhwane keh liya, lagta hai tum ne isse kaha ho ga keh iss baar aao gi tm to iss keh liya choclate lao gi tab hi yeh maani hai,werna yeh to itni achi hai jia keh aise nahi kehti kabhi, waise iss baar aao to mujhe bhi batana main bhi aaon ga or tumhain ek kuch aqal ki batain bataoon ga:lpop:

                            Comment


                            • #89
                              Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                              Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                              dekho bayi hissaab baraber jesay student waisi he teacher :lpop::lpop::lpop:


                              ab yeh student he nikamay or nalik hain tu teacher tu faida uthaye gi he na:kr::kr::kr:
                              student jo bhi karain un ka haq hai,
                              tumhain to apne profession se sincere hona chahia na:a stick:

                              Comment


                              • #90
                                Re: Sahkhe-e-Tamana ki as Teacher kaarkardagi

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                mian bhi punjab se hi hoon janab,or main bhi ittefaq se acha waqtoon main perh gaya tha jab tum jaisi koi ustaani nahi thi,:kr:
                                or main ne kab age chhupai hai me u keh jaisa nahi hoon jo apni date of birth to likh dain lakin yr na likhain:lpop: lakin iss mian bhi tumhara koi kasoor nahi hia, asal mian jab ki u makhlooq ho tab abhi years ijaad hi nahi hua tha:kr:


                                jo nahi parha hota wohi kehta hota hai shokhi marany k liye nahi nahi main parha howa hoon main tu buhat parha howa hoon..buhat pehlay parha tha:kr::kr::kr::kr:

                                age he tu chupaying u or kaya kaya kering:kr:


                                me kabhi nahi chupati apni age:SubhanAllhaa::blush::blush::blush:......


                                or u tab k ho jab loog taron say...maheenon say...musam say her baat pata kertay thay:kr::kr::kr::kr::kr::kr:

                                Comment

                                Working...