Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

taare zameen per

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • taare zameen per

    normally jub koi films per tankeed kernay lagta hay to
    jowab ata hay , films information ka zariya haan
    agayeh deti haan and soo soo

    lakin hmm hamesha sey films specially in india and pakistan sirf o sirf

    larkey larki ki mohabat dehkhaney and behai berhatay dehka hay

    is key ilawa koi message naeen dehka tha

    lakin last time

    aamir khan ki film taare zameen per dehknay ka moqa mila
    dilo demag heran key esi film kis tarah bana li gai

    topic intahi riski , yani , fashai dehk ker film permote kernay waley foran rad ker daan and flop ker wa deen

    lakin hmm jesay logon ko wakey films ki taraf attrack keray , key films sey kis tara awareness de ja sakti hay

    aik bachay ki kahani and us ki perhai main mushkalat ko is andaz main dehkaya gia hay key ankheen khod ba khod beeg jati haan

    and bachay ki acting itni shandar key kia kehnay

    app logon main sey kitnoon ney dehki hay and kia review hay
    People should not be afraid of their governments. Governments should be afraid of their people

  • #2
    Re: taare zameen per

    Mein ne daikhi hai achi movie hai, topic hat kay hay , aur bohat hi acha topic hai aur Aamir Khan ne direct bi bohat achi ki hai.
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment


    • #3
      Re: taare zameen per

      Originally posted by tauruskhan View Post
      normally jub koi films per tankeed kernay lagta hay to
      jowab ata hay , films information ka zariya haan
      agayeh deti haan and soo soo

      lakin hmm hamesha sey films specially in india and pakistan sirf o sirf

      larkey larki ki mohabat dehkhaney and behai berhatay dehka hay

      is key ilawa koi message naeen dehka tha

      lakin last time

      aamir khan ki film taare zameen per dehknay ka moqa mila
      dilo demag heran key esi film kis tarah bana li gai

      topic intahi riski , yani , fashai dehk ker film permote kernay waley foran rad ker daan and flop ker wa deen

      lakin hmm jesay logon ko wakey films ki taraf attrack keray , key films sey kis tara awareness de ja sakti hay

      aik bachay ki kahani and us ki perhai main mushkalat ko is andaz main dehkaya gia hay key ankheen khod ba khod beeg jati haan

      and bachay ki acting itni shandar key kia kehnay

      app logon main sey kitnoon ney dehki hay and kia review hay

      hmm waqi ap ki baat such hai....mai ne bhi yeh movie dekhi...or muje behad passnd ay...
      or waqi bache ko jaise dikhaya gya hai us ki perhai main mushklata jo thi....wo aise show karaya gya hai ke bilkul real hoo...
      or waqii ankhoo main ansoo ajatay hain...wo dard jo dikhaya gya hai..jo bache ne acting kiii...waqi bohat achi thi...





      Comment


      • #4
        Re: taare zameen per

        yep its a good movie....
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: taare zameen per

          Originally posted by Xenya View Post
          yep its a good movie....
          han hai tu, jab bi mein es movie ka title parhta hoon meray zehan mein ek hi baat ati hai..


          Saray Zameen Per :D
          Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
          Sadly, common sense is not very common..!!

          Comment


          • #6
            Re: taare zameen per

            kal mainy raat mai thori c dekhi thi.....buhat intresting thi.....ik insaan us movie ko dekhy to sach mai jesy us mai insaan ki thoughts merge ho jaati hain movie mai.....pr mainy to thoori c dekhi thi mid mai :comfort:...... mujeh lg raha tha k baby waly days mujh pr aye hain :D......exam days hain na mery thatz y :embarasse phr mujeh ik buhat imp kaam yaad aya or main uth gae :D

            Comment


            • #7
              Re: taare zameen per

              amazing film should be awarded acedmy award.

              Comment


              • #8
                Re: taare zameen per

                Taare Zameen per...appealing the masses, the actor has surely made an impressive directorial debut, and handled the subject worth appreciating.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #9
                  Re: taare zameen per



                  If Karan Johar made Taare Zameen Par




                  Title hota: Kuchh Taare Zameen Par

                  If Sanjay Leela Bhansali made Taare Zameen Par
                  Star cast : Salman Khan as the teacher, Rani as mother, baday baday sets Harward University mein lagaya jata, School ki jagah University mein film shot hota, background chorus music, slow motion, different camera angles.
                  School uniform class room ke wall ke color se match hota
                  Film cost 70-80 crore Rupees.




                  If Rakesh Roshan made Taare Zameen Par,
                  'Kuch Aliens Taaron Se Zameen Par"
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #10
                    Re: taare zameen per

                    meinne nahin dekhi aur muhrram safar mein nahin dekhty kher
                    aap ki apni soch

                    Comment


                    • #11
                      Re: taare zameen per

                      Originally posted by Spy009 View Post

                      If Karan Johar made Taare Zameen Par



                      Title hota: Kuchh Taare Zameen Par

                      If Sanjay Leela Bhansali made Taare Zameen Par
                      Star cast : Salman Khan as the teacher, Rani as mother, baday baday sets Harward University mein lagaya jata, School ki jagah University mein film shot hota, background chorus music, slow motion, different camera angles.
                      School uniform class room ke wall ke color se match hota
                      Film cost 70-80 crore Rupees.



                      If Rakesh Roshan made Taare Zameen Par,

                      'Kuch Aliens Taaron Se Zameen Par"
                      lol

                      aur agar mujhey in sab mey sey opt kerney key liye kaha jata to mey akhri option opt kerti :d
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #12
                        Re: taare zameen per

                        main kea kehon main to moves dekhta hi nahain

                        Comment


                        • #13
                          Re: taare zameen per

                          Yeh Story Amir Khan kay Apne Ghar ki Hai G Haan Amir Khan k Apne Beetay ki Yeh Surat-e-Hal hai or uder say us nay yeh Point lia or sari Story Banai hai...........bar-hal Story bohat Umda or Sabaq-Amooz Hai.............

                          Comment


                          • #14
                            Re: taare zameen per

                            Originally posted by *Roomi* View Post
                            Yeh Story Amir Khan kay Apne Ghar ki Hai G Haan Amir Khan k Apne Beetay ki Yeh Surat-e-Hal hai or uder say us nay yeh Point lia or sari Story Banai hai...........bar-hal Story bohat Umda or Sabaq-Amooz Hai.............
                            ahan I didnt know that. phir tu osko apnay betay ko cast karna chahiye tha..
                            Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                            Sadly, common sense is not very common..!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: taare zameen per

                              main ne nahi dekhi ye movie...:(
                              main tu movies hi nahi dekhti...:)

                              Comment

                              Working...
                              X