Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch Naye Chehray

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Kuch Naye Chehray

    Originally posted by Wafa View Post
    ahaan......tu aap saudi mai rehtay ho.....nice to know about u........
    bt itna jaldi thak gaye.......chaloo jis din free ho tu us din apni personality ka bhi bata daina.........:khi:

    ji ham saudia ma hi hoty ha

    ma khud kasy baty apni personality ka.....
    Ap hi bata dy na

    Comment


    • Re: Kuch Naye Chehray

      Originally posted by musaddaq View Post
      tu dekh lena main kitni hi der chhupa rahoon ga:lpop:
      Burai ka aik din unt ho ke he rahay ga :a stick:
      Originally posted by musaddaq View Post
      sabitttttttttttttttttttttttt:a stick: ka kya matlab hia:lpop:
      Proof :tauba

      Originally posted by musaddaq View Post
      hamesha sachi baat ka ghussa ker jata hai tu
      Mein to achi baat ka ghusa ker jata hoon tu to her baat ka ghusa ker jata he :kr:
      Originally posted by musaddaq View Post
      yeh le ab khana start ker diya hia,
      Shuker he tere faakoon ke din khatam huay

      Originally posted by ZShan View Post
      kiun kia 10th main is k baarey main batatey hain :cc:




      Thanks:phool:
      Paalay buchay kuch cheezein waqt aur zamana sikha deta he, Sabar karo tum bhi seekh jao gay :p
      :thmbup:

      Comment


      • Re: Kuch Naye Chehray

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Waah ji waah, aap ka naam bhi acha he, aap jis country mein rehti hein wo bhi acha he, aap ka profession bhi acha he, aap ke hobbies bhi achay hein....chalo ub kaala teeka laga lena kahin tumhein kisi ki nazar he na lag jaye :kr:
        Salamz
        main inni achi kab hui...:cc: haan jahan rehti hoon wo waqai bahut achi jaga hai:D:

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ok mera introduction new members ke liye

        Mera naam: Aamir Javaid
        Country : Pakistan (City Sialkot)
        Profession : Regional Representative of European Company in Pakistan
        Hobbies: Snooker, Playing Cards, Table Tennis, Study of Islam and many more
        Personality: I can adjust in every kind of environment. Equally friendly with all age group. I am knowledge seeker and above all not at all boring :bwink:

        The rest, I will tell you later :khi:
        kafi nice ...akfi adjustable personality lagi hai app ki


        wesey me ki tareef karney ka thnako...

        Comment


        • Re: Kuch Naye Chehray

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          Ye lijieey hum bataeey detay hain aapko in Munday saahib k Baaray mein .......Ye wo Insaan hain jin ki waja se Sialkot mein QEHAT aa gaya tha ........:kr::kr::kr:Kiun k wahan ki her shay inhon nay kha li thi ..baad mein logon k bachay bhi aghwa kar k khanay ka mansooba tha inka lekin inhein ilaj k liey lay jaya gaya .... so ab pehlay se qadray behter hain ye........:slap::slap:
          baaqi ki tafseell neechay dee gaeey hay :kr::kr::kr:
          :khi:
          acha....lagta hai app ke saath hi Elaj karwaya hai munda ji ne...:khi:
          tabhi app ko puri info hai.....:kr:

          Comment


          • Re: Kuch Naye Chehray

            Originally posted by Pakiza View Post
            Salamz
            main inni achi kab hui...:cc: haan jahan rehti hoon wo waqai bahut achi jaga hai:D:


            kafi nice ...akfi adjustable personality lagi hai app ki


            wesey me ki tareef karney ka thnako...
            Goodie good :thmbup:Satisfaction is something much important than anything else.

            Whereas ur comments for me, i would like to say :blush::blush::blush::blush:

            Hope u get me :hehe:
            :thmbup:

            Comment


            • Re: Kuch Naye Chehray

              Originally posted by Pakiza View Post
              :khi:
              acha....lagta hai app ke saath hi Elaj karwaya hai munda ji ne...:khi:
              tabhi app ko puri info hai.....:kr:
              Tumhara answer to acha he, lekin mujay to Elaaj se bari karo :khi:
              :thmbup:

              Comment


              • Re: Kuch Naye Chehray

                Originally posted by taarim View Post
                hmm tnx pakiza aap k bare main bhi jaan kr bohat khoshi hoi dear.................
                :eye:

                Originally posted by Pehli``Barish View Post
                pakiza aap k bary main jaan kar acha laga
                khush raho
                :eye:
                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                Thanks Mariam...nice name....me ki sis k naam b mariam hai...per usay kehta koi nahi hai..sab Guria kehtay hain..hehehe..choti hai na..:khi:..u k baray main b jaan ker buhat acha laga teacher ji:eye:

                Originally posted by Afroze View Post
                THnk Pakeza ji ..Asy hi khush rahy
                wasy or to kesi member ko khusi ni hoi hamry bary ma jan k ..ap ko ku khusi hoi fer

                Comment


                • Re: Kuch Naye Chehray

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Goodie good :thmbup:Satisfaction is something much important than anything else.

                  Whereas ur comments for me, i would like to say :blush::blush::blush::blush:

                  Hope u get me :hehe:
                  allaaaaaaaaaaaahhhhhh
                  so sweet
                  :khi::khi::khi:

                  Comment


                  • Re: Kuch Naye Chehray

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post

                    Paalay buchay kuch cheezein waqt aur zamana sikha deta he, Sabar karo tum bhi seekh jao gay :p
                    theek hai sabar kar letey hain
                    wese bhi mujhey meethey phal khaney achhey lagtey hain:khi:

                    Comment


                    • Re: Kuch Naye Chehray

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      allaaaaaaaaaaaahhhhhh
                      so sweet
                      :khi::khi::khi:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Kuch Naye Chehray

                        Originally posted by ZShan View Post
                        theek hai sabar kar letey hain
                        wese bhi mujhey meethey phal khaney achhey lagtey hain:khi:
                        Very good, tere moun mein ghee shakar
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: Kuch Naye Chehray

                          Originally posted by Shaka View Post
                          Your name
                          Shaarik mera real name hai.

                          The country / city you are living in
                          UK is my home but currently living in Saudi Arabia

                          Your profession?
                          Eik American company mein ..Assistant Credit Director (Western Region) ki job kar raha hon.

                          Your Hobbies?
                          16 saal ki umar se mujhe guitar bajanay ka bohat shock hai iske saat saat car racing , body building , fishing , kick boxing , volleyball aur movies.

                          And describe your personality.
                          Koi falto bolta tu tapka daalta mein maar maar ke maar maar ke muh fhar daalta mein. :kr: iske saat saat Fun loving - Good for nothing - Independent aur Workaholic hon :kr:

                          oooi ye tu bara kaam ka bach hai.................

                          Comment


                          • Re: Kuch Naye Chehray

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            yeni future main tum jaise bhi white coat wale hua kerain ge:tauba hum to jinhoon ne abhi pehna hai un ko bhugat raha hian
                            g haan mujh jaisay hee:eye:

                            aap bhugat rahay hain ya woh aapko bhugat rahay hain:blush:
                            Finding truth - Finding love
                            These diamonds sparkle from lights above

                            Lorraine Venner

                            Comment


                            • Re: Kuch Naye Chehray

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Ager aisi baat he to mein aap ke cell nikaal doon ga :na:
                              main battery operated nahi...solar operated hoon:blush:
                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Aap bhi canada mein rehti ho, ager aap canada mein rehti ho to canada walay kahan rehtay hein :lpop:chalein jithay merzi rehtay hoon, saanu ki :khi:

                              Aap white coat mut pehniye ga, bari jaldi ganda ho jata he :D

                              Hobbies aap ke achay hein, lekin kahin aap darakhton ko nazar he na laga dein

                              Ok boss, nice to know about you :phool:Khush Rahiye :rose
                              main bhi? kyun koi aur bhi hay?:blush:

                              Canada walo'n ko mainay Sialkot direct kia hay...incoming call ki tarah woh bhi a'hee jayein gay:khi:

                              mainay apkay tarah koi khait main sundia'n nahi nikalni jo' maira white coat ganda hojaye ga:shh:

                              darakhto'n ko nazar hee lagaaongi na ziada say ziada...kuch loag to' darakht say ulta lataktay hain:khi:

                              khair,bohat shukria
                              Finding truth - Finding love
                              These diamonds sparkle from lights above

                              Lorraine Venner

                              Comment


                              • Re: Kuch Naye Chehray

                                Originally posted by taarim View Post

                                oooi ye tu bara kaam ka bach hai.................
                                Is se panga nahi lena :tauba Is se jo bhi panga leta he wo 20 din hospital mein guzaarta he, ub yeh mut poochna ke kyoon :kr::kr:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X