Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

DiL DmAaGh AuR WaFa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

    Originally posted by Afroze View Post
    BHot hi Achi sharing ha

    Es liy khaty ha na k serf dil sy ni demag sy bhi mashwara ker kkam kerna chy

    mera maqsid b yahi btaana tha


    any ways thanks

    Comment


    • #32
      Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

      Originally posted by taarim View Post
      see told u na k aap k paas hai pr aap use nahi kerte ho
      dekhaa j use kia to sab nre saraha hai ha na :eye:

      well nice post:SubhanAllhaa:

      k jab dil aata hai tu damagh kaam nhai kerta ..................:kr:

      kia baat hia



      tumhe to kaafi saari inf hia :khi:

      Comment


      • #33
        Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

        Originally posted by Kh@w@r View Post
        kia baat hia



        tumhe to kaafi saari inf hia :khi:
        hmm wo tu ALLAH ka shukr hai kafi hai.............................
        chahiye kia ap ko...................:cc:

        Comment


        • #34
          Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

          Originally posted by Kh@w@r View Post
          ya maani nai rakhta tum kisay dekh k kia kahtay ho kia nai

          ya maani rakhta hai k tum jo kah rahay ho wo soch smaj k to kah rahay ho na
          Sorry dost main kuch ghalat keh geya

          Comment


          • #35
            Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

            Originally posted by Kh@w@r View Post
            koe baat nai main smaj choka hon



            bcoz

            mujay khod ya bohat psand hai :rose
            YE YAQEENAN hai bhi pasand k kabil:thmbup:
            sochtay hain tujhay wazoo ker k
            yun tera ehtaram kertay hain:)

            Comment


            • #36
              Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

              hmmm,bohat achi sharing hai, especially the way you descirbed the fact, is very impressive and interesting. Lekin, is issue per kafi debate ho sakti hai! Yeh zaroori nahi ke sab log he be-wafa hon. Mera aik nazriya hai aur jo mein ne oberve kia hai logon mein, woh yeh hai ke, aik insan ki sheksiyat ka mowazana dosrey insan ki sheksiyat ke saath kabhi NAHI kerna chaiye. Aap ka agar aik be-wafa dost say wasta para hai tou zaroori nahi ke dosra bhi be-wafa ho. Kabhi kabhi halaat insan ko be-his aur khud-garaz bana detey hein, aur kabhi kabhar logon ke sard rawaiye. So, sab ko aik nazar say dekhna kafi ghalat baat hai. Aik baat say mein kuch had tak agree kerti hoon ke Dil hamesha sahi Faislay nahi kerta:). Aur jaisa ke aap ne kaha ke Maan aik aise hasti hai jis mein ab bhi Wafa hai, tou yeh bhi jaan lijeay ke Maan bhi aik Insan hai, woh Maan say pehley kise ki Behn, Beti, aur Biwi thi, tou kia woh be-wafa nahi ho sakti. Aur kia kahein gey aap un Mayon ke barey mein jo, apney bachon ko korey ke dabon mein chour ker chali jaati hein, un ki mamta un ko kyon nahi rokti??????? Sirf is liye ke woh Halaat ke hathoon mujboor hoti hai. So, sab log aik jaisey nahi hotey:)

              Comment


              • #37
                Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                Originally posted by taarim View Post
                hmm wo tu ALLAH ka shukr hai kafi hai.............................
                chahiye kia ap ko...................:cc:

                han de do na waisay b mare aa inf ki bohat kami hai


                tumhe koe ahtraz to nai na :mm:

                Comment


                • #38
                  Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                  Originally posted by naveed iqbal View Post
                  Sorry dost main kuch ghalat keh geya

                  its ok bro

                  Comment


                  • #39
                    Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                    Originally posted by **NISHA** View Post
                    YE YAQEENAN hai bhi pasand k kabil:thmbup:

                    u k paas koe achi cheez hai to shiar kia karo :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                      Originally posted by Kh@w@r View Post
                      u k paas koe achi cheez hai to shiar kia karo :thmbup:
                      jab hogi koi achi sharing definitely karon gi share
                      sochtay hain tujhay wazoo ker k
                      yun tera ehtaram kertay hain:)

                      Comment


                      • #41
                        Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        sharing tu bahut achi hai

                        par kia waqai WAFA serf maa ke paas baqi reh gai hai
                        kia dosti main wafa aur khaloos nahi hai ajj bhi?
                        ho sakta hay aap ki bat theek ho laken meray tejurbay main to ab tak ye hi aaya hay keh waqt pernay per sab say pehlay dost degha kertay hain .dosray aap ki shaid kuch help karain laken doston say umeed rekhna abas hay.koi aik waqeye nahain kafi saray hain
                        jis kay sath bhelai karo wo hi sab say zeyada nuqsan deta hay
                        is liye main nay kisi say umeed rekhna chor deya hay
                        mera to is bat per ab yeqeen hay ager aap kisi kay kam a saktay hain to zerur aain laken ye umeed na rekhain keh wo bhi aap kay kabhi kam aae ga

                        Comment


                        • #42
                          Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                          bohat hee achi sharing
                          Finding truth - Finding love
                          These diamonds sparkle from lights above

                          Lorraine Venner

                          Comment


                          • #43
                            Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                            Originally posted by Sadia View Post
                            hmmm,bohat achi sharing hai, especially the way you descirbed the fact, is very impressive and interesting. Lekin, is issue per kafi debate ho sakti hai! Yeh zaroori nahi ke sab log he be-wafa hon. Mera aik nazriya hai aur jo mein ne oberve kia hai logon mein, woh yeh hai ke, aik insan ki sheksiyat ka mowazana dosrey insan ki sheksiyat ke saath kabhi NAHI kerna chaiye. Aap ka agar aik be-wafa dost say wasta para hai tou zaroori nahi ke dosra bhi be-wafa ho. Kabhi kabhi halaat insan ko be-his aur khud-garaz bana detey hein, aur kabhi kabhar logon ke sard rawaiye. So, sab ko aik nazar say dekhna kafi ghalat baat hai. Aik baat say mein kuch had tak agree kerti hoon ke Dil hamesha sahi Faislay nahi kerta:). Aur jaisa ke aap ne kaha ke Maan aik aise hasti hai jis mein ab bhi Wafa hai, tou yeh bhi jaan lijeay ke Maan bhi aik Insan hai, woh Maan say pehley kise ki Behn, Beti, aur Biwi thi, tou kia woh be-wafa nahi ho sakti. Aur kia kahein gey aap un Mayon ke barey mein jo, apney bachon ko korey ke dabon mein chour ker chali jaati hein, un ki mamta un ko kyon nahi rokti??????? Sirf is liye ke woh Halaat ke hathoon mujboor hoti hai. So, sab log aik jaisey nahi hotey:)
                            ji ap nay sahi kaha k mahiz ak doost ki bewafae say doosre dooston ko ak hi nazir say nai dekhna chahye
                            par yahan main ya kahna chaho ga k ager ak dost bewafa ho to kuch kaha jaa sakta hai
                            aur agher bewafa doosto ki line lagi hoe ho to phir ap khod soch sakti hia k insan pe kia guzarti hia
                            kyo k dushman ki maar khaa k insan doobara sabhal sakta hai
                            par ak doost ki bewafae jo maar daiti hai us say nikalna bohat hi muskil balke namomkin sa ho jaata hai
                            ap baat theek hai k har insan ak jaisa nai ... par lagta hai jahan main rahta hon wahan aysay hi logh rahtay hai
                            so kuch kahna muskil hai

                            Comment


                            • #44
                              Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                              Originally posted by **NISHA** View Post
                              jab hogi koi achi sharing definitely karon gi share

                              tumhare paas kisi cheez ki koe colection nai hia ???

                              Comment


                              • #45
                                Re: DiL DmAaGh AuR WaFa

                                Originally posted by Almas View Post
                                bohat hee achi sharing

                                thanks u doost :rose

                                Comment

                                Working...
                                X