Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kya massla hai ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Kya massla hai ...

    Originally posted by BUS U HE View Post
    me ko sik masla hai..k jab main ankhain band karta hoo tou mujhay kuch nazar nahi ata:kr:
    2.jab main khana khata hoo tou bhook mit jaati hai:khi:
    3.aur jab main nahata hoo tou sara badan gheela ho jata hai:kr::kr:

    tumharay tenoo masloon ka hul ha maray pass

    tum apni ankhainbahit nekal ka rakh leya karoo aur palkaan bund kar leya karo:khi:

    tum roti na khaya karo lakree sesa etc khaya karo estarah tumhari book nahi metay ge:kr::kr::kr:

    aur tesra tum pani bund kar ka nahaya karo:kr::kr::kr:

    etna ezy kam tum ko samaj nahi ayya:donno:
    sigpic

    Comment


    • #92
      Re: Kya massla hai ...

      Originally posted by Pakiza View Post
      uff merey khuda inney wadey wadey massley hain app ke

      aray yah ko vaday maslah nahi haan:comfort:mana en ka hal nekal deya haan
      sigpic

      Comment


      • #93
        Re: Kya massla hai ...

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ok me apna masla shoot'ta hoon aap isay hal keejiye ga sootna nahi :D

        wo me ko aaj kul head mein pain hoti rehti he, teesein uthti hein Parietal & Temporal bone ke mid region mein, aisa lagta he jese kisi ne pather maar diya ho, pain killer bhi aser nahi ker rahi aur doctor ke pass bhi me nahi gaya :tauba

        ub bataiye ke aisa kia karon ke doctor ke paas jaye bagair masla hal ho jaye :lpop:
        apnay sar ko utar ka side pa rakh leya karaan taka usay be rest mel sakay

        etna kam karayoo ga sar sa to pather to maray ga na sar:lpop:
        sigpic

        Comment


        • #94
          Re: Kya massla hai ...

          Originally posted by BUS U HE View Post
          me ko sik masla hai..k jab main ankhain band karta hoo tou mujhay kuch nazar nahi ata:kr:
          2.jab main khana khata hoo tou bhook mit jaati hai:khi:
          3.aur jab main nahata hoo tou sara badan gheela ho jata hai:kr::kr:
          lijeya jenab aap kay masle ka hal main deta hon shertiye elaj hay
          thori si aasman(sky)ki chhal lay lain
          kisi urnay walay perinday(bird)ka dodh lay lain
          ab chal ko achi tereh pees lain
          dono cheezon ko mela ker do goliyan bena lain
          aik goli rat ko sunay kay aadha ghanta bad khain aur dosri subah jagnay say aadha ghanta pehlay
          laken yad rehay khushk(dry) pani kay sath khani hain
          aap kay donon maslay hal ho jain gay

          Comment


          • #95
            Re: Kya massla hai ...

            Originally posted by Pakiza View Post
            Xenya aik masla hogaya...:(


            me ki chutiyan khatam ho gain...................




            ab kia karon.........
            ab aap school jayein :D
            Originally posted by nomi sialkoti View Post
            hmmmmm....nice topic

            ge mara masla yaah ha ka ma jab koi cheaz khredta hoon to pasay kahatam ho jatayaan haan:khi:

            aur dusra maslah yah ha ka jab pg pa bathta hoon to mari posts zayada ho jateen haan:khi:
            :tauba
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #96
              Re: Kya massla hai ...

              Originally posted by GumShuda View Post
              Ek glass paani loo os per khud ya kisi aur se kah kar Chaar baar surah Fatiha parhain awal akhir darood pharh kay pani par phoonk marain aur wo pani pee lain, inshAllah Allah shafa dain gai .
              Thank you dear...my mom is doing something alike :)
              :thmbup:

              Comment


              • #97
                Re: Kya massla hai ...

                Originally posted by **NISHA** View Post
                mera masla hai k


                mujhay bhook nahin lagti





















                khna khanay k baad:cc:
                Aap bhook lagnay ke baad khana mut khaya karein :tauba
                :thmbup:

                Comment


                • #98
                  Re: Kya massla hai ...

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aap bhook lagnay ke baad khana mut khaya karein :tauba
                  sab teri tarah thori hota hian jo khai jain khaii jain, tu kha kha keh rajta nahi thakta hai sanu pata hia

                  Comment


                  • #99
                    Re: Kya massla hai ...

                    Originally posted by Xenya View Post
                    sialkoty... aap itney mushkil terms kyun istemal kertey hein ....bones wali .. :d

                    iss ki main waja tension ho sakti hai....ya over work? kaam key sath sath aik adha ghanta apney araam key liye bhi nikaliye ....

                    n do wat gumshuda said ....

                    wish u a good health inshAllah

                    :thmbup:
                    Ager doctor ko symptoms sahi nahi bataon ga to doctor diagnose kese karay ga


                    Chalein aap ke ka aik aur masla hal karein.

                    Mujay as such koi preshaani nahi he Alhamdullilah, everything is going on the track, lekin ander he ander koi tension lagi rehti he...even i am unable to sum it up by myself...ub kia karon
                    :thmbup:

                    Comment


                    • Re: Kya massla hai ...

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      Xenya aik masla hogaya...:(




























                      me ki chutiyan khatam ho gain...................















                      ab kia karon.........
                      Tension mut lo, mazeed chutiyaan ker lo :khi:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Kya massla hai ...

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        hmmmmm....nice topic

                        ge mara masla yaah ha ka ma jab koi cheaz khredta hoon to pasay kahatam ho jatayaan haan:khi:

                        aur dusra maslah yah ha ka jab pg pa bathta hoon to mari posts zayada ho jateen haan:khi:
                        Tumharay maslay ka hal yeh he ke tum apna masla kisi ke saath bhi share mut kia karo :kr:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • Re: Kya massla hai ...

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          U apnay Sir mein se bhoosa nikal k aag laga do ..U ka masla hall hojaey ga:kr::kr:
                          Ager mein tumhein he aag laga doon to mere saari zindagi ke maslay hal ho jatay hein :kr:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • Re: Kya massla hai ...

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            sab teri tarah thori hota hian jo khai jain khaii jain, tu kha kha keh rajta nahi thakta hai sanu pata hia
                            Le khaan peen ke moaamlay mein mera aik vote aur ziada ho gaya :kr:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Kya massla hai ...

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Le khaan peen ke moaamlay mein mera aik vote aur ziada ho gaya :kr:
                              tum voting kerwa lo iss maamle main koi ek bhi vote kissi doosre participant ko nahi jae ga:kr:

                              Comment


                              • Re: Kya massla hai ...

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                tum voting kerwa lo iss maamle main koi ek bhi vote kissi doosre participant ko nahi jae ga:kr:
                                Dekh ub tu chawlein maar raha he, eesha aur fari ki tarah :kr:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X