Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eik mashwra chahiye tha

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • eik mashwra chahiye tha

    mera eik dost jo eik mushkal halaat se guzar raha hai uss nay mujhe email kar kay mashwra maanga hai... ussi ki email mein pesh karta hoon aur mujhe yeh please batain k mein ussay kiya mashwra doon??? kindly serious problem hai serious mashwra chahiye takay mein apnay dost ko guide karsakon......... ......................................
    ...................................
    ...
    ..

    jab mein university mein parhta tha tu eik young larki lecturer banni thi jo uss ki first job thi..... itefaak se vo hamari class ko parhati thein .... uss ka rang sanwla tha aur itni khaas khubsurat nahi thi.....lakin vo hain graceful...... mein uss mein interest lenay laga aur vo bhi lenay lagi.... akhar kaar hamaray darmiyan achi understanding hogayi aur mujhe vo meri marzi kay mutabak marks deti thein aur dosron teachers ko bhi sufarash kar kay meray numbers leti thein....... phir ahista ahista uss nay mujhe gifts denay sharu kiye phir apni salary se mujhe paisay bhi denay sharu kar diye..... final year mein tu meinay uss kay money per bari ayyashi ki....... jab mein university se farig hoa tu kuch arsa mein berozgaar bhi raha ussi doran vo mujhe kharcha deti rahti thein.... mujhe jab job mili tu meinay uss se paisay lenay band kardiye lakin phir bhi vo gift deti rahti hain...... wese vo mujhe se age mein 3 saal bari hain..... jab mein ussay batata hoon k ghar walay meri eik jaga shaadi karnay chahte hain tu vo kaafi uddas hojati hai..... aur uss kay alfaaz bhi moun se nahi nikal patey...... halanky indirectly vo mujhe eshara shaadi ka kar chuki hain......... hum nay kabhi pyar ka izhaar nahi kiya lakin hum dono jantay hain k hum pyar bhi karte hain..... jitna mein uss se door bhagta hoon vo utna meray kareeb aajati hain..... vo janti bhi hai k mein uss se shaadi nahi karon ga phir bhi vo aas laga k bethi hoti hai aur mein uss ko saaf kah bhi nahi sakta eik tu vo meri teacher rahi hain aur dosra uss kay meray oper ehsanaat bhi hain...... mein bahut pareshaan rahta hoon aur office mein sahi tareekay se kaam bhi nahi kar pata jab yeh baat kisi dost se share karta hoon tu vo kahte hain tumhain sharam aani chahiye k tum eik ustaad se ishq karte ho..... phir mein embarresing feel karta hoon.... mein zaati tor per faisla nahi kar paa raha hoon aur bahut pareshaan rahta hoon......
    Last edited by raafi; 31 December 2007, 13:24.

  • #2
    Re: eik mashwra chahiye tha

    Originally posted by raafi View Post

    lolzzzzzzzz aur be kaam hotay hain dunia may larki k alawa:taubaher waqt larki larki larki kartay rehtay ho...:khi:aur u ne dost be apni tarha k rakhay hue hain :tauba

    Comment

    • #3
      Re: eik mashwra chahiye tha

      :soch:

      wesay na

      muhabbat insan ka khaisatan zati masla hoti hay

      us ko ishtehaar nahi banana chahye
      aap k dost k attitude say to lag raha hay
      keh us ko acha time pass mila hoa hay
      aur wo us ko chatkharay lay lay k sab ko sunata hay

      job karnay lag para hay yani bara ho gia
      to kia khud ko aqal nahi aai k zindagi ka feysla kesay tay karna hay agar to serious hay .
      teen age larkon wali baat kahi hay
      k job main b us ka dhiyan
      door bhagta hon qareb aati hay

      aur khud he explain bhi kar dia k larki kafi seious hay main janta to hoon but apni he feelings samjh nahi aati kuch kar nahi sakta

      saaf keh nahi pa raha k time pass acha kar lia , attraction to ab bhi hay lekin jaan kis tarah churaaon
      us ko kahen k
      agar kuch samjh nahi aarahi to kuch na karay
      kam say kam DOSTON k mashwaray pay ishq aur muhabbat k feslay na karay
      aur aik larki ko tamasha na banaye sab k samnay

      sorry to say agar bura laga ho
      but jo main nay feel kia keh dala
      Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

      Comment

      • #4

        mujay to ya tumhari apni hi raaam kahaani lagti hia :kr:

        Comment

        • #5
          Re: eik mashwra chahiye tha

          Originally posted by Dil_E_Veran View Post
          :soch:

          wesay na

          muhabbat insan ka khaisatan zati masla hoti hay

          us ko ishtehaar nahi banana chahye
          aap k dost k attitude say to lag raha hay
          keh us ko acha time pass mila hoa hay
          aur wo us ko chatkharay lay lay k sab ko sunata hay

          job karnay lag para hay yani bara ho gia
          to kia khud ko aqal nahi aai k zindagi ka feysla kesay tay karna hay agar to serious hay .
          teen age larkon wali baat kahi hay
          k job main b us ka dhiyan
          door bhagta hon qareb aati hay

          aur khud he explain bhi kar dia k larki kafi seious hay main janta to hoon but apni he feelings samjh nahi aati kuch kar nahi sakta

          saaf keh nahi pa raha k time pass acha kar lia , attraction to ab bhi hay lekin jaan kis tarah churaaon
          us ko kahen k
          agar kuch samjh nahi aarahi to kuch na karay
          kam say kam DOSTON k mashwaray pay ishq aur muhabbat k feslay na karay
          aur aik larki ko tamasha na banaye sab k samnay

          sorry to say agar bura laga ho
          but jo main nay feel kia keh dala
          excellent

          Comment

          • #6
            Re: eik mashwra chahiye tha

            waoooo what a cool story
            ek tarf tu becharey ? ishq main mubtala hain un ko har waqt yaad satai hey us ki and dosri tarf ye ke woh shadi nehi kar sakta
            well mr i think ap ke dost main self confidence nehi decision making ki skill bilkul nehi
            agar us ko apni teacher s real ya true wala peyar hota tu woh time waste karney ki bajey apney parents ko us ke ghar bejhta
            but is ka tu woh mamla hey ke kuchh der ke leye koi cheez achi lagi aur bass
            tu us ke leye yehi behtar hey ke woh us bechari bewqoof teacher ko bata de ke asl baat keya hey

            Comment

            • #7
              Re: eik mashwra chahiye tha

              Originally posted by raafi View Post
              mera eik dost jo eik mushkal halaat se guzar raha hai uss nay mujhe email kar kay mashwra maanga hai... ussi ki email mein pesh karta hoon aur mujhe yeh please batain k mein ussay kiya mashwra doon??? kindly serious problem hai serious mashwra chahiye takay mein apnay dost ko guide karsakon......... ......................................
              ...................................
              ...
              ..

              jab mein university mein parhta tha tu eik young larki lecturer banni thi jo uss ki first job thi..... itefaak se vo hamari class ko parhati thein .... uss ka rang sanwla tha aur itni khaas khubsurat nahi thi.....lakin vo hain graceful...... mein uss mein interest lenay laga aur vo bhi lenay lagi.... akhar kaar hamaray darmiyan achi understanding hogayi aur mujhe vo meri marzi kay mutabak marks deti thein aur dosron teachers ko bhi sufarash kar kay meray numbers leti thein....... phir ahista ahista uss nay mujhe gifts denay sharu kiye phir apni salary se mujhe paisay bhi denay sharu kar diye..... final year mein tu meinay uss kay money per bari ayyashi ki....... jab mein university se farig hoa tu kuch arsa mein berozgaar bhi raha ussi doran vo mujhe kharcha deti rahti thein.... mujhe jab job mili tu meinay uss se paisay lenay band kardiye lakin phir bhi vo gift deti rahti hain...... wese vo mujhe se age mein 3 saal bari hain..... jab mein ussay batata hoon k ghar walay meri eik jaga shaadi karnay chahte hain tu vo kaafi uddas hojati hai..... aur uss kay alfaaz bhi moun se nahi nikal patey...... halanky indirectly vo mujhe eshara shaadi ka kar chuki hain......... hum nay kabhi pyar ka izhaar nahi kiya lakin hum dono jantay hain k hum pyar bhi karte hain..... jitna mein uss se door bhagta hoon vo utna meray kareeb aajati hain..... vo janti bhi hai k mein uss se shaadi nahi karon ga phir bhi vo aas laga k bethi hoti hai aur mein uss ko saaf kah bhi nahi sakta eik tu vo meri teacher rahi hain aur dosra uss kay meray oper ehsanaat bhi hain...... mein bahut pareshaan rahta hoon aur office mein sahi tareekay se kaam bhi nahi kar pata jab yeh baat kisi dost se share karta hoon tu vo kahte hain tumhain sharam aani chahiye k tum eik ustaad se ishq karte ho..... phir mein embarresing feel karta hoon.... mein zaati tor per faisla nahi kar paa raha hoon aur bahut pareshaan rahta hoon......
              jahann dekhoo larkee kaa chahkarr ....
              mains amjhtaa hoo 20 persent men have brain....rest have Girlfriendzzzzzzzzzzzzzzz:kr:
              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

              Comment

              • #8
                Re: eik mashwra chahiye tha

                raafi bro apnay uss dost say kaho kay aisa kabhi nai hua kay larki khud say aas laga ker baith jaay ..jab larka kuch ummid dilaata hai tab hi aisa kuch hota ha...
                aapkay dost nay ya tu pehlay buhat ummid dilaai ho gi..per ab shayad uss ka mood badal gaya ho..!!
                apnay dost ko yay mashwara do kay itmenaan say aor sakoon say aiik faisla ker lain..
                Allah behter keray ga..
                aor haan aik baat muhabbat ko kabhi iss terha sar-e-aam numaayaan nai kia jaata

                Comment

                • #9
                  Re: eik mashwra chahiye tha

                  usay ab usi say hee shadi kerni ch.aiye.us ki us wqt hosla afzai nahin kerni chiaye thi na jab wo usay pesay deti thein.ager wo us ki mohsin hain to bilkul bhi unehin dhoka nahin dena chiye.jab un ki hosla afzai ki to ab aa k unehin chorna nahin chiye .chahaye koi bhi majboori ho
                  sochtay hain tujhay wazoo ker k
                  yun tera ehtaram kertay hain:)

                  Comment

                  • #10
                    Re: eik mashwra chahiye tha

                    agree wid sher Ali....

                    coz tali dono haathon say bajti hai....or ap k frnd ko pehlay he itna free nahi hona chahiye tha us k saath..jab keh pata b tha keh yeh sab namumkin hai....kisi ki life kharab kernay ka tu kisi ko haq nahi hai na.....

                    or jesay keh us nay kaha keh wo b payar kerta hai usay tu...he should do something 4 her na...aisay kaisay..sab jantay bhoojtay kahin or shadi ker lay ga..

                    Comment

                    • #11
                      Re: eik mashwra chahiye tha

                      Originally posted by raafi View Post
                      mera eik dost jo eik mushkal halaat se guzar raha hai uss nay mujhe email kar kay mashwra maanga hai... ussi ki email mein pesh karta hoon aur mujhe yeh please batain k mein ussay kiya mashwra doon??? kindly serious problem hai serious mashwra chahiye takay mein apnay dost ko guide karsakon......... ......................................
                      ...................................
                      ...
                      ..

                      jab mein university mein parhta tha tu eik young larki lecturer banni thi jo uss ki first job thi..... itefaak se vo hamari class ko parhati thein .... uss ka rang sanwla tha aur itni khaas khubsurat nahi thi.....lakin vo hain graceful...... mein uss mein interest lenay laga aur vo bhi lenay lagi.... akhar kaar hamaray darmiyan achi understanding hogayi aur mujhe vo meri marzi kay mutabak marks deti thein aur dosron teachers ko bhi sufarash kar kay meray numbers leti thein....... phir ahista ahista uss nay mujhe gifts denay sharu kiye phir apni salary se mujhe paisay bhi denay sharu kar diye..... final year mein tu meinay uss kay money per bari ayyashi ki....... jab mein university se farig hoa tu kuch arsa mein berozgaar bhi raha ussi doran vo mujhe kharcha deti rahti thein.... mujhe jab job mili tu meinay uss se paisay lenay band kardiye lakin phir bhi vo gift deti rahti hain...... wese vo mujhe se age mein 3 saal bari hain..... jab mein ussay batata hoon k ghar walay meri eik jaga shaadi karnay chahte hain tu vo kaafi uddas hojati hai..... aur uss kay alfaaz bhi moun se nahi nikal patey...... halanky indirectly vo mujhe eshara shaadi ka kar chuki hain......... hum nay kabhi pyar ka izhaar nahi kiya lakin hum dono jantay hain k hum pyar bhi karte hain..... jitna mein uss se door bhagta hoon vo utna meray kareeb aajati hain..... vo janti bhi hai k mein uss se shaadi nahi karon ga phir bhi vo aas laga k bethi hoti hai aur mein uss ko saaf kah bhi nahi sakta eik tu vo meri teacher rahi hain aur dosra uss kay meray oper ehsanaat bhi hain...... mein bahut pareshaan rahta hoon aur office mein sahi tareekay se kaam bhi nahi kar pata jab yeh baat kisi dost se share karta hoon tu vo kahte hain tumhain sharam aani chahiye k tum eik ustaad se ishq karte ho..... phir mein embarresing feel karta hoon.... mein zaati tor per faisla nahi kar paa raha hoon aur bahut pareshaan rahta hoon......
                      us se kaho k kahin jaa kar chullo bhar paani me doob maray...... Aur aap ne buhat chhaant chhaant kar dost banaye hain.........:slap:

                      Comment

                      • #12
                        Re: eik mashwra chahiye tha

                        Originally posted by Mr.Khan View Post

                        chullo bhar paani may kaise dooba jata hai:khi:

                        Comment

                        • #13
                          Re: eik mashwra chahiye tha

                          Originally posted by BUS U HE View Post
                          chullo bhar paani may kaise dooba jata hai:khi:
                          Tum to dooobe hue ho tmhy kya karna hai jaan kar :slap: , har saal fail hote ho , tmhry parents tmhy yahi sentence saaal me 36 baar kehte hain but tmhy to sharam chhoo kar bhi nahi gazarti :slap:

                          Comment

                          • #14
                            Re: eik mashwra chahiye tha

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Tum to dooobe hue ho tmhy kya karna hai jaan kar :slap: , har saal fail hote ho , tmhry parents tmhy yahi sentence saaal me 36 baar kehte hain but tmhy to sharam chhoo kar bhi nahi gazarti :slap:
                            shamo aunty ne me ko chooa tha lakin maine saaf saaf keh dia k main aisa larka nahi hoo:kr::kr:

                            Comment

                            • #15
                              Re: eik mashwra chahiye tha

                              Originally posted by Mr.Khan View Post
                              Tum to dooobe hue ho tmhy kya karna hai jaan kar :slap: , har saal fail hote ho , tmhry parents tmhy yahi sentence saaal me 36 baar kehte hain but tmhy to sharam chhoo kar bhi nahi gazarti :slap:
                              :kr::kr::kr::kr: issayy kehhtayy hainn aayaa camal Pahharr kayy neechhayyyyy

                              Working...
                              X