Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Benazir ki kuch lagti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Benazir ki kuch lagti

    Baila aap sab ko salam karein hai....:salam:

    hum aap ki tawajah aik mazu ki taraf karti hein....aap sab loag mashallah say kafi active members hein...mager meray jesay inn new memebers ka kiya karay hai...:cc:

    PG join kar k hum apnay aapko kuch quiet quiet mehsoos karti hai:mm:...jisska waja humara khiyal say...PG k ayien hain...ager kisi ko kuch poochna hai ya help chahiye ho toh wo kiya karay?? :cc:

    new members ki jab tak 400 posts nahi ho jata hai...tab tak hum ksi ko PM b nahi kar saktay hein??:(

    aur ager koi member thread lagaati hain toh "post new thread" mein kuch aisa option hona chahiyen...jiss say pata chal sakien k yeh mozu pehlay say he start ya share ho chuka hein:phool:

    meri PG k admin say iltmas hain k inn ayien per nazer sani kar k humein shukriya k moqa farhaam kariennn...:rose

    hum janti hein k meri iss baat say loag naraz b ho sakta hein...jaan b ja sakti hai...(means....daant b parr sakti hein) :wk

    parr hum he kiya jo aisay he sudher jayein hain:khi:
    sigpic

  • #2
    Re: Benazir ki kuch lagti

    hahahahahhahaha - Baila aap ki sari bateiN theek haiN - lekan PG ke rules ko bhi malhooz-e-khatir rakhna hota haiN :kr: :kr: :kr: ki karye hun haiN. :kr: :kr:
    Allah

    Comment

    • #3
      Re: Benazir ki kuch lagti

      :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

      u b naaaa......

      Ap ki sab baatien Admin Tak Pohanch Gayien HaiNN

      InshaAllah goor Kiya jaye gaaannn...;)

      Comment

      • #4
        Re: Benazir ki kuch lagti

        LOLzzzz...mager..ager hum kisi say talk karna chahti hein toh kiya kareinnn?? :P

        inn asooloon per nazer sani nahi ki ja saktiien kiya?

        toh phir hum tab tak kiya kreinn?? ;)

        humara maqsad toh fun create karna hein.. wo nahi karein gay toh kidher jayein hein :(
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Benazir ki kuch lagti

          Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
          :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:

          u b naaaa......

          Ap ki sab baatien Admin Tak Pohanch Gayien HaiNN

          InshaAllah goor Kiya jaye gaaannn...;)
          aap b na humarii qiyadat mein chalein...bhala ho jayein ga... :kr:

          admin say hum bas yahi iltmas karay hein..k inn batoon per ghor zaroorna karna hein...:D
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Benazir ki kuch lagti

            Ham aap ki baat sunta bhi hota hai aur manta bhi hota hai - hamara khiyal hota hai keh aap (ki baton) mein wazan hota hai :D - Itni pur'asar baat jab bajta hota hai, ham sunta hota hai aur jahan jahan amal karna manta hota hai, woh bhi karta hota hai - to yahan bhi karta hota hai :khi:

            Aur achhi baton per koi kisi ko danta nahin hota, kyun keh jo danta hota hai woh khota hota hai :D

            Originally posted by ~*Baila*~ View Post
            Baila aap sab ko salam karein hai....:salam:

            hum aap ki tawajah aik mazu ki taraf karti hein....aap sab loag mashallah say kafi active members hein...mager meray jesay inn new memebers ka kiya karay hai...:cc:

            PG join kar k hum apnay aapko kuch quiet quiet mehsoos karti hai:mm:...jisska waja humara khiyal say...PG k ayien hain...ager kisi ko kuch poochna hai ya help chahiye ho toh wo kiya karay?? :cc:

            new members ki jab tak 400 posts nahi ho jata hai...tab tak hum ksi ko PM b nahi kar saktay hein??:(

            aur ager koi member thread lagaati hain toh "post new thread" mein kuch aisa option hona chahiyen...jiss say pata chal sakien k yeh mozu pehlay say he start ya share ho chuka hein:phool:

            meri PG k admin say iltmas hain k inn ayien per nazer sani kar k humein shukriya k moqa farhaam kariennn...:rose

            hum janti hein k meri iss baat say loag naraz b ho sakta hein...jaan b ja sakti hai...(means....daant b parr sakti hein) :wk

            parr hum he kiya jo aisay he sudher jayein hain:khi:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: Benazir ki kuch lagti

              walaikum salam Baila

              lol ... tumhari urdu kafi mazzey ki hai :P

              and regarding your sawalaat :D

              1- Welcome to Pegham

              2- New user: aap pegham pey kya ker saktey hein

              Aur baki aap ney koi bhi sawal kerna ho to yahan aik sec. hai

              Mujhey kuch kehna hai

              iss mey aap pooch saktey ho

              Enjoy your stay on Pegham :thmbup:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Benazir ki kuch lagti

                LOLzz@Masood.....mein yeh inqalab ka nahra lagaana mangta hai....may i?? :kr:

                aap mujhay achay admin lagta hain....:phool:
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Benazir ki kuch lagti

                  Originally posted by Masood View Post
                  Ham aap ki baat sunta bhi hota hai aur manta bhi hota hai - hamara khiyal hota hai keh aap (ki baton) mein wazan hota hai :D - Itni pur'asar baat jab bajta hota hai, ham sunta hota hai aur jahan jahan amal karna manta hota hai, woh bhi karta hota hai - to yahan bhi karta hota hai :khi:

                  Aur achhi baton per koi kisi ko danta nahin hota, kyun keh jo danta hota hai woh khota hota hai :D

                  Masood bhai inti lambi bat kardi app ne par ye nahi bataya ke Baila ji ka problem solve hua ke nahi

                  Comment

                  • #10

                    :kr::kr:
                    Allah

                    Comment

                    • #11
                      Re: Benazir ki kuch lagti

                      aur meyra apna sawal to reh gaya Baila ...

                      thread title kafi cool hai .... magar ye cool kyun hai :P :mm:

                      Benazir ki aap kuch na bhi hotieN to aap key massley hal ho janey they :d
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Benazir ki kuch lagti

                        Originally posted by ~*Baila*~ View Post
                        LOLzzzz.....mein yeh inqalab ka nahra lagaana mangta hai....may i?? :kr:
                        Badey shoq sey naara bajao - per loud speakers ko off karna mangta - warna jo soey hain unhein to nahin jagana mangta ? :p
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #13
                          Re: Benazir ki kuch lagti

                          Originally posted by Pakiza View Post
                          Masood bhai inti lambi bat kardi app ne par ye nahi bataya ke Baila ji ka problem solve hua ke nahi
                          Oho - Pakiza behan aap bhi na - anticlimax karna mangta - Pakistani hoon, tarsa tarsa key boond paani ki doon ga :D sab kuchh zakheera karoon ga, patah nahin kab paani sey tail nikalna shuru ho jaey :kr: :kr:
                          ____________________

                          InshaAllah next time Baila ji online aaein gi, unki problem solve ho chuki ho gi.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Benazir ki kuch lagti

                            Originally posted by Xenya View Post
                            walaikum salam Baila

                            lol ... tumhari urdu kafi mazzey ki hai :P

                            and regarding your sawalaat :D

                            1- Welcome to Pegham

                            2- New user: aap pegham pey kya ker saktey hein

                            Aur baki aap ney koi bhi sawal kerna ho to yahan aik sec. hai

                            Mujhey kuch kehna hai

                            iss mey aap pooch saktey ho

                            Enjoy your stay on Pegham :thmbup:
                            hum walyeti pass ho hein..iss liye mera Urdu aisa bajta hein...:kr:

                            shukriya..aap nay hein welcome kya hein:rose

                            hum pegham pe bohat kuch kar saktay hein....:phool: tussi kamm tay dasso:D

                            thanks again....:)
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Benazir ki kuch lagti

                              Originally posted by Masood View Post
                              Oho - Pakiza behan aap bhi na - anticlimax karna mangta - Pakistani hoon, tarsa tarsa key boond paani ki doon ga :D sab kuchh zakheera karoon ga, patah nahin kab paani sey tail nikalna shuru ho jaey :kr: :kr:
                              ____________________

                              InshaAllah next time Baila ji online aaein gi, unki problem solve ho chuki ho gi.
                              app tu bilkul paki leader ban gaey ho janab....allah khair karey pg ke newcomers ki

                              Comment

                              Working...
                              X