Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bheeg

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Bheeg

    Bheek deyna yun tu sahi nahi ..Kion k iss tarah se hum Bhikaariyun ki hosla afazaai kartay hein .... Magar Sa-eil ko Dhatkarna Bhi sahi nahi ...Kion K
    Hadees-e Mubaraka hai k ...ar yeh Sahih hadess hai I mean Saheeh Bukhaari aur Saheeh Muslim ..mein hai mafhoom kuch yun hai k ...
    Agar Koi aap se sawal karay kuch managy ...tu chahay wo horse per sawaar ho
    Oss ko Inkaar nahi karna ...chiyay ..
    Mangnay walay ko dhutkarna b Bohat gunah hai iss liyay Chupkay se Jo b ho sakay madad kar dein .....MAGAR oss ko samjha dein k ...Yeh achi aadat nahi..
    aap nay apna farz har trah se adaa kar diya..!
    and yaqeen kijay ....INNA-MAL AMAAL O Bil-NIYAAT .....
    bass hamein apni niyatoun ko saaf rakhna hai ..:)
    Hope U got my Point! :)

    Comment

    • #17
      Re: Bheeg

      Originally posted by Gul View Post

      Ji aapi aap ne sahe kaha - i agree - amlOn ka daro madar niyatoN per hay - aur hum apni niyatoN ke bagair adhoray hain:)
      Allah

      Comment

      • #18
        Re: Bheeg

        BEYSHAK sahi kaha aap nay !

        Comment

        • #19
          Re: Bheeg

          Hmmm Ab tu Waqai Logo' Nay Professional Bana liya hai is Cheez ko Maghar Yeh hai kay kabhi kisi ko Wapis Lutaya nahin Hamari Niyat Hamaray Sath Aur Un ki UN kay Sath :)
          Zindagi Thak Gaye ..!!

          Comment

          • #20
            Re: Bheeg

            main kabhi nahi deta..................................yah sab in logoon nay professional bana liyah hain..................
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #21
              Re: Bheeg

              :tauba

              Comment

              • #22
                Re: Bheeg

                Originally posted by Shaka View Post
                Kal raat ko mein apne doston ke saat ghoom raha tha .. full volume main gaanay play kiye hovay thay .. Abrar ul Haq ka gana chal raha tha " Nachan main unde naal naal jinde lambe lambe waal waal " aur signal red tha tu maine kaha aaj nahi toronga signal so i stopped the car. :budhu:

                Ek choti si bachi ayi takreeban 3 saal ki Afghani larki thi kehti hai " Fi sabil il Allah" usko dekh kar mujhe bohat tars aya maine jaib main jitne thay paise day diye.

                Aur yeh sochta reh gaya kia in bachon ko seekhaya jaata hai bheeg mangna? kia aap in bhekarion ko paise dete hain? Mein tu dey deta hon bayshak koi bhi ho lekin i just wana know kia yeh waqai inte ghareeb hote hain ke inke paas khanay peenay ko kuch nahi? :cc:
                hmmm pata nahi
                wese haqeeqat main hamare deen main iss baat se mana kia gia hai
                or isss par atab k bare main bhi hai
                but inn ko dekh ker waqai main duk hota hai...........:mm::mm:
                basa dua hai k ALLAH in ko hadayat deydua

                Comment

                • #23
                  Re: Bheeg

                  Originally posted by Shaka View Post
                  Kal raat ko mein apne doston ke saat ghoom raha tha .. full volume main gaanay play kiye hovay thay .. Abrar ul Haq ka gana chal raha tha " Nachan main unde naal naal jinde lambe lambe waal waal " aur signal red tha tu maine kaha aaj nahi toronga signal so i stopped the car. :budhu:

                  Ek choti si bachi ayi takreeban 3 saal ki Afghani larki thi kehti hai " Fi sabil il Allah" usko dekh kar mujhe bohat tars aya maine jaib main jitne thay paise day diye.

                  Aur yeh sochta reh gaya kia in bachon ko seekhaya jaata hai bheeg mangna? kia aap in bhekarion ko paise dete hain? Mein tu dey deta hon bayshak koi bhi ho lekin i just wana know kia yeh waqai inte ghareeb hote hain ke inke paas khanay peenay ko kuch nahi? :cc:
                  mujhe kuch nahi kahna.......

                  Comment

                  • #24
                    Re: Bheeg

                    Originally posted by Shaka View Post
                    ab mujhe yaad aya tum kon ho

                    tum wohi larki ho na jo ek blind bhekari ke box se uske saaray sikkay lekar bhag gai thi .. :kr:
                    shuker hai jaldi he yaad aagiya hai...warna:kr:

                    kahin wo aap toh nahi thay na??:kr:
                    sigpic

                    Comment

                    Working...
                    X