Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bheeg

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Bheeg

    Kal raat ko mein apne doston ke saat ghoom raha tha .. full volume main gaanay play kiye hovay thay .. Abrar ul Haq ka gana chal raha tha " Nachan main unde naal naal jinde lambe lambe waal waal " aur signal red tha tu maine kaha aaj nahi toronga signal so i stopped the car. :budhu:

    Ek choti si bachi ayi takreeban 3 saal ki Afghani larki thi kehti hai " Fi sabil il Allah" usko dekh kar mujhe bohat tars aya maine jaib main jitne thay paise day diye.

    Aur yeh sochta reh gaya kia in bachon ko seekhaya jaata hai bheeg mangna? kia aap in bhekarion ko paise dete hain? Mein tu dey deta hon bayshak koi bhi ho lekin i just wana know kia yeh waqai inte ghareeb hote hain ke inke paas khanay peenay ko kuch nahi? :cc:
    Badi gundi dunya hai yeh...

  • #2
    Re: Bheeg

    good question shaka sahb...:)

    not too sure in pakistan..k wahan lbeggers k pas pesay hotay hein ya nahi...wesay mein nay suna hai k wahan per logoon nay begging as a profession apnaya hua hai....which is very bad...

    yahan per toh...koi b meray khiyal say aisa nahi hai..jiss k pas khanay peenay k liye pesay nahi hein....so mein nay kabhi b ksi ko pesay nahi diye....actually i neva come across any1..who seemed very needy...jissko be-ikhtyar kuch denay ko dil karay.....
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Bheeg

      Originally posted by ~*Baila*~ View Post

      Well first thing Baila dont call me Sahb please.. Shaka sounds fine :D:

      and if ur talking about UK then ur right cuz no one gives money to beggers there and ur right its a profession nowadays. :thmbup:
      Badi gundi dunya hai yeh...

      Comment

      • #4
        Re: Bheeg

        ok shaka sahb...ab nahi kahoon gi....:kr:

        mager back home...fings like begging is pretty bad...there alot more things u can do instead of begging...

        issi liye shayed mera unnien pesay denay ko dil nahi karta....:)
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Bheeg

          Originally posted by ~*Baila*~ View Post
          ok shaka sahb...ab nahi kahoon gi....:kr:

          mager back home...fings like begging is pretty bad...there alot more things u can do instead of begging...

          issi liye shayed mera unnien pesay denay ko dil nahi karta....:)
          ab mujhe yaad aya tum kon ho

          tum wohi larki ho na jo ek blind bhekari ke box se uske saaray sikkay lekar bhag gai thi .. :kr:
          Badi gundi dunya hai yeh...

          Comment

          • #6
            Re: Bheeg

            Originally posted by Shaka View Post
            Kal raat ko mein apne doston ke saat ghoom raha tha .. full volume main gaanay play kiye hovay thay .. Abrar ul Haq ka gana chal raha tha " Nachan main unde naal naal jinde lambe lambe waal waal " aur signal red tha tu maine kaha aaj nahi toronga signal so i stopped the car. :budhu:

            Ek choti si bachi ayi takreeban 3 saal ki Afghani larki thi kehti hai " Fi sabil il Allah" usko dekh kar mujhe bohat tars aya maine jaib main jitne thay paise day diye.

            Aur yeh sochta reh gaya kia in bachon ko seekhaya jaata hai bheeg mangna? kia aap in bhekarion ko paise dete hain? Mein tu dey deta hon bayshak koi bhi ho lekin i just wana know kia yeh waqai inte ghareeb hote hain ke inke paas khanay peenay ko kuch nahi? :cc:
            i think bachoo ko sekhaya jata hai:donno:.......yahan kabhi kabhi aisay mangtay hai........agar buzurgh ho ya bachay ho tu day daiti ho........bt koi hatta katta shakhs ya aurat mangay......tu gussa aa jata hai.....aur daiti bhi nahi..........:na:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Bheeg

              Mey nahi deyti ....
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Bheeg

                Originally posted by Shaka View Post
                Kal raat ko mein apne doston ke saat ghoom raha tha .. full volume main gaanay play kiye hovay thay .. Abrar ul Haq ka gana chal raha tha " Nachan main unde naal naal jinde lambe lambe waal waal " aur signal red tha tu maine kaha aaj nahi toronga signal so i stopped the car. :budhu:

                Ek choti si bachi ayi takreeban 3 saal ki Afghani larki thi kehti hai " Fi sabil il Allah" usko dekh kar mujhe bohat tars aya maine jaib main jitne thay paise day diye.

                Aur yeh sochta reh gaya kia in bachon ko seekhaya jaata hai bheeg mangna? kia aap in bhekarion ko paise dete hain? Mein tu dey deta hon bayshak koi bhi ho lekin i just wana know kia yeh waqai inte ghareeb hote hain ke inke paas khanay peenay ko kuch nahi? :cc:
                yehh waqaiee nihaiiat afsoos kee baat haii aoor hamain yehh soochnaa hoo gaa aakhirr wohh konnsayy hallat hoo gayy jinhoo naiyy eik masoom bachee koo bheek mangnayy par majboor karr diaa
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #9
                  Re: Bheeg

                  Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                  yehh waqaiee nihaiiat afsoos kee baat haii aoor hamain yehh soochnaa hoo gaa aakhirr wohh konnsayy hallat hoo gayy jinhoo naiyy eik masoom bachee koo bheek mangnayy par majboor karr diaa
                  Exactly
                  Aapne bilkul darust kaha mere pyare bhai .... Ab is bachi ki umr bheeg maangne ki thi ya parhne likhne ki?? aur mujhe tu itna ghusa aya tha mera dil tu baad mai kiya ke isko kahon zara abba se tu milao aur phir abba ko main milta ..lekin maine socha kia karna aise kitne bachon ke abba se milonga. :donno:
                  Badi gundi dunya hai yeh...

                  Comment

                  • #10
                    Re: Bheeg

                    No Comments........

                    Comment

                    • #11
                      Re: Bheeg

                      Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                      No Comments........
                      phir post kion kiya idhar :kr:
                      Badi gundi dunya hai yeh...

                      Comment

                      • #12
                        Re: Bheeg

                        bas post dekhi lhik diya......

                        Comment

                        • #13
                          Re: Bheeg

                          Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                          bas post dekhi lhik diya......

                          Bari meharbani meri post main aapna naam darj karvane ka.
                          Last edited by Shaka; 24 December 2007, 21:19.
                          Badi gundi dunya hai yeh...

                          Comment

                          • #14
                            Re: Bheeg

                            ur welcome.....

                            Comment

                            • #15
                              Re: Bheeg

                              aap ko aik baat bataoN - ke jis ke paas waqi kuch khany peenay ko kuch na ho - woh kabhi nahi mangay ga :)
                              Allah

                              Comment

                              Working...
                              X