Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

    Originally posted by Mr.Khan View Post
    :kr:

    @ BUS U HE's reply :thmbup:.

    wese tumhry shadi na karne ka reason to mujhy samajh aa gaya :khi:
    aray yaar maine tou INSHALLAH aglay sal ker he loo ga woh be karachi:wk

    Comment


    • #32
      Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

      Originally posted by BUS U HE View Post
      aray yaar maine tou INSHALLAH aglay sal ker he loo ga woh be karachi:wk
      Abay yaar , shadi kar lo but karachi ko bukhsh do pleeeeeeeeeeeeej

      Comment


      • #33
        Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

        Originally posted by Mr.Khan View Post
        Abay yaar , shadi kar lo but karachi ko bukhsh do pleeeeeeeeeeeeej
        ab tou na mumkin hai:D:
        aisa karo tum karachi chor do aur kisi jungal may jughi daal lo:khi:

        Comment


        • #34
          Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

          Originally posted by BUS U HE View Post
          ab tou na mumkin hai:D:
          aisa karo tum karachi chor do aur kisi jungal may jughi daal lo:khi:
          Nahi yaar mera Italy aane ka koi mood nahi hai :lpop:

          Comment


          • #35
            Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

            Originally posted by Mr.Khan View Post
            Nahi yaar mera Italy aane ka koi mood nahi hai :lpop:
            i know q k italy may sirf insaan he atay hain:khi:

            Comment


            • #36
              Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

              Originally posted by BUS U HE View Post
              i know q k italy may sirf insaan he atay hain:khi:
              I know yaar ye bhi koi bataane wali baat hai but hairaan kub baat to ye hai k tmhy Italy ka visa kesa mil gaya :khi:

              Comment


              • #37
                Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                Originally posted by GumShuda View Post
                eska matlab hai apka abba apki Amma ko khush nahi rakhtay ?? :S

                bhai wo angreiz ne angreezo'z kay lye likhi hai Pakistanyoon kay lye nahi :D :P
                Kiun Pakistaniyon ko takleef hoty hay biviyon ko kush rakhtay
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                  Nuskhay kya karne hain raafi :wk:
                  Allah

                  Comment


                  • #39
                    Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                    Originally posted by raafi View Post
                    super market, islamabad mein Mr. Books walay kay pass yeh kitaab "bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay" dekhi jo mujhe bahut achi aur umda book lagi. iss kitaab ko eik angraiz nay likhi hai aur iss ki price Rs.110/= hai..... writer ka dawa hai k 101 nuskhay saray aazmai hoi hain..... iss forum per jo shaadi shuda hazraat hain iss kitaab ko zaroor khareedain aur apnay hamsafar kay saath khushaal zindgi guzarein..... meinay bhi iss kitaab ko khareeda hai apnay abba kayliye.....:lpop:
                    Wesay ........kamal ka thread banaya hai ..... Bee BANNO :zuban:
                    Aap ko Tu AMMA( SAAASS) hona chahiyay ......wo B angrezi ki SAAS :hathora Aray Bhai SAHIB ....Oss 110 rupees ki ice creme kha leytay :tauba
                    Tu shyd SEHAT per acha asar parta....! abhi tu :budhu:
                    Allah hee reham karaay MIAN FAZEEHAT SAHIB PER .........:dua
                    Last edited by Gul; 25 December 2007, 08:53.

                    Comment


                    • #40
                      Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                      Originally posted by raafi View Post
                      super market, islamabad mein Mr. Books walay kay pass yeh kitaab "bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay" dekhi jo mujhe bahut achi aur umda book lagi. iss kitaab ko eik angraiz nay likhi hai aur iss ki price Rs.110/= hai..... writer ka dawa hai k 101 nuskhay saray aazmai hoi hain..... iss forum per jo shaadi shuda hazraat hain iss kitaab ko zaroor khareedain aur apnay hamsafar kay saath khushaal zindgi guzarein..... meinay bhi iss kitaab ko khareeda hai apnay abba kayliye.....:lpop:

                      ya kahaan say milay gi :cc:

                      Comment


                      • #41
                        Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Kiun Pakistaniyon ko takleef hoty hay biviyon ko kush rakhtay
                        Pakistani Beeviyaa'n tu Khush hi rahti hain :D

                        husband khush nahi rahtay lolsssss

                        Hubby khush karnay kay tareeqay labhoo ap :D

                        mein ne tu aj tak koi Bevi nai daikhi jo khush na ho lekin hubby aisay bohat daikhay hain jo khush nahi hotay shadi kay bad kahtay hain azaab galay parh gaya :kr:
                        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                        Sadly, common sense is not very common..!!

                        Comment


                        • #42
                          Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                          hamray leye nahi hai is leye ham nahi khareed saktay :lol
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment


                          • #43
                            Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            hamray leye nahi hai is leye ham nahi khareed saktay :lol
                            khala aap khareed ker mujhe gift ker daina:blush:
                            sigpic

                            Comment

                            Working...
                            X