Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

    ab ager aik adad bevi mil jae to tejerba kea ja sakya hay

    Comment


    • #17
      Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

      Originally posted by naveed iqbal View Post
      ab ager aik adad bevi mil jae to tejerba kea ja sakya hay
      SooFhaid baal tu horahay hain aapke bhaiya ... ab is umr main shadi karke kion tension leni hai?
      Badi gundi dunya hai yeh...

      Comment


      • #18
        Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

        tension kesi
        book jo hay

        Comment


        • #19
          Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

          wohi tu mere bhai .. yeh book ke azmaye hovay nuskhay kabhi kabhi ulte hojate hain.
          Badi gundi dunya hai yeh...

          Comment


          • #20
            Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

            u abba ko book day ker yeh dekhna chahtay ho keh...book waqiye sachi hai hai ya awien baatien he hain....:kr: :kr:

            Comment


            • #21
              Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

              Originally posted by Shaka View Post
              wohi tu mere bhai .. yeh book ke azmaye hovay nuskhay kabhi kabhi ulte hojate hain.
              oh hoo jabhi to main kehon ye aap kay samnay walay bal kehan gae
              acha hoa beta deya
              bhi aap kat tejerbon say to faida uthana peray ga

              Comment


              • #22
                Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                Originally posted by naveed iqbal View Post
                oh hoo jabhi to main kehon ye aap kay samnay walay bal kehan gae
                acha hoa beta deya
                bhi aap kat tejerbon say to faida uthana peray ga
                mujhe nahi pata tha aapki nazar itni kamjor hogai hai bhai mere aagay bohat baal hain bhaiya dekhne hain :D:
                Badi gundi dunya hai yeh...

                Comment


                • #23
                  Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                  Originally posted by raafi View Post
                  super market, islamabad mein Mr. Books walay kay pass yeh kitaab "bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay" dekhi jo mujhe bahut achi aur umda book lagi. iss kitaab ko eik angraiz nay likhi hai aur iss ki price Rs.110/= hai..... writer ka dawa hai k 101 nuskhay saray aazmai hoi hain..... iss forum per jo shaadi shuda hazraat hain iss kitaab ko zaroor khareedain aur apnay hamsafar kay saath khushaal zindgi guzarein..... meinay bhi iss kitaab ko khareeda hai apnay abba kayliye.....:lpop:
                  Title ke hisaab se to kahin se bhi nahi lag raha ke ye kitaab aik angraiz ne likhi hai :mm:

                  Comment


                  • #24
                    Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                    aap kehna chahtay hain keh abhi aap aqal mund nahain hoe
                    mujhay to samnay tand nezer a rehi hay
                    is hesab say to kafi aqal mund ho

                    Comment


                    • #25
                      Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                      Originally posted by naveed iqbal View Post
                      aap kehna chahtay hain keh abhi aap aqal mund nahain hoe
                      mujhay to samnay tand nezer a rehi hay
                      is hesab say to kafi aqal mund ho
                      main pore ka pora takla hon .. ganja hon aao hul chala lo :D:
                      Badi gundi dunya hai yeh...

                      Comment


                      • #26
                        Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                        bhai mujhay aap kay ser per charh ker phisalna hay

                        Comment


                        • #27
                          Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                          Originally posted by naveed iqbal View Post
                          bhai mujhay aap kay ser per charh ker phisalna hay
                          aao aao jaldi se muft main jhoolay aao :D:
                          Badi gundi dunya hai yeh...

                          Comment


                          • #28
                            Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                            acha pehlay sketing ka saman lay lon
                            pher sochon ga

                            Comment


                            • #29
                              Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                              Originally posted by raafi View Post
                              super market, islamabad mein Mr. Books walay kay pass yeh kitaab "bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay" dekhi jo mujhe bahut achi aur umda book lagi. iss kitaab ko eik angraiz nay likhi hai aur iss ki price Rs.110/= hai..... writer ka dawa hai k 101 nuskhay saray aazmai hoi hain..... iss forum per jo shaadi shuda hazraat hain iss kitaab ko zaroor khareedain aur apnay hamsafar kay saath khushaal zindgi guzarein..... meinay bhi iss kitaab ko khareeda hai apnay abba kayliye.....:lpop:
                              yaarr biwi per maheenay k 20000 be harch ker do tou woh khush nahi hoti.bootha latka he rehta hai:khi:..aur tu 101 rupay may biwi ko khush karne ki baat ker ray la hai:tauba

                              Comment


                              • #30
                                Re: bivi ko khush rakhnay kay 101 nuskhay

                                Originally posted by BUS U HE View Post
                                yaarr biwi per maheenay k 20000 be harch ker do tou woh khush nahi hoti.bootha latka he rehta hai:khi:..aur tu 101 rupay may biwi ko khush karne ki baat ker ray la hai:tauba
                                :kr:

                                @ BUS U HE's reply :thmbup:.

                                wese tumhry shadi na karne ka reason to mujhy samajh aa gaya :khi:

                                Comment

                                Working...
                                X