Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

    Originally posted by naveed iqbal View Post
    main to us din ghair hazer tha


    kio u kio gair hazer thay reason daso foren yahan

    bhana nahi lagana ab:slap:

    Comment


    • #77
      Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

      mughe bhi nahi pata....:donno:
      jab tumhe pata chalay tu ham sab ko bhi dass daina......:lpop:
      waisay mughe lagta hai bus U he yahan wahan ghoom raha ho ga.......:khi:
      sigpic


      Comment


      • #78
        Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

        me ko pata chalta tu yahan pouchti kaya..:(



        yahan wahan kahan:-?

        Comment


        • #79
          Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

          Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
          me ko pata chalta tu yahan pouchti kaya..:(



          yahan wahan kahan:-?
          ohh haa, ye tu mai nay socha he nahi......


          yahan wahan say murad eid ke holiday milnay ke khushi mai pora italy ghoom raha ho ga khalil kay saath........:khi:
          sigpic


          Comment


          • #80
            Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

            yaaaaa...us nay kaha chalo khalil bhai k bhanay he sahi..free main Itly he ghoom loon..:kr: :kr: :kr:

            Comment


            • #81
              Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

              Waise kehte hain shetan ka naam lo wo hazir hojata hai .. BUS U HE aaajaaaoooo :D
              Badi gundi dunya hai yeh...

              Comment


              • #82
                Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                kio u kio gair hazer thay reason daso foren yahan

                bhana nahi lagana ab:slap:
                kuch khas masrufiat nahain thi bas aik dost ko derya main debonay jana tha
                us ka nam B say shuru hota hay

                Comment


                • #83
                  Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                  Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                  Hazraaaaaaattttttt Ik Zaroori Ilaan Samaaat Fermiyen:ghug:


                  Ik Larka Jis ki Umer Koi 26 ki saal hai...me k andazay k mutabik:khi:



                  Baal Kharay hain:khi: or blue Rang ki shirt pehnay hoye hai:eye:



                  Naam Hain Un Ka Bus U He.....Urf Umer :eye:


                  Kafi Din Say Lapata hain.......:(


                  Jis Sahib ko ya Sahiba ko Pata ho .....Plz Yahan a ker Itla Day......jeldi jeldi


                  Mehrbani ho gi.....


                  Is Larkay ka dasnay walay ko ik inaam diya jaye ga....;):eye:










                  Missing Him naaa:(
                  main be kahoo k mujhay itni zor ki cheenkay q ati rahi hain oon dinooo:khi:..

                  Comment


                  • #84
                    Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                    Originally posted by BUS U HE View Post
                    main be kahoo k mujhay itni zor ki cheenkay q ati rahi hain oon dinooo:khi:..
                    Han daikh lo tmhary offline hone k baad bhi Shakh tmhra peecha nahi chhorti :khi:

                    Comment


                    • #85
                      Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      Han daikh lo tmhary offline hone k baad bhi Shakh tmhra peecha nahi chhorti :khi:
                      haa main ooski aik keemti cheez chura ker bhaag gaya hoo na is liye :khi:

                      Comment


                      • #86
                        Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                        Originally posted by BUS U HE View Post
                        haa main ooski aik keemti cheez chura ker bhaag gaya hoo na is liye :khi:
                        Han woh to mai is thread ke title ko parh k hi samajh gaya tha :kr:

                        Comment


                        • #87
                          Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                          Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                          Hazraaaaaaattttttt Ik Zaroori Ilaan Samaaat Fermiyen:ghug:


                          Ik Larka Jis ki Umer Koi 26 ki saal hai...me k andazay k mutabik:khi:



                          Baal Kharay hain:khi: or blue Rang ki shirt pehnay hoye hai:eye:



                          Naam Hain Un Ka Bus U He.....Urf Umer :eye:


                          Kafi Din Say Lapata hain.......:(


                          Jis Sahib ko ya Sahiba ko Pata ho .....Plz Yahan a ker Itla Day......jeldi jeldi


                          Mehrbani ho gi.....


                          Is Larkay ka dasnay walay ko ik inaam diya jaye ga....;):eye:










                          Missing Him naaa:(
                          u ko tou meri sahi pehchan he nahi hai u ne sara ilan ghalt kia :slap:..u ko kya lagta hai k meray pass aik shirt hai sirf blue jo main her waqt pehnay rakhta hoo...aur me ki umar 24 saal 5 maheenay 24 din hain:slap:
                          aur mera naam umar hai..urf bus u he:tauba:slap:

                          Comment


                          • #88
                            Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                            Originally posted by BUS U HE View Post
                            u ko tou meri sahi pehchan he nahi hai u ne sara ilan ghalt kia :slap:..u ko kya lagta hai k meray pass aik shirt hai sirf blue jo main her waqt pehnay rakhta hoo...aur me ki umar 24 saal 5 maheenay 24 din hain:slap:
                            aur mera naam umar hai..urf bus u he:tauba:slap:
                            :kr::kr::kr:

                            Ailaan karne walay ko hi nahi pata k woh kis se baare me ailaan kar raha i mean rahi hai :khi::khi::khi:

                            Comment


                            • #89
                              Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                              Originally posted by naveed iqbal View Post
                              kuch khas masrufiat nahain thi bas aik dost ko derya main debonay jana tha
                              us ka nam B say shuru hota hay



                              Bush ho ga hai na:eye:

                              Comment


                              • #90
                                Re: Ik Zaroori Ilaan Samaat fermaiyen

                                Originally posted by BUS U HE View Post
                                main be kahoo k mujhay itni zor ki cheenkay q ati rahi hain oon dinooo:khi:..



                                achaaaaaaa...zukam howa phir kaya:donno:

                                Comment

                                Working...
                                X