Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Bardasht!!!
Collapse
X
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Shaka View PostTrue...and no specific time limit Xenya ..yeh tu bande bande per depend karta hai us main kitna bardasht hai kabhi kuch cheezain itni choti hoti hai aur wo bardasht nahi hoti bayshak apno se hon ya gheron se.
Khair i would say we should learn to tolerate and sacrifice. :D:Originally posted by Gul View PostSweetooo.................:rose
ALLAH TAALAH KO KHUSH KARANA BUHAT AASAAN HAI .....jab ahadess se hamein pata chalta hai ,...K agar ek bachay ki 70 mothers houn ....aur wo oss bachay se jitna piyaar karein ....TU ALLAH APNI Favorite Creation se itna ziadaa piyaar karta hai Tu seochein kia ALLAH KO KHUSH karna koi mushkil hai ...AAP ALLAH KI EBADAT ko apna asloob banan Lein ..Oth-tay beyth-tay Alhamdolillah kahain ..cha-ay PAIN HO YA GAIN ...... aap Ko jitna sakoon milay gaa Samjhein ALlah aap se raazi hai ....aur ek baat ..
QURAN-EPAK mein aik ayat ka hissa hai
*LA TAQNATU MIN REHMATU ALLAH.*.... yani mafhoom yeh k ...Allah ....Ki rehmat se mayoos nahi Hoan chahiyay ....
yeh hum jaisay loagoun k liyay hee jo TOUBA ka rasta chahtay hein aur mayoos hotay hein k ALLAH taalah tu hum se Naaraz hai ...wo kaisay hamarti baat sunay gaa,,! Tu ....JANOO....ALLAH TAALH nay tu oss b bukhsh diya ....Jiss 99 qatal kiyay thay ..KION K oss ki niyat RAJOOO....yani REPENTANCE . ki niyat thee...bass itni see bat :)
Aap agar yeh samjhi hein k ....AAAP SE ALLAH TAALH KHUSH NAHI ...( yeh tu ALLAH hee behtar janta hai ) Tu aap Toba ka rasta Khalooss-dil se apna-ein ...Mayoosi haqeeqatan kufar hai (kion iss ka matlab hai Aap ka bharosa NAOO ZU BILLAH ALLAH per nahi raha....) Tu JAB AALLH PER BHAROSA HAI tu ..janOOO kahay ka ghum :) hmm?
deykheiN na iss liye mey kehti huN key words kafi taqat rakhtey heiN .... after reading your post m filled with Energy
Originally posted by ~*Baila*~ View Postjab maseebat aati hai toh koi na koi rasta bhi saath nikal he ata hai..:D:
khush raheiN and thanks
plus ... KhushAmdeed on Pegham :rose" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Bardasht!!!
jab asi suratehal ho to hamain sab say pehlay ye dekhna chahiye keh jis wejha say ham prashan hain is ki aakhri had kea ho sakti hay
aur us kay zeyada say zeyada kea nuqsanat ho saktay hain
jab ham is bat ka andaza ker lain gay to hamain us kay liye khud ko teyar karna chahiya keh ham zeyada say zeyada ko berdashat ker sakain
is tereh koi bhi bat ya masla itni shaddat say ham per hamla aawer nahain ho sekay ga
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Gul View Post
Sweetooo.................:rose
ALLAH TAALAH KO KHUSH KARANA BUHAT AASAAN HAI .....jab ahadess se hamein pata chalta hai ,...K agar ek bachay ki 70 mothers houn ....aur wo oss bachay se jitna piyaar karein ....TU ALLAH APNI Favorite Creation se itna ziadaa piyaar karta hai Tu seochein kia ALLAH KO KHUSH karna koi mushkil hai ...AAP ALLAH KI EBADAT ko apna asloob banan Lein ..Oth-tay beyth-tay Alhamdolillah kahain ..cha-ay PAIN HO YA GAIN ...... aap Ko jitna sakoon milay gaa Samjhein ALlah aap se raazi hai ....aur ek baat ..
QURAN-EPAK mein aik ayat ka hissa hai
*LA TAQNATU MIN REHMATU ALLAH.*.... yani mafhoom yeh k ...Allah ....Ki rehmat se mayoos nahi Hoan chahiyay ....
yeh hum jaisay loagoun k liyay hee jo TOUBA ka rasta chahtay hein aur mayoos hotay hein k ALLAH taalah tu hum se Naaraz hai ...wo kaisay hamarti baat sunay gaa,,! Tu ....JANOO....ALLAH TAALH nay tu oss b bukhsh diya ....Jiss 99 qatal kiyay thay ..KION K oss ki niyat RAJOOO....yani REPENTANCE . ki niyat thee...bass itni see bat :)
Aap agar yeh samjhi hein k ....AAAP SE ALLAH TAALH KHUSH NAHI ...( yeh tu ALLAH hee behtar janta hai ) Tu aap Toba ka rasta Khalooss-dil se apna-ein ...Mayoosi haqeeqatan kufar hai (kion iss ka matlab hai Aap ka bharosa NAOO ZU BILLAH ALLAH per nahi raha....) Tu JAB AALLH PER BHAROSA HAI tu ..janOOO kahay ka ghum :) hmm?
zaberdasttt Gull..ap ne bohattt sahii kah..100% achi baat ki haii...:)
xenya...humain kabhi bhi Allah se apne bhrosay ko kamzoor nahi hone dena chaiyee..
beshek..Allah humain thore waqt ke liye koi na koi imtehaan main dalte hain...or kuch halat tu aise hote hain ke hum berdasht nahi kerpatay..per phir bhi hum kerlete hain...or hum main se kcuh aise log hainjo..aise halatoo per..Allah per se..apna bhrosay ko kamzoor hone dete hain...un se sawal kerne lagte hain ke..Allah aisa kyun..kyun hoa...
per hum yeh bhol jatay hain ke...Allah jo kaam bhi kerte hain..us main humarii hi behtrii shamil hotii haii..
or humain Allah ne itnii Quwate takat tu di hai..ke hum dunyaa main berdasht ki had ko seh skain..jahn tek muje lagta hai..Allah kabhi apnii makhlook per aise halat nahi bana dete ke..insaan us ko berdasht na kersake...Ager kuch aisa masla hota hai..tu is ka mutlab hai..hum main itni quwate berdasht hai..ke hum is masle ko seh sakain.....:)
Allah tu bohat meherban hain...Raheem hain...
Allah per her halat mai bhrosa rekhnaa chaiyee...kabhi bhi apnee yaqeen ko kamzoor nahi kerna chaiyee..Allah se sawal nahi kerlene chaiyee..
balke us se Dua mangni chaiyee ke..wo humain himmat de ke..hum her halat ka samna kersakain...us mushkil ghari ko kat sakain jo humare uper hai...:)
Comment
-
Re: Bardasht!!!
w/salaam...!!!
well bohut baar esa hua hai k lagta tha k shayed yeh end hai aur iss k baad kuch bhi nai hai...!!!
lekin phir yeh hota k aahista aahista woh waqat guzar jata aur zindagee phir normal ho jaati...!!!
esa kai baar hua...!!!
phr me ne aik cheez realize ki k zindagi mai jo bhi waqat aye jesi bhi situation ho uss ka muqabla kerna chaiye aur zindagee k saath saath chalna chaiye tu phir zindagee bohut sehal aur asaan ho jaati hai...!!!
phr iss k saath saath quran ki study se maloom hua k ALLAH apney bandey per utna hi bojh dalta hai jitna woh berdasht ker sakey...tu jab yeh me ne perha tu phir uss k baad se jab bhi koi esi situation hoti hai tu mujhey yeh yaqeen hota hai k jitni bhi tension ho jaye ya jitni bhi prob ho jaye kam iz kam meri berdasht se bahir nai ho sakti...!!!
infact pehley bhi kabhi esi koi tension nai hoti thi k berdasht na ker saktey lekin uss time yeh ilam nai tha bcz study nai thi quran ki uss time...!!!
in short 2 baten...!!!
1. kuch bhi ho jaye kabhi insaan ki berdasht se bahir koi museebat nai atti uss per...!!!
2. aur jab koi museebat aa jaye tu wa wela kerney ki bajaye uss ko samajhna chaiye bcz samjhney se woh museebat hall hogi na k shor kerney se...!!!
ahoo...!!!
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Gul View PostSometimes aap jitni b koshish karein situations aisi az khud ban jaati hein k ..Jo aap k liyay bardasht se bahir ho jaati hein .....SOEMTIMES kisi ka behavior ....kisi ki Dealings ...But
wahi k inn situations k liyaya aap kabhi b mentally prepare nahi hotay ...Taa AAN k ....Wesay situation dobara ho jaa-ay ..
Tu naturally Temperament lose nahi karna chahiyay ..aur jis hadd tak b hai aap oss place se gurez karein ..( jo k mein aksar karti hoon .:) ...) I JUST leave the place ......and kuch deyr mein normal...But if problem ...qaim hai Tu sirf khamoshi.......aur agar kabhi ziada lambi baat ho ..tu ..gahr se bahir tu nahi ....But ....tu WASHROOM mein ghuss jaati hoon :) .
Haan aur DARD kabhi bataa kar nahi atay oss k liyay KHUD APNAY ALLAH K SATH TIME BITANAY ki zaroorat hai..tab bardasht aa jaati hai:rose
gul aap ki baton se "billi ko dekh ker kabooter ankhen band ker leta hai aur samajhta hai k me bach gaya hon" wala tasur mill raha hai...!!!
kabhi bhi museebat se bhagna museebat ka hal nai hota bulkey uss se museebat zada complicated ho jatti hai...!!!
doseri baat yeh k realistically agar dekha jaye tu yeh dunya tu puri ki puri insaan ki birth se le ker death tak aik imtihaan gaah hai aur yeh baat sab ko maloom bhi hai phir bhi yeh tu bohut anokhi si baat hai k insaan kisi kisam k imtihaan k liye prepare na ho...!!!
jahan tak baat hai ALLAH ji per bherosey ki tu i agree with u k ALLAH ji per bherosa ba hesiyat-e-musalmaan har musalmaan ka hona chaiye lekin ALLAH ji ne hi kaha hai k khali mujh per bherosey se kuch nai hoga herkat bhi kerni perey gee werna anjaam kaar kiya hoga k museebat insaan ko nigal jaye gee...!!!
ahoo...!!!
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Masood View PostPehley pehal main socha karta tha kah aisi situations mein kya karna chahiyey - magar jab aisi soorat-e-haal mein parrey to patah chala keh what matter you do, what matter you think, you cannot change the reality - Jo ho chuka - ho chuka us per apney sabar ka daman chhorrney sey aur bardasht sey bahir honey sey kuchh nahin ho ga - shayid sabar jitna mushkil hai, utna hi meetha hai...
Originally posted by naveed iqbal View Postjab asi suratehal ho to hamain sab say pehlay ye dekhna chahiye keh jis wejha say ham prashan hain is ki aakhri had kea ho sakti hay
aur us kay zeyada say zeyada kea nuqsanat ho saktay hain
jab ham is bat ka andaza ker lain gay to hamain us kay liye khud ko teyar karna chahiya keh ham zeyada say zeyada ko berdashat ker sakain
is tereh koi bhi bat ya masla itni shaddat say ham per hamla aawer nahain ho sekay ga
Originally posted by Innocent sweet girl View Postzaberdasttt Gull..ap ne bohattt sahii kah..100% achi baat ki haii...:)
xenya...humain kabhi bhi Allah se apne bhrosay ko kamzoor nahi hone dena chaiyee..
beshek..Allah humain thore waqt ke liye koi na koi imtehaan main dalte hain...or kuch halat tu aise hote hain ke hum berdasht nahi kerpatay..per phir bhi hum kerlete hain...or hum main se kcuh aise log hainjo..aise halatoo per..Allah per se..apna bhrosay ko kamzoor hone dete hain...un se sawal kerne lagte hain ke..Allah aisa kyun..kyun hoa...
per hum yeh bhol jatay hain ke...Allah jo kaam bhi kerte hain..us main humarii hi behtrii shamil hotii haii..
or humain Allah ne itnii Quwate takat tu di hai..ke hum dunyaa main berdasht ki had ko seh skain..jahn tek muje lagta hai..Allah kabhi apnii makhlook per aise halat nahi bana dete ke..insaan us ko berdasht na kersake...Ager kuch aisa masla hota hai..tu is ka mutlab hai..hum main itni quwate berdasht hai..ke hum is masle ko seh sakain.....:)
Allah tu bohat meherban hain...Raheem hain...
Allah per her halat mai bhrosa rekhnaa chaiyee...kabhi bhi apnee yaqeen ko kamzoor nahi kerna chaiyee..Allah se sawal nahi kerlene chaiyee..
balke us se Dua mangni chaiyee ke..wo humain himmat de ke..hum her halat ka samna kersakain...us mushkil ghari ko kat sakain jo humare uper hai...:)
Originally posted by Mind hackeR View Postw/salaam...!!!
well bohut baar esa hua hai k lagta tha k shayed yeh end hai aur iss k baad kuch bhi nai hai...!!!
lekin phir yeh hota k aahista aahista woh waqat guzar jata aur zindagee phir normal ho jaati...!!!
esa kai baar hua...!!!
phr me ne aik cheez realize ki k zindagi mai jo bhi waqat aye jesi bhi situation ho uss ka muqabla kerna chaiye aur zindagee k saath saath chalna chaiye tu phir zindagee bohut sehal aur asaan ho jaati hai...!!!
phr iss k saath saath quran ki study se maloom hua k ALLAH apney bandey per utna hi bojh dalta hai jitna woh berdasht ker sakey...tu jab yeh me ne perha tu phir uss k baad se jab bhi koi esi situation hoti hai tu mujhey yeh yaqeen hota hai k jitni bhi tension ho jaye ya jitni bhi prob ho jaye kam iz kam meri berdasht se bahir nai ho sakti...!!!
infact pehley bhi kabhi esi koi tension nai hoti thi k berdasht na ker saktey lekin uss time yeh ilam nai tha bcz study nai thi quran ki uss time...!!!
in short 2 baten...!!!
1. kuch bhi ho jaye kabhi insaan ki berdasht se bahir koi museebat nai atti uss per...!!!
2. aur jab koi museebat aa jaye tu wa wela kerney ki bajaye uss ko samajhna chaiye bcz samjhney se woh museebat hall hogi na k shor kerney se...!!!
ahoo...!!!" Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Gul View PostSweetooo.................:rose
ALLAH TAALAH KO KHUSH KARANA BUHAT AASAAN HAI .....jab ahadess se hamein pata chalta hai ,...K agar ek bachay ki 70 mothers houn ....aur wo oss bachay se jitna piyaar karein ....TU ALLAH APNI Favorite Creation se itna ziadaa piyaar karta hai Tu seochein kia ALLAH KO KHUSH karna koi mushkil hai ...AAP ALLAH KI EBADAT ko apna asloob banan Lein ..Oth-tay beyth-tay Alhamdolillah kahain ..cha-ay PAIN HO YA GAIN ...... aap Ko jitna sakoon milay gaa Samjhein ALlah aap se raazi hai ....aur ek baat ..
QURAN-EPAK mein aik ayat ka hissa hai
*LA TAQNATU MIN REHMATU ALLAH.*.... yani mafhoom yeh k ...Allah ....Ki rehmat se mayoos nahi Hoan chahiyay ....
yeh hum jaisay loagoun k liyay hee jo TOUBA ka rasta chahtay hein aur mayoos hotay hein k ALLAH taalah tu hum se Naaraz hai ...wo kaisay hamarti baat sunay gaa,,! Tu ....JANOO....ALLAH TAALH nay tu oss b bukhsh diya ....Jiss 99 qatal kiyay thay ..KION K oss ki niyat RAJOOO....yani REPENTANCE . ki niyat thee...bass itni see bat :)
Aap agar yeh samjhi hein k ....AAAP SE ALLAH TAALH KHUSH NAHI ...( yeh tu ALLAH hee behtar janta hai ) Tu aap Toba ka rasta Khalooss-dil se apna-ein ...Mayoosi haqeeqatan kufar hai (kion iss ka matlab hai Aap ka bharosa NAOO ZU BILLAH ALLAH per nahi raha....) Tu JAB AALLH PER BHAROSA HAI tu ..janOOO kahay ka ghum :) hmm?
gul ji m agreed with u 101 %...!!!
lekin yeh tu sirf haqooq ALLAH ki adaigi ki baat ho gai na jo k ALLAH ji k ikhtiyaar mai hai k agar hum yeh haqooq purey na bhi keren tu ALLAH ji maaf ferma den gey...!!!
but wats about haqooq al-ibaad...????
jin k barey mai ALLAH ji ne fermaya hai k woh tu ME (yaani ALLAH) uss time tak maaf nai keron ga jab tak woh banda maaf na ker dey jis ki haq talfi hui hai...!!!
aur agar aap ghor keren iss dunya mai esey halaat k jab berdaasht ki hud khatam ho jati hai tabhi pedah hotey hain jab haqooa al-ibaad purey nai hotey...!!!
me ne tu apni mukhtasir si zindagee mai yehi dekha hai aur mujhey tu samajh bhi yehi ai hai k museebaton k pahar ussi waqat toot-tey hain jab haqooq al-ibaad purey nai hotey...!!!
ahoo...!!!
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Xenya View Postshukran for kafi kaam ki baateiN :thmbup:
afuwan ya miss xenya... :)
ahoo...!!!
Comment
-
Re: Bardasht!!!
U R MOST WELCOME DEAR ...HUM nay kab taala hai aap ki baat ko, Alfaz mein b tabhi sakoon hai jab sun-nay wala aur kehnay wala DONO
Pur Kholoos Houn :) .Khush rahiyay ..!
Originally posted by Innocent sweet girl View Postzaberdasttt Gull..ap ne bohattt sahii kah..100% achi baat ki haii...:)
xenya...humain kabhi bhi Allah se apne bhrosay ko kamzoor nahi hone dena chaiyee..
beshek..Allah humain thore waqt ke liye koi na koi imtehaan main dalte hain...or kuch halat tu aise hote hain ke hum berdasht nahi kerpatay..per phir bhi hum kerlete hain...or hum main se kcuh aise log hainjo..aise halatoo per..Allah per se..apna bhrosay ko kamzoor hone dete hain...un se sawal kerne lagte hain ke..Allah aisa kyun..kyun hoa...
per hum yeh bhol jatay hain ke...Allah jo kaam bhi kerte hain..us main humarii hi behtrii shamil hotii haii..
or humain Allah ne itnii Quwate takat tu di hai..ke hum dunyaa main berdasht ki had ko seh skain..jahn tek muje lagta hai..Allah kabhi apnii makhlook per aise halat nahi bana dete ke..insaan us ko berdasht na kersake...Ager kuch aisa masla hota hai..tu is ka mutlab hai..hum main itni quwate berdasht hai..ke hum is masle ko seh sakain.....:)
Allah tu bohat meherban hain...Raheem hain...
Allah per her halat mai bhrosa rekhnaa chaiyee...kabhi bhi apnee yaqeen ko kamzoor nahi kerna chaiyee..Allah se sawal nahi kerlene chaiyee..
balke us se Dua mangni chaiyee ke..wo humain himmat de ke..hum her halat ka samna kersakain...us mushkil ghari ko kat sakain jo humare uper hai...:)
Bey shak and Sab se bari dua har problem mein ....ALAHMDOLILLAH hai .. and BEYSHAK LA HOLA WALA QUWATA ILL BILLHA ....b ..ek mazboot dua hai ...Kion k Allah k siwa koi b quwat wala nahi aur sab tareefein ossi k liyay hein ......Oss ki raza mein apni raza ..bass ! :)
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Zindagee mein boht baar Aisee situations ka dsaamna karna para ...Lekin Is Year mein kuch months pehlay to is hadd tak naaqabil e berdasht Situation aaey k kuch sujhhaey nahin deta tha ..aur us waqt humnay ye soch k khud ko samjhaya aur us naaqabil e berdasht siatuation ko handle kiya k JO Hona hay Wo to ho k hee rehta hay ..........................Aur WO ZAAT PAAK jo karay Behter hee hota hay ..chahay humein us mein bazahir behtaree nazar na aaey ...
So Aisee siatuation mein WAZUU kar k kuch nawafil perh k SABAr ki duaa maangtay hain :)Aur US KI RAZA mein razai honay ki duaa...........................................N i think it is the best way to handle it .................kiun k na bhi berdasht kiya jaaey jaey to waqt guzar jata hay lekin bht mnushkil So sabr ka daaman thaam k guzar lein to Aasan ho jata hay waqt guzarna:)sigpic
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Mind hackeR View Posthmm...!!!
gul aap ki baton se "billi ko dekh ker kabooter ankhen band ker leta hai aur samajhta hai k me bach gaya hon" wala tasur mill raha hai...!!!
kabhi bhi museebat se bhagna museebat ka hal nai hota bulkey uss se museebat zada complicated ho jatti hai...!!!
doseri baat yeh k realistically agar dekha jaye tu yeh dunya tu puri ki puri insaan ki birth se le ker death tak aik imtihaan gaah hai aur yeh baat sab ko maloom bhi hai phir bhi yeh tu bohut anokhi si baat hai k insaan kisi kisam k imtihaan k liye prepare na ho...!!!
jahan tak baat hai ALLAH ji per bherosey ki tu i agree with u k ALLAH ji per bherosa ba hesiyat-e-musalmaan har musalmaan ka hona chaiye lekin ALLAH ji ne hi kaha hai k khali mujh per bherosey se kuch nai hoga herkat bhi kerni perey gee werna anjaam kaar kiya hoga k museebat insaan ko nigal jaye gee...!!!
ahoo...!!!Array wah aap ki itni khoobsoorat daleel tu meinn ay parhi hee nahi :):):) BILI AUR KABOOTAR WALI ....I dont think k aap ka tasawar meri iss post per kahin b poora aata ho...Hum nay zindgee ka jo time guzara and problems deykhein oss ki detail har ek k pass ho gee and har kisi ko problems hoti hein ....os ka samna hamein BILI ban kar tu har giz nahi karna naa jee....SIRF AUR SIRF HIKMAT Se karna hai....And by the way ALLAH jeee nay kahan aisa kaha hai ....so mein nay red kia hai .? Aap BHRAOSAY KI BAAT KARTAY HEIn .....janab....ALALH PER TRUST k bina Panadol ki tablet b asar nahi karti ...ser dard k liyay ...aur kabhi kabhi Bharosa aik misri ki piece mein b asar daal deyta hai ..kamal kartay hein aap ...ALLAH per bharosay ko kabootar aur bili wali baat kehtay hai ..so strange ....! Mera khena and man-naa ,,and mera personal experience hai ..k mein nay jin mushkilaat a b mujhay saman hwa ..Mein ALALH PER BHAROSA kia and mein allah mailk hai dil se mana....tu mujhay Allah nay sakoon diya ...aur jo b end result howa oss per b sakoon diya...ZIKAR ULLAH ....behtareen cheez hai dil ko sakoon k liyay and then TRUST IN ALLAH AND TRUST IN URSELF k aap koi SHIKWA nahi karein gay ....ALLAH SE sirf har haal mein shukar adaa karein gay ....Tab ...AAP KO SAKOON haasil ho ga .....!
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Originally posted by Mind hackeR View Posthmm...!!!
gul ji m agreed with u 101 %...!!!
lekin yeh tu sirf haqooq ALLAH ki adaigi ki baat ho gai na jo k ALLAH ji k ikhtiyaar mai hai k agar hum yeh haqooq purey na bhi keren tu ALLAH ji maaf ferma den gey...!!!
but wats about haqooq al-ibaad...????
jin k barey mai ALLAH ji ne fermaya hai k woh tu ME (yaani ALLAH) uss time tak maaf nai keron ga jab tak woh banda maaf na ker dey jis ki haq talfi hui hai...!!!
aur agar aap ghor keren iss dunya mai esey halaat k jab berdaasht ki hud khatam ho jati hai tabhi pedah hotey hain jab haqooa al-ibaad purey nai hotey...!!!
me ne tu apni mukhtasir si zindagee mai yehi dekha hai aur mujhey tu samajh bhi yehi ai hai k museebaton k pahar ussi waqat toot-tey hain jab haqooq al-ibaad purey nai hotey...!!!
ahoo...!!!haqooq ul ibaad ka aap nay zikr kia ....Aap jab DEEN ko sahi samjhein gay tu aap ka yaqeen har cheez per ...mazboot hota hai ....
jo ALLAH KI TARAF SE TAKLEEF YA PROBLEM AATI HAI iss ka matlab har giz yeh nahi k wo sab se ziyada gunahGaar hai .....ALLAH imtehan se bacha kar rakhay ....magar Allah k peghambar aap sab islamic history otha kar deykhein k onn k liyay kitnay kitnay problems .. aa-ay ..and onn nay har waqt Alhamdolillah .... kaha aur Alalh nay onn per aasaani ki ...kia Onhoun nay .....Apnay loagoun se sahi salook nahi kia ....haqooq ul ibaad adaa nahi kiyay ?????????????
:mm:
Comment
-
Re: Bardasht!!!
Walaykumsalam.
itni dair baad mujhe ye topic nazar aya :donno:. koi acha topic start kia karo tu PM kar dia karo :D
Acha mein bhi es pe apnay comments doon ga lekin baad mein inshAllah :)Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
Re: Bardasht!!!
bohat baar aisa hota hai.hua hai aur yaqeenan hoga bhi kiyun k her cheez zindagi mein hamari soch ya marzi k mutabiq nahin ho sakti.bohat baar bardasht jawab dey jati hai.lekin phir bhi main chup hee rehti hoon.kiyun k ghussa kernay say amooman munn say aisi batein nikal sakti hain k baad mein banda khud bhi pachtata hee hai.is liye khamoshi hee ikhtiyar kerni chiye.bohat say masail ka hal khamoshi he hai.sochtay hain tujhay wazoo ker kyun tera ehtaram kertay hain:)
Comment
Comment