Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
dua mein assar
Collapse
X
-
Re: dua mein assar
haan kuch aisa hi hai mere saat .... bad dua aaj tak kisi ko nahi di so i dont know about that lekin dua kobool hovi hai .. kionke meri hamesha Allah(swt) se yehi dua hoti hai ke jo mere liye behtar ho tu wohi karna ... :D:Badi gundi dunya hai yeh...
-
-
Re: dua mein assar
Haan ji hota hay Aissa k kuch logon ki duaaen qabool jaldee hoty hain:) ...AllahTALA Sirf BAY NAMAZI Ki dua qabool nahin kertay ............kiun us per ALLAH apni saree Blessing uthha letay hainLast edited by Eshaa Chaudhry; 19 December 2007, 19:18.sigpic
Comment
-
Re: dua mein assar
Originally posted by D@y W@lk3r View Postmairi to koi dua kabool hi nahi hoti.. tum aisa karo mairay liyah dua karo kay rani mukher ji mujhay mil jay:khi:
phir dekhieey ga aap ko lagay ga k apaki duaean qabool hoty hainsigpic
Comment
-
Re: dua mein assar
Mey ney kabhi dua maang ker ye cheez nahi note ki key wo qabool hoti hai ya nahi...dunno why....magar abhi iss thread mey sab ki posts perh ker .... thori deyr iss pey socha hai .... n can just say one word Alhumdulillah....." Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "
Comment
-
Re: dua mein assar
DUA mangtay rehna Allah KO pasnad hai and it is a Nature of human K wo Kisi na kisi turr per Allah taalaah se mangta rehta hai ..Allah jee Yeh kahana sahi ban , ja-ay ..Allah jee mein bazaar ja rahi hoon tu jo chahti hoon wo mil ja-ay Khawari na ho..... ya gahr mein koi cheez na mil rahi ho tu Allah jee bass mil - ja-ay ..I mean choti C choti cheez k liya Hum Allah se mangtay rehtay hein ....Kabhi poori ho jaa-ti hai kabhi nahi ...magar jab nahi b hoti tu ..tu iss ka jar hamein paat hai K aakhirat mein har ( ja-iz) dua ka ajar hai .....Hamein har waqt Allah taalah se yehi dua karni chahiyay k ALLAH tu meray dil ki har baat , har NIYAT , har Khawahish janta hai ....bass Agar wo meray liyay behtar hai tu poori kar dey nahi tu mujhay oss mein apni Raza mein raazi ho janay ka sakoon dey ...ameen ....aur aap yaqeen kijay iss se cha-hay for teh time being ... SKOON aa jata hai ..!Alhamdo lillah..
aik baaT Rafi bhai k liyay ....PLZ KISI K LIYAY BAD DUA MUTT kijay ......not even to TEST k aap ki poori hoti hai ya nahi ..Kion k ..HONA tu wahi hai jo ALLAH TAALAH ka Hukam ho ga , magar iss ka Bad effect kahin aap per na ho ja-ay ....ALLAH AAP KO HUM SAB KO APNAY HIFZ O AMAAN MEIN RAKHAY ameen sum ameen ...! Khush rahiay...!
Comment
-
Re: dua mein assar
Originally posted by Gul View PostDUA mangtay rehna Allah KO pasnad hai and it is a Nature of human K wo Kisi na kisi turr per Allah taalaah se mangta rehta hai ..Allah jee Yeh kahana sahi ban , ja-ay ..Allah jee mein bazaar ja rahi hoon tu jo chahti hoon wo mil ja-ay Khawari na ho..... ya gahr mein koi cheez na mil rahi ho tu Allah jee bass mil - ja-ay ..I mean choti C choti cheez k liya Hum Allah se mangtay rehtay hein ....Kabhi poori ho jaa-ti hai kabhi nahi ...magar jab nahi b hoti tu ..tu iss ka jar hamein paat hai K aakhirat mein har ( ja-iz) dua ka ajar hai .....Hamein har waqt Allah taalah se yehi dua karni chahiyay k ALLAH tu meray dil ki har baat , har NIYAT , har Khawahish janta hai ....bass Agar wo meray liyay behtar hai tu poori kar dey nahi tu mujhay oss mein apni Raza mein raazi ho janay ka sakoon dey ...ameen ....aur aap yaqeen kijay iss se cha-hay for teh time being ... SKOON aa jata hai ..!Alhamdo lillah..
aik baaT Rafi bhai k liyay ....PLZ KISI K LIYAY BAD DUA MUTT kijay ......not even to TEST k aap ki poori hoti hai ya nahi ..Kion k ..HONA tu wahi hai jo ALLAH TAALAH ka Hukam ho ga , magar iss ka Bad effect kahin aap per na ho ja-ay ....ALLAH AAP KO HUM SAB KO APNAY HIFZ O AMAAN MEIN RAKHAY ameen sum ameen ...! Khush rahiay...!
Allah fermate hain kee..Muj se mangoo main tumahin doon ga...yahn tek ke...mai ne aik jaga perha tha..ke Allah fermate hain..choti se choti cheez bhi...Namakk tek...mangoo main don gaa...perr duaa kholoss or sachee dil se honi chaiyeee..
sache man se sachee kholoos se mangi hoi dua zarore kabool hoti haii..
or Raffi..ap se mai wohi kahon gi jo ke Gul ne kah...Kabhi bhi kisi ko badua nahi deni chaiyee..chahe koi kitna bhi bura kerjay....
balke ulta yeh dua kerni chaiyee...Allah hadait dain...
or merii dua..kabool hojatii hain..Allah ka shuker hiaii...wo meri sunte hain..besehk kuch duaoo ko thora waqt lagta hai..per wo dua zarroe kabool kerte hain...:)
Comment
-
Re: dua mein assar
hmmm...!!!
janab duayen tu sab musalmanoo ki qabool hoti hain aur ussi waqat qabool ho jati hain jab woh mangi jati hain...haan ALLAH ji unn duaon ka badla apni merzi se detey hain yaani yeh sab tu ALLAH ji k ilam mai hi hai na k inssan k liye kis waqat mai kiya cheez behter hai aur kiya nai...iss liye baaz duaon ka phal ussi waqat mill jata hai aur baaz ka kuch waqat guzarney k baad aur baaz duaon ka phal insaan ko zindagee mai nai milta tu phir woh akhirat mai roz-e-hissab miley ga insha ALLAH...!!!
bcz yeh ALLAH ji ka wada hai k woh kisi ko apney gher se khali haath nai lotata bulkey aik hadees ka mafhoom hai k jab koi musalmaan ALLAH ji k samney dua k liye haath buland kerta hai tu ALLAH ji apney farishton se fermatey hain k MUJHEY (yaani ALLAH ko) sharam atti hai k MERA (yaani ALLAH ji ka) banda MUJH (yaani ALLAH ji se) se maang raha hai aur ME (yaani ALLAH ji) uss ko APNEY (yaani ALLAH ji k) derbaar se khali haath lotaon...!!!
so mujhey bhi ALHUMDULILLAH yaqeen hai k meri duain bhi qabool hoti hain ALHUMDULILLAH...!!!
ahoo...!!!
Comment
-
Re: dua mein assar
Originally posted by Gul View PostDUA mangtay rehna Allah KO pasnad hai and it is a Nature of human K wo Kisi na kisi turr per Allah taalaah se mangta rehta hai ..Allah jee Yeh kahana sahi ban , ja-ay ..Allah jee mein bazaar ja rahi hoon tu jo chahti hoon wo mil ja-ay Khawari na ho..... ya gahr mein koi cheez na mil rahi ho tu Allah jee bass mil - ja-ay ..I mean choti C choti cheez k liya Hum Allah se mangtay rehtay hein ....Kabhi poori ho jaa-ti hai kabhi nahi ...magar jab nahi b hoti tu ..tu iss ka jar hamein paat hai K aakhirat mein har ( ja-iz) dua ka ajar hai .....Hamein har waqt Allah taalah se yehi dua karni chahiyay k ALLAH tu meray dil ki har baat , har NIYAT , har Khawahish janta hai ....bass Agar wo meray liyay behtar hai tu poori kar dey nahi tu mujhay oss mein apni Raza mein raazi ho janay ka sakoon dey ...ameen ....aur aap yaqeen kijay iss se cha-hay for teh time being ... SKOON aa jata hai ..!Alhamdo lillah..Originally posted by Innocent sweet girl View PostBilkul sahi kah ap ne gull...
Allah fermate hain kee..Muj se mangoo main tumahin doon ga...yahn tek ke...mai ne aik jaga perha tha..ke Allah fermate hain..choti se choti cheez bhi...Namakk tek...mangoo main don gaa...perr duaa kholoss or sachee dil se honi chaiyeee..
sache man se sachee kholoos se mangi hoi dua zarore kabool hoti haii..
agreed with both of u...!!!
ahoo...!!!
Comment
Comment