Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Chand

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Chand

    ummmmmmmmmmmmmm! angezi mein Tu nahi pata ....It is a Bird ....

    And i think ...it flies to Touch the CHAAND ........ :)

    Comment


    • #32
      Re: Chand

      Originally posted by Gul View Post
      ummmmmmmmmmmmmm! angezi mein Tu nahi pata ....It is a Bird ....

      And i think ...it flies to Touch the CHAAND ........ :)
      ahan mujhey nahi maloom tha :d thanks :ff:

      jaisey ye bhi kaha jata hai key samundar ki lahroN ko bhi chand sey ishq hota hai .... aur jab full moon ho to ye lehreiN bhi itni unchi hoti hein jaisey chaand ko choona chahti hon
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: Chand

        and it is fact ....I have seen that personally ...K full moon night ko WAVES buhat ziyada shor karti hein .....And it is seen ..By my Gunah Gaar aankhein :P
        Last edited by Gul; 21 December 2007, 01:21.

        Comment


        • #34
          Re: Chand

          Originally posted by Gul View Post
          and it is fact ....I have seen that personally ...K full moon night ko WAVES buhat ziyada shor karti hein .....And it is seen ..By my Gunah Gaar aankhein :P
          ahan .... :D

          chaleiN jab kabhi mey kisi samundar pey jaoun to zaroor deykhun gi :D
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Re: Chand

            Mujhay ek baar nahi kai baar aisa itefaaq howa hai ..kion k meray fav, nature Views mein se ..
            AIK SUNSET ....and EK FULL MOON NIGHT ko BEACH per jana....and Alhamdolilah aisa kai baar howa ....jab hum Abudhabi mein thay ....My hubby....mujhay zaroor ley kar jaatya thay ....ek aadh baar SUN rise deykhnay ka shoak raha magar wo nahi ho saka kion ....sea per buhat mist hoti thee ....fog and misty morning mein sun rise nahi deykh sakay ...:) anyway ..!

            Comment


            • #36
              Re: Chand

              Originally posted by Masood View Post
              hmmm aap ko bhi mujhey HI dekhney ka chao hai Baila - per main har kisi ko deed to nahin deta na :D :p
              lagta hai yahan toh khush fehmi k mountains lagay hue hein.....:tauba
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: Chand

                Originally posted by ~*Baila*~ View Post
                lagta hai yahan toh khush fehmi k mountains lagay hue hein.....:tauba
                Mountains? Kahan hain? :donno: Denmark to aik flat country hai, idher mountain nahin hotey - aur woh bhi khushfehmiyon key :p
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #38
                  Re: Chand

                  walikum aslam !!

                  to shair ata hai...


                  tujhs3 miln3 ki dua lub p3 na ajay3 kahin
                  chand ko d3kh kar yun ankh bacha li humn3

                  Comment


                  • #39
                    Re: Chand

                    salamz
                    main jab chand ki dekhti hoon tu ya khayal zarour aata hai ke jab NAbi-e-kareem SAW ke isharey se do tukrey hua ho ga tu kesa laga ho ga

                    Comment


                    • #40
                      Re: Chand

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      salamz
                      main jab chand ki dekhti hoon tu ya khayal zarour aata hai ke jab NAbi-e-kareem SAW ke isharey se do tukrey hua ho ga tu kesa laga ho ga

                      :salam: Superb reply....:jazak:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Chand

                        Originally posted by Gul View Post
                        :salam: Superb reply....:jazak:
                        thank you ji

                        Comment


                        • #42
                          Re: Chand

                          Originally posted by Shaka View Post
                          Har saal 4 saal se jab bhi chand dekhta hon tu yehi kehta hon ...Aye chand teri chandni ki kasam ... merai paas b aik chand hai ..tujh mai tou phir b daagh hai ... mera chaand tou bedaagh hai..... :D:

                          yeh SONG tu I think 2 ya 3 saal purana hai ....aap oss se pehlay walay saal mein kia soachtay thay Chaand ko deykh kar:mm::shh::D:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Chand

                            Originally posted by Gul View Post
                            yeh SONG tu I think 2 ya 3 saal purana hai ....aap oss se pehlay walay saal mein kia soachtay thay Chaand ko deykh kar:mm::shh::D:
                            Yehi sochta tha ke yaar yeh Chand kitna pyara hai mere chand ke samne kuch nahi hai :kr:ab yeh na kehna yeh dialouge bhi bohat porana hai :kr:
                            Badi gundi dunya hai yeh...

                            Comment


                            • #44
                              Re: Chand

                              Originally posted by Masood View Post
                              Jabhi mujhey nazar lagi hui hai kitni baar kaha hai itna na tarra karo mujhey shammooooo aati hai :blush:



                              Allah tobaaaa.....Chand or Aap :SubhanAllhaa::kr::kr::kr:


                              chand ko laga howa girhan tu ho saktay hain per Chand :na:

                              yahan tu babon ko b zukam howa howa hai:kr::kr:



                              ap wo ho saktay hain jo chand k ander kalaaaaaaa sa kuch hota hai.....Chand tu bilkul b nahi na...yeh khushfehmi unfortuntaly wo apnay dil say nikalni ho gi:kr::kr::kr:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Chand

                                Originally posted by Fari View Post
                                kiyakaray shakh bechari us ko chand dekhna hota ha per ap yani chand per dhagh per bhinazar par jati ha:kr::kr::kr:


                                :kr::kr::kr::kr::kr::kr:

                                Comment

                                Working...
                                X