Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mujhe Fiqr-e-Jehan !

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

    @ naveed_iqbal , Xenya ,hamzad , and Yaaram
    Ap logoo'n ka bohat shukariya kay ap logo'n ne apnay khayalat ka izhaar kia, mein ghalat kisi ko nahi kahoon ga har banday nein apni mutabqit kay lehaaz se apnay khayalat ka izhaar kia hai...

    aur unka bhi shukariya jinko topic acha laga.

    ab mein bhi kuch share karta hoon...
    Last edited by GumShuda; 20 December 2007, 09:04.
    Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
    Sadly, common sense is not very common..!!

    Comment

    • #17
      Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

      aik waqt ho ga sis aap ki yeh fikar bhi 4 sec ki hi reh jaye gi - jo cheez fani wajood rakhti hain - aap kis hadh tak un ki fikar kar sakti hain? kitni deir kitne seconds? humari asal fikar fani wajood nahi balke lafaani dunya ki honi chahye:rose
      Allah

      Comment

      • #18
        Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

        AsalamOalaikum.

        Agar Koi cheez meri ho ya kisi aur ki tu Mujhe dono'n surtoo'n mein oska khayal rakhna chahiye insaniyat Kay Natay.....

        Kuch Loog es duniya mein atay hain aur maqsad tu ek hi hota hay lekin unka Tareeqa mukhtlif hota hai kaam karnay ka. Tu kuch loog chup chaap es duniya se Chalay jatay hain aur kisi ko pata bhi nahi chalta aur kuch loog es tarah ka kaam kartay hain kah unka rehti duniya tak naam rah jata hai.

        Ap Tareekh ( history ) ko jaanch kar daikhain wo loog jinho'n ne bina gharaz kay dosroo'n kay lye kuch kia unka naam aj tak zinda hai chahay wo muslmaan ho ya na'msulim lekin es cheez ka aghaaz muslman'n se hi howa aur wo islam se pahlay jo jo loog apnay nabyo'n ko mantay thay wo bhi muslmaan hi thay. lekin baad mein ghair muslmano'n ne bhi waisay hi kaam karnay shero kar diye.

        For example , ek banda ibadat karta hai tu oska maqsad Allah ki khushnoodi hasal karna hi hota hai ....tu oskay muqablay mein doosra banda dasroo'n ko bhi ibadat per laga dai aur so on tu wo haqeeqat mein tu Allah ko khush kar raha hai chahay os ki intentions logoo'n ki bhalaii krna hi ho aur os mein koi khud gharzi na ho...

        Agar hum doosro'n ki madad nahi kartay ya kisi ki fikar nahi kartay tu wo tu os se kia ho ga ? ho sakta hai thora bohat faraq paray.... Lekin Agar hum kisi ki madad kar dain tu kitna faraq paray ga ? Mera Khayal hai bohat zayada.... es ki mein ek misaal daita hon..
        Ek baar mera accident howa raat kay waqat bohat bara accident nahi tha bas kuch loog thori door hala gula kar rahay thay tu un mein se ek larki aur os ka bhai meray paas aa gai halankah tab tak mein gari se bahir nikal chuka tha aur fone pe mein ne tow truck ko bhi bulwa lia tha, os larki ne kaha do u mind if i stay with u until someone come n pick u up. tu mein ne kaha haa'n koi baat nahi thanks unkay kuch dost thay tu us larki ka bhai unko drop karnay chala gaya aur wo larki meray paas khari rahi jab tak tow truck nai aya ..aur batain karti rahi mein kaafi paraishan ho gaya tha tu kaafi hosla howa... agar wo aur oska bhai na atay tu faraq parta ?
        unko kia zaroorat thi kisi ki fikar karnay ki ?
        Lekin os se jitna mujhe dilasa mila os ka koi andaza nai kar sakta.

        Loog akhrat ki fikr kartay hain apni fikar kartay hainn.........
        Lekin mera khayal hai agar hum doosroo'n ki fikar karain tu indirectly hum apni hi fikar kar rahay hotay hain.... :) .

        baqi phir kabhi sahi.
        Wasalam
        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
        Sadly, common sense is not very common..!!

        Comment

        • #19
          Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

          Originally posted by naveed iqbal View Post
          you are right
          us waqt ko yad kertay rehna chahiye
          aur kuch zadereh bhi fraham kernay ki koshish kerna chahiye
          meray kheyal main sab say beri ebadat makhluqe Khuda kay kam aana hay
          bhalai kay kamon main mukhluq ki madad kerna hay
          ye hi wo cheez hay ko us waqt kay tinha safer ko bekhubi ser anjam denay kay liye muawan ho gi
          bahut acha topic hay
          Originally posted by GumShuda View Post
          AsalamOalaikum.

          Agar Koi cheez meri ho ya kisi aur ki tu Mujhe dono'n surtoo'n mein oska khayal rakhna chahiye insaniyat Kay Natay.....

          Kuch Loog es duniya mein atay hain aur maqsad tu ek hi hota hay lekin unka Tareeqa mukhtlif hota hai kaam karnay ka. Tu kuch loog chup chaap es duniya se Chalay jatay hain aur kisi ko pata bhi nahi chalta aur kuch loog es tarah ka kaam kartay hain kah unka rehti duniya tak naam rah jata hai.

          Ap Tareekh ( history ) ko jaanch kar daikhain wo loog jinho'n ne bina gharaz kay dosroo'n kay lye kuch kia unka naam aj tak zinda hai chahay wo muslmaan ho ya na'msulim lekin es cheez ka aghaaz muslman'n se hi howa aur wo islam se pahlay jo jo loog apnay nabyo'n ko mantay thay wo bhi muslmaan hi thay. lekin baad mein ghair muslmano'n ne bhi waisay hi kaam karnay shero kar diye.

          For example , ek banda ibadat karta hai tu oska maqsad Allah ki khushnoodi hasal karna hi hota hai ....tu oskay muqablay mein doosra banda dasroo'n ko bhi ibadat per laga dai aur so on tu wo haqeeqat mein tu Allah ko khush kar raha hai chahay os ki intentions logoo'n ki bhalaii krna hi ho aur os mein koi khud gharzi na ho...

          Agar hum doosro'n ki madad nahi kartay ya kisi ki fikar nahi kartay tu wo tu os se kia ho ga ? ho sakta hai thora bohat faraq paray.... Lekin Agar hum kisi ki madad kar dain tu kitna faraq paray ga ? Mera Khayal hai bohat zayada.... es ki mein ek misaal daita hon..
          Ek baar mera accident howa raat kay waqat bohat bara accident nahi tha bas kuch loog thori door hala gula kar rahay thay tu un mein se ek larki aur os ka bhai meray paas aa gai halankah tab tak mein gari se bahir nikal chuka tha aur fone pe mein ne tow truck ko bhi bulwa lia tha, os larki ne kaha do u mind if i stay with u until someone come n pick u up. tu mein ne kaha haa'n koi baat nahi thanks unkay kuch dost thay tu us larki ka bhai unko drop karnay chala gaya aur wo larki meray paas khari rahi jab tak tow truck nai aya ..aur batain karti rahi mein kaafi paraishan ho gaya tha tu kaafi hosla howa... agar wo aur oska bhai na atay tu faraq parta ?
          unko kia zaroorat thi kisi ki fikar karnay ki ?
          Lekin os se jitna mujhe dilasa mila os ka koi andaza nai kar sakta.

          Loog akhrat ki fikr kartay hain apni fikar kartay hainn.........
          Lekin mera khayal hai agar hum doosroo'n ki fikar karain tu indirectly hum apni hi fikar kar rahay hotay hain.... :) .

          baqi phir kabhi sahi.
          Wasalam
          bhai aap dekh saktay hain keh mera bhi wo hi kheyal hay jo aap ka hay ferq serf ye hay keh aap nay zera tafseel say beyan kea hay

          Comment

          • #20
            Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

            Originally posted by Yaaram View Post
            aik waqt ho ga sis aap ki yeh fikar bhi 4 sec ki hi reh jaye gi - jo cheez fani wajood rakhti hain - aap kis hadh tak un ki fikar kar sakti hain? kitni deir kitne seconds? humari asal fikar fani wajood nahi balke lafaani dunya ki honi chahye:rose
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21
              Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

              koi example bhi dain ? :D
              Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
              Sadly, common sense is not very common..!!

              Comment

              • #22
                Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

                Originally posted by GumShuda View Post
                koi example bhi dain ? :D
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #23
                  Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

                  Bohat acha jawab dia hai mashAllah, i like it and thanks.

                  aur baki regarding your own last post .....

                  Mujhey ye iss topic sey related nahi lag rahi ya phir mujhey samaj nahi ayi :D
                  wo apko samjhanay kay lye nahi tha :D, ignore it :P

                  Ap bhi aaya karo dosroon kay kaam :P
                  Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                  Sadly, common sense is not very common..!!

                  Comment

                  • #24
                    Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

                    Originally posted by GumShuda View Post
                    Bohat acha jawab dia hai mashAllah, i like it and thanks.
                    you welcome
                    wo apko samjhanay kay lye nahi tha :D, ignore it :P

                    chaleiN achi baat hai :P

                    Ap bhi aaya karo dosroon kay kaam :P

                    ye cheez meyri ghutti mey shamil hai :hehe:
                    Last edited by Z.; 21 December 2007, 18:35.
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

                      Kia samjhein thein itni jaldi maan jaon ga apki yeh baat ? :P , wo jo oper likha tha wo reaction daikhnay kay lye kaha tha :D khairr kaam ki baat kartay hain..

                      acha batain agar Phool ki fikar na bhi karo gai tu koi faraq paray ga ???
                      Aur agar fikar kar li os phool ki tu kia Asraat muratab howay ???
                      Kia reason hai jis ki waja se fikar karni chahiye thi os phool ki ?
                      Agar ap fikar karti hain os phool ki tu kaisay karti hain ?????
                      Zara tafseel se samjhain yeh jawab 10 saal ka bacha bhi dai sakta hai :P
                      lekin ...
                      I need justificationnnnnn :P
                      Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                      Sadly, common sense is not very common..!!

                      Comment

                      • #26
                        Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

                        Originally posted by Xenya View Post

                        ye cheez meyri ghutti mey shamil hai :hehe:
                        ghutti kahan pe hai ??
                        shamil tu sab kay hoti hai .... Ap oska use bhi karti ho ya nahi ??? :P
                        Agar karti ho tu kaisay ? :D
                        Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
                        Sadly, common sense is not very common..!!

                        Comment

                        • #27

                          meyri umar 10 saal sey kam hai :P iss liye iss ka jawab nahi dey sakti to phir justifications to bohot door ki baat :hehe:

                          ye mahawratan kaha tha ....

                          aur isteymaal aeysey kerti huN key "naiki ker darya mey daal" :d ab ayi samaj

                          btw mujhey nahi maloom tha key mujh sey bhi ziada samajdaar log
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: Mujhe Fiqr-e-Jehan !

                            Originally posted by Xenya View Post
                            meyri umar 10 saal sey kam hai :P iss liye iss ka jawab nahi dey sakti to phir justifications to bohot door ki baat :hehe:

                            ye mahawratan kaha tha ....

                            aur isteymaal aeysey kerti huN key "naiki ker darya mey daal" :d ab ayi samaj
                            :D mujhe tu pahlay hi samajh aa gai thi, waisay khud bhi kabhi dariya mein utri ho ? :P

                            btw mujhey nahi maloom tha key mujh sey bhi ziada samajdaar log
                            ab maloom ho gaya na ab bholna nahi :P

                            Working...
                            X