Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Change of attitude

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Change of attitude

    Sathiyon .. Assalam o alaikum

    Maine yeh akser note kiya hai ke kuch log jo pehle ek normal life guzar rahay hote hain unke paas ek dum se paise ajain tu unka rawaya badal jata hai sabke saat.

    Iski kiya waja hai ?? Kia paisa hi sabse important cheez hai?? haan wo tu hai aajkal ke zamanay main ? lekin paisa aanay ke baad apna attitude change karlena kia yeh theek hai ?? do they do it on purpose?
    Badi gundi dunya hai yeh...

  • #2
    Re: Change of attitude

    Paisa Logo'n ka Dimagh Kharab kar Deta hai Yeh Tu Haqeeqat Hai Maghar Meray Nazdeeq Paisa Aik Ani Jani Se Cheez Hai Us par kia Takbur karna :S
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment


    • #3
      Re: Change of attitude

      hmm...!!!
      achanak pesa aney ki wajah se jin logon ka attitude badalta hai uski main reason yeh hai k woh log khud ko notice kerwana chahtey hain...
      n i agree with la'hasil...!!!

      Free call from net to fone.
      To 181 countries.
      100 % working and tested.

      Comment


      • #4
        Re: Change of attitude

        Originally posted by Shaka View Post
        Sathiyon .. Assalam o alaikum

        Maine yeh akser note kiya hai ke kuch log jo pehle ek normal life guzar rahay hote hain unke paas ek dum se paise ajain tu unka rawaya badal jata hai sabke saat.

        Iski kiya waja hai ?? Kia paisa hi sabse important cheez hai?? haan wo tu hai aajkal ke zamanay main ? lekin paisa aanay ke baad apna attitude change karlena kia yeh theek hai ?? do they do it on purpose?

        pasa agar achanak aur dokay bazi sa ay jaya too demag kharab ho jatay haaan....

        aur agar sahi mahnat sa kamaya hoo to demag kharab nahi hotay...:lpop:
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: Change of attitude

          Originally posted by La'hasil View Post
          Paisa Logo'n ka Dimagh Kharab kar Deta hai Yeh Tu Haqeeqat Hai Maghar Meray Nazdeeq Paisa Aik Ani Jani Se Cheez Hai Us par kia Takbur karna :S

          jab app ka pass pasa aiya to jana ka rasta mari taraf kar deya karaan:khi:
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Change of attitude

            Originally posted by Mind hackeR View Post
            hmm...!!!
            achanak pesa aney ki wajah se jin logon ka attitude badalta hai uski main reason yeh hai k woh log khud ko notice kerwana chahtey hain...
            n i agree with la'hasil...!!!

            mind hacker sb bat sirf itni ha ka joo loge nechlay tabkay sa uper jatay haan apni mehnat ka bal per un ka kabi demag kharab nahi hota....

            aksereyat un logoon ke kharab hoti ha jin ko versay ma melti ha dolat ya wo kesi ghalat tarekay sa kamatay haan....:lpop:
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Change of attitude

              Originally posted by Shaka View Post
              Sathiyon .. Assalam o alaikum

              Maine yeh akser note kiya hai ke kuch log jo pehle ek normal life guzar rahay hote hain unke paas ek dum se paise ajain tu unka rawaya badal jata hai sabke saat.

              Iski kiya waja hai ?? Kia paisa hi sabse important cheez hai?? haan wo tu hai aajkal ke zamanay main ? lekin paisa aanay ke baad apna attitude change karlena kia yeh theek hai ?? do they do it on purpose?
              aap ka sanjeeda topic hai aur acha bhi hai lakin forums per member sanjeeda topic per kam apnay comments detay hain.......... :) kabhi yeh bhi hota hai k paisa jis kay pass aata hai log jealous hotay hain aur yeh kahte hain k dekho flan kay pass paisay aae hain ab yeh badal gaya hai halankay vo nahi badla hota lakin uss kay friends, relatives badal gaye hotay hain uss kay paisay dekh kar jealous ho rahe hote hain lakin elzaam uss paisay waley ko day rahe hote hain...... paisa jis kay pass aata hai yeh understood kay vo badalta hai iss per hairaan honay ki kiya zaroorat hai..... paisa hamesha life mein change lata hai uss ka rehan sehan badalta hai.... ab baat yeh hai k aap uss change ko kese late hain..... tu paisay walon ko badalnay ki zaroorat nahi humain jis kay pass paisa nahu ussay badalnay ki zaroorat hai kyun k paisa life mein change lata hai aur uss change ko hamein bhi khushi se accept karna chahiye....

              Comment


              • #8
                Re: Change of attitude

                han kuch logon ke pas achanak pesa ajane se un ka dimagh kharab ho jata he shaed small bartan me zeada par jaey to esa hi hota he:khi:

                Comment


                • #9
                  Re: Change of attitude

                  ziada paisay aanay say insaan ka attitude tu badalta he hai bt us ke lifestyle mai bhi kafi changes aati hai........wo har wo cheez laita hai aur dekhata hai sab ko kay haa mairay pass bhi hai.......i think thora magrooriat aa jaati hai.......:mm:
                  bt kuch loog aisay bhi hotay hai......jin kay pass jitnay bhi paisay aa jaye wo apni asal nahi bholta kay wo kahan say yahan tak pohoncha hai.......:)
                  Last edited by Wafa; 15 December 2007, 15:28.
                  sigpic


                  Comment


                  • #10
                    Re: Change of attitude

                    Originally posted by Shaka View Post
                    Sathiyon .. Assalam o alaikum

                    Maine yeh akser note kiya hai ke kuch log jo pehle ek normal life guzar rahay hote hain unke paas ek dum se paise ajain tu unka rawaya badal jata hai sabke saat.

                    Iski kiya waja hai ?? Kia paisa hi sabse important cheez hai?? haan wo tu hai aajkal ke zamanay main ? lekin paisa aanay ke baad apna attitude change karlena kia yeh theek hai ?? do they do it on purpose?
                    wa alikum aslam
                    g note to main ny b kia hai...paisa kehta ho ga k agr tum ny logon k saath apna rawaya change na kia to main chala jaoon ga:kr:
                    just kidding....
                    in my point of view aisa krna bilkullllllllllllllllllll ghalat baat hai....kion k paisy say insaan sab kuch khreed sakta hai lakin pyaar muhabbat ,rishty aisa kuch nahi khareed sakta....theek hai paisa sab ki zaroorat hai lakin paisa ye nahi kehta k apni tehzeeb apny log or apni muhabbat ko bhool jaye....paisa to aani jani cheez hai lakin log .....samajh gaye na:)
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment


                    • #11
                      Re: Change of attitude

                      NEVER CHANG MY SELF; LOGOON KA HAIN jakal kay, wesay bhi dear zamana boaht khraab hain......
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment


                      • #12
                        Re: Change of attitude

                        Originally posted by lucky View Post
                        wa alikum aslam
                        g note to main ny b kia hai...paisa kehta ho ga k agr tum ny logon k saath apna rawaya change na kia to main chala jaoon ga:kr:
                        just kidding....
                        in my point of view aisa krna bilkullllllllllllllllllll ghalat baat hai....kion k paisy say insaan sab kuch khreed sakta hai lakin pyaar muhabbat ,rishty aisa kuch nahi khareed sakta....theek hai paisa sab ki zaroorat hai lakin paisa ye nahi kehta k apni tehzeeb apny log or apni muhabbat ko bhool jaye....paisa to aani jani cheez hai lakin log .....samajh gaye na:)

                        nahi samjay...:khi:
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Change of attitude

                          Walaikum salam ..!
                          Very Nice Tpic Shaka ....!ahhhhhhhhhhhhh... its weird to call u Shaka , which reminds mein any Villainous Face ...i mean of movies face..and I dont tHink u r a Villain ..umm correct me if I am wrong :eye::)
                          ..:) anyway ...Jiss tarah ka aap nay kaha hai k achanak paisa aa janaa...WO sirf..ghalat rastay e ata hai like PRIZE BOND ya Lottery ya .......ahum ahum:khi: ..anyway..Tu Natural C baat hai, wo agar MAn hai tu apni gari k Models se show maray gaa...woman of the house hai tu diamonds k sets se show off karay gee . yaa phir apnay New Crystal k Decoration piece's Collection .....bahanay bahanay se parties kar k onn ki show off karein gee ..KioN they want to show their WEALTH .... yeh stupidity hai wessay deykha ja-ay tu ...wo yeh kion bhool jaatya hein k ..jisss rastay se bina mehnat paisa ayaa hai ...ossi rastay wo wapic chala giya tu kal ko wo kia karein gay ...
                          Han Wo Rafi Bhiya wali baat b sahi hai k naturally baaz loag jealous mein aa k yeh samjhein ..k deykho jee show off kar raha hai ..so and so ka kia haal tha pehlay..ab deykho.....depend karat hai insani behavior per k wo kia soachta hai ..Most of times paisa sahi rastay se bhi aaa-jaata like inheritance ....tu onn k living ka change ..loagoun ko saochnay per majboor karta hai k jee yeh paisay ka show off hai..

                          IT ALL DEPENDS ....sometimes ppl do ...CHANGE like Apnay aap ko ..Kuch samjhnay lagtay hein ..and sometimes ..DOOSRAY loag jalan k maray b ...olta seedha bol saktay hein.....
                          IT ALL DEPENDS ON THE STATE OF MINDS ..:D:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Change of attitude

                            Originally posted by nomi sialkoti View Post
                            nahi samjay...:khi:
                            :slap:nalayeq pandy:slap:
                            kaam ki baaten to waisy b u ko samajh nahi aaten:tauba
                            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                            Comment

                            Working...
                            X