Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
mangni
Collapse
X
-
Re: mangni
Originally posted by La'hasil View PostBuhat Afsoos Ki baat hai Yeh tu Maghar Rafi Aap Aik Larki ki Ghalat Hatkat par GIRLS ko kyun Khuch keh rahay hian Sabhi tu aise nahin hotein :s Meray Appney Husband Ki Darhi hai Aur MashAllah Kafi Bari hai :)
Comment
-
Re: mangni
Originally posted by D@y W@lk3r View Posthair ka nikalna harmons ki waja say hota hain... bohat say mard hain jinki dhari nahi hoti aur bohat si womens hain jin ki dhari monch hoti hain..:khi:
ham sab hamesha islam ko bich main le aatay hain jab hamay wo baat achi na lagay.
ab app dekhay kiya jor in dono ka... acha hi kiya na kay start karnay say phalay aik dafa aur soch liyah.. ager shadi kar kay guzara na hota to....:donno:
so she have absolutly right too choose how to live and with :donno:
app islam ki baat kartay hain to us lerki say kiyun pocha na gaya aur us lerkay ko dikhya na gaya..... to aisay halat paida na hotay...:cc:
so jeo aur jinay do...:comfort:Allah
Comment
-
Re: mangni
:tauba
Humare Nabi SAW ne aur jaghoN ke hairs katne kaa hukam dya - Chehrey pe darhi sajana AAP SAW ki sunnat hay - Agar main yeh keh raha hoN to aap keu yeh keh rahe haiN ke har baat main islaam keu le ate ho - Yeh har baat nahi hay - Hum ne kisi ko jeene se nahi roka - Yahan aik fact many zahir kya hay ke - Darhi rakhna sunnat aur Darhi na rakhna khilaf-e-sunnat hay - Meri baat yahan khatam hoti hay.:blush:Allah
Comment
-
Re: mangni
Originally posted by Yaaram View Post:tauba
Humare Nabi SAW ne aur jaghoN ke hairs katne kaa hukam dya - Chehrey pe darhi sajana AAP SAW ki sunnat hay - Agar main yeh keh raha hoN to aap keu yeh keh rahe haiN ke har baat main islaam keu le ate ho - Yeh har baat nahi hay - Hum ne kisi ko jeene se nahi roka - Yahan aik fact many zahir kya hay ke - Darhi rakhna sunnat aur Darhi na rakhna khilaf-e-sunnat hay - Meri baat yahan khatam hoti hay.:blush:
hum muslim hain agar hum islam ko discuss nahi karein gay tu aur kon kare ga..... :) agar koi islam ki roshni mein baat samjhana chahta hai tu iss mein kiya haraj hai??
Comment
-
Re: mangni
Originally posted by raafi View Postmera eik dost hai jis nay kuch maah pehli engament (mangni) ki lakin jab larki ko pata chala k larkay ki sunnah kay mutabik daarhi(beard) hai tu uss nay yeh kah kar mangni tor di k larkay ko daarhi hai...... jab yeh khabar meinay sunni tu mein hairaan rah gaya...... wese girls ko iss tarah nahi karna chahiye....
its total Men's galti
Comment
-
-
Comment