eik report parhi jis mein likha tha k jo log mirc, yahoo, msn yaa kisi aur per chat karte hain un mein majority un logon ki hoti hai jo nafsiyati mareez hote hain..... yaa depression ka shikaar hote hain.... aise log kabhi larki ban kar tu kabhi larka ban kar chat karte hain....... wese aap kiya kahte hain???
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
net user
Collapse
X
-
Re: net user
mere msn main aur yahooo main mere college ke dost haiN aur pegham members...ab un se baat karna nafsyati mareez sabit karna hay apne aap ko ??? :D manta hoN ke report theek ho gi...pper main is ko accept nahi karta....larki larka log is lye bante haiN keunke woh thora fun chahte haiN...ulti ulti harkateiN kar ke :khi:Allah
-
Re: net user
Originally posted by Yaaram View Postmere msn main aur yahooo main mere college ke dost haiN aur pegham members...ab un se baat karna nafsyati mareez sabit karna hay apne aap ko ??? :D manta hoN ke report theek ho gi...pper main is ko accept nahi karta....larki larka log is lye bante haiN keunke woh thora fun chahte haiN...ulti ulti harkateiN kar ke :khi:
Comment
-
Re: net user
:o :o
kisi nay jhoot kaha hai...jis nay b kaha hai us ko khud yeh prob ho gi jabhi kaha...aisa kuch nahi hai
msn yahoo ya jo b wahan ap apnay frnds he baat kertay ho na...waisay b tu hum ph per ya face ti face b baat kertay he hain un say tu ais ka kaya matlab howa keh nafsiyati prob hai .......hunh
Comment
-
Re: net user
pata nahi ye baat kitni theek he,me ne jab net use karna shiru kia tha to tab chating karti thi or tab aik new cheez thi to acha lagta tha dunya ke naey naey logon se baat karna ab to arsa hua kabhi yahoo ya msn use keay is ka matlab he me abhi nafsiyati mareez nahi rahi theek ho gai hon...lolzz:khi::khi:
Comment
-
Re: net user
Originally posted by raafi View Posteik report parhi jis mein likha tha k jo log mirc, yahoo, msn yaa kisi aur per chat karte hain un mein majority un logon ki hoti hai jo nafsiyati mareez hote hain..... yaa depression ka shikaar hote hain.... aise log kabhi larki ban kar tu kabhi larka ban kar chat karte hain....... wese aap kiya kahte hain???
:tauba aray bai nafsiyati mareez hotay nahi ha balkay messengers per chat kar kar ka mareez bun jata haan:lpop:sigpic
Comment
-
Re: net user
Originally posted by raafi View Posteik report parhi jis mein likha tha k jo log mirc, yahoo, msn yaa kisi aur per chat karte hain un mein majority un logon ki hoti hai jo nafsiyati mareez hote hain..... yaa depression ka shikaar hote hain.... aise log kabhi larki ban kar tu kabhi larka ban kar chat karte hain....... wese aap kiya kahte hain???
iss ka Matlab Hoaa Adhi Duniya Nafsiyati Mareez hoi :slap:
I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani
Comment
-
Re: net user
Originally posted by raafi View Postwese eik baat tu hai hum new generation net ko sub se ziyada time day rahe hain.... jo real life key friends hain yaa family hai uss ko itna time nahi dey patay...... :)
hmmmm....
nahi asi bat to nahi ha maray khayal ma bunda wohe kamyab ha jo he gaha perfect ho yani net friends ma be aur real life ka friends ma be wasay too net ka be real ho saktay haan:)sigpic
Comment
-
Re: net user
dosto kahin hum iss report ko iss liye galat karaar day rahin k hum sub bhi net per chat karte hain???? kahin hum khud apna defend tu nahi kar rahe??? agar issay seriously lo tu kuch baatein hain jo hamari culture aur society mein negative aspect chor rahi hain....
Comment
Comment