:mm:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Wo Din
Collapse
X
-
Re: Wo Din
Ayee haye
kia baat hai apki Yaaram bhai :d
@hamzad
paraishaan wo hotay hain jinko maut ka dar hota hai :D
Allah pe bharosa rakhna chahye, umeed achay ki karni chahye :)
bachay aisi batain nahi soochtay :pKis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by Yaaram View PostNice Thread :)
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by GumShuda View Post
@hamzad
paraishaan wo hotay hain jinko maut ka dar hota hai :D
Allah pe bharosa rakhna chahye, umeed achay ki karni chahye :)
bachay aisi batain nahi soochtay :p
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by hamzad View Postyehi to poochna chah rahi hon k ham moat se kion darte hen?or Allah se to bohat achi umeed he kion ke Allah ke siwa koi umeed puri bhi nahi karta:)or bache hon ya bare ye wo din he jo bina dekhe ke koi kia he kitna bara he ajata he :donno:
jab ana ho ga aa jai ga :$Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by GumShuda View Postjab ek din ana hai tu paraishani kahay ki ? :)
jab ana ho ga aa jai ga :$
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by hamzad View Postthanxx ap ko mera thread pasand aya warna kal se kisi ne reply nahi kia to me soch rahi thi k shaed friends ko bura laga is topic par baat karna:blush:or sahi kaha ham moat to aik dost ki tarah sath rehti he or achank le jati he aik or hi dunya me:)again thanx for ur reply:)Allah
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by hamzad View Postpareshani yun he k jab wo din agya to kia tyari ouri ho chuki ho gi?kia sab insan apne us SPECIAL DAY ko yaad rakhte hen?:donno:ye jo aj hamare charon taraf itni loot ghasoot he in sab ko shaed yaad hi nahi k wo din achanak ajana he:mm:sochte hi nahi jis se poochti hon pehle hansta he phir yehi kehta he arey tum to pagal ho jab aey ga tab ajaey ga,matlab jesi marzi life guzaren dekhi jaey gi:donno:Allah
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by hamzad View Postpareshani yun he k jab wo din agya to kia tyari ouri ho chuki ho gi?kia sab insan apne us SPECIAL DAY ko yaad rakhte hen?:donno:ye jo aj hamare charon taraf itni loot ghasoot he in sab ko shaed yaad hi nahi k wo din achanak ajana he:mm:sochte hi nahi jis se poochti hon pehle hansta he phir yehi kehta he arey tum to pagal ho jab aey ga tab ajaey ga,matlab jesi marzi life guzaren dekhi jaey gi:donno:
I respect ur thinking.Kis nooN haal sunawaN dil daa ....Koi mehram raaz nai mildaaa!
Sadly, common sense is not very common..!!
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by Yaaram View PostMujhey bOhat pasand aaya aap ka shoro kya hua topic...Dar asal hum log jis haqeeqat ko pas-e-pusht daaal chuke hain ..usi ko aap ne yaad rakha hay...aur haqeeqat se mu morna.....apne aap se mu morna hay....:rose
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by Yaaram View PostDar asal Nafs ne aur shetan ne insaaan ko wahan tak gira dya hay jis ka us ne ALLAH ko kaha tha ke main isy bhatkaoN ga...dekheiN humare ird gird kitni asaeisheiN haiN...aur insaaan ki aik nature hay ke yeh zahiri cheezoN se mutasir hay aur batini cheezoN ko bhool jata hay.....agar is dunya main kye ki saza foran mil jaya kare to Insaan bohat paarsa ho jaye ga...jese humaiN dar hota hay ke kal ko teacher ne charrri se marna hay to hum homework kar ke jate hain...:) Hum log bhool chuke haiN...ke humare kye hoe aik aik amal ka hisaab hona hay....Humara Ahtsab ho ga aik din..aur us din humare palle kuch nahi hoga...:donno:
Comment
-
Re: Wo Din
Originally posted by hamzad View Posthaan shetan to bohat acha he laga hua he apne kaam ko behtareen tarekie se payaey takmeel tak pohchane ke leay bari mehnat kar raha he ham hi bhool gaey k ham ne kia karna tha ham se acha to shetan he kam az kam apne kaam me dandi to nahi marta na
Originally posted by hamzad View Postus din nahi bhoolna chaey jese ham apne or bohat sare ehem dinon ki planning karte hen sochte hen ager kisi ki shadi tey ho jaey to kese zor o shor se tyari shiro ho jati he or yahan hamari moat to peda hote sath hi tey paa jati he us par bhi kabhi kabhar soch lena chaey k kesi ho gi?shaed insan kuch ruk jaey jo wo ajkal karne laga he:donno:Allah
Comment
Comment