Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sardiyon ka mousam!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sardiyon ka mousam!

    Walekum Assalam
    mujeh sardion ka mausam bohhhht acha lagta hai :blush: lekin is k sath hi mere sath kafi probs hojati hain dry nd cold weather mujhe boht tang karta hai, meri nose ek dum thandi rehti hai or bleeding bhi hone lagti hai or phir zara thand barhti hai to me par jati hon :embarasse kher ye sab to chalta rehta hai :eye:
    lekin me phir bhi ice-cream khaa khaa ker or cold-drinks pee ker khoob enjoy karti hon is mausam ko :khi:blanket me ghus k peanuts khane me bara maza ata hai :hehe:
    or sardion ki mausam ki kuch yaaden hain, k hum cousins log ki gathering sardion ki raaton ko walk pe nikal ker Falooda or ice-cream urrate the :hehe: or kabhi C-View (Sea side) pe bhi thihtarte hue or shawls or jackets ek dosre se cheente hue chale jaya karte the :lpop:ab wo din bare yad ate hain :)
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Sardiyon ka mousam!

      yahan UK main tu sara saal he serdiyan rehti hain :tauba:tauba

      pehlay pehlay serdiyan buhat achi lagti thien...ab bore ho gayi hoon serdiyon say...june main ja ker kuch normal weather hota hai...or tab me pak chali jati hoon...apnay hisay ki germiyan khanay:khi::khi:....or sept main wapisi hoti hai tab b yahan thand he hoti hai...so me iki thaki pari hoon serdiyon say

      Comment


      • #18
        Re: Sardiyon ka mousam!

        Originally posted by *Fari* View Post
        Assalam-o-ALikum!


        kiya hal hian ap sab kay.........theek honay chaiyanahi ha tu doctor se rujoo karen!:lpop:

        Sardiyon ka mousam Arha ha per sardiyan nahi ayin:tauba Pakistan mai :donno:
        khair ana tu ha :khi:
        Ap ko is thread ma batana ha kah sardiyon ka mousam ap ko kasa lagta ha??
        Sardiyon kay mousam se ap kay mizaj ma kiya changes ati ha.........aur Sardiyon kay mousam ki koi yaad?


        sakht sardi mujhe pasand nahi...... aur dosra mein swimming ka shok hai sardiyun mein nahi hoti jis say mujhe bahut gussa aata hai........ sardi mein mujhe se study aur kaam bhi nahi hota.....

        Comment


        • #19
          Re: Sardiyon ka mousam!

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          :shook:

          lekin mendak to hibernate ho jatay hain sardiyon mein ...:hhh:



          u kessay cool rehtay ho ..achha achha ice k neechay hotay ho na is lieey :D
          Jo maindak hotay hein, mein to waisa larka he nahi hon

          aur me hybernate nahi kerta, zameen ke ouper reh ker mousam ka mukabla kerta hoon brave buchon ki tarah :blush:

          tum to darakhoton pe chalangein maar ke he apnay aap ko garam rakhti ho gi na :kr:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Sardiyon ka mousam!

            Originally posted by aabi2cool View Post
            mujhy sardiaon ka mousam bohat pasaand hy wo is liye k is main sabzian bohat hoti hian aur main sabzi khoor hon aur is liye bhi k sardion main sardi se bacahao kiliye hamary pass garam kapray hotay hain laikin garmi k bacaho kliye harshakhas k pas AC kahan...?:khi:
            Meri jaan murgi ke anday to kahan chala gaya he, innay din ho gaye tu nazar tak nahi aaya, suna tere janay se europe ko koi masla to nahi hua na :khi:
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: Sardiyon ka mousam!

              Sardiyan buhat mazaye ki hoti hain :eye: specially bahir ghoumnay phirnay main zaida maza sardoun main ata hai ..garmoun main itni habas or uljhan hoti hai banda aisi jaghun pay jana pasand karta hai jahan AC hoo :D sardioun main aisa kuch nahi hota is leye araam say ghoom pher saktay hian bahir ..zaida sakht sardi bhi achi nahi lagti jo banday ki bardasht say bahir hoo .......khanay peenay ki cheezoun kay bhi mazaye ....honey or gur say banay hovey meethay sardeoun main achay agtaya hian dry fruits ...or kahany garam garam achay lagtay hain jin main say dhoya uth raha hoo :D sardoun kay dresses bhi achay lagtay hain ...barish hoo jaye to or bhi maza ata hai ..shadiyan bhi sardioun main achi lagti hain :kr: garmeoun main uff boora haal hota hai koi shadi attend karoo to :lol

              baki yaad a gia to likh doun gee :blush:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #22
                Re: Sardiyon ka mousam!

                Alien kuri:khi:

                Gloves tu mujhay bhi baray buray lagtay hain ...ya jantay howay kah meray nails neelay ho rahy hain mai gloves nahi pehanti kah garmiyon ma theek ho jain gay:lpop:see how clever we are:lol


                Originally posted by La'hasil View Post
                Serdiyan Ka Buhat Be'chaini Say Intezar hai Kyun Kay Mujhay Buhaaaaaaaaat Passand Hain Serdiyan
                Serdiyan Main Raat Ki Siyahi Matlab Kay KALA SAYA Asmaan Mujhay B uhat Acha Lagta hai ... Us Kay ilwa Dry Fruit Khana Buhat Passand hai Mujhay Yaakh Chalti Hawa Main Walk karna Acha Lagta hai
                Kia Kia Batao'n Buhat Khuch Acha Lagta hai Serdiyo'N main :D

                :kr:Bohat kuch ka bhi bata dati :khi:

                Comment


                • #23
                  Re: Sardiyon ka mousam!

                  Originally posted by Masood View Post
                  Meri pedaish sardiyon ki hi hai aur saalgirah bhi qareeb aa rahi hai to sardiyaan achhi lagti hain. Chhotey din aur lambi ratein - infact abhi main bahir dekh raha hoon aur tareeki chhaa chuki hai, ab main motorway ki tareeki per gadi chaloun ga :D...

                  Sadiyon mein girti hui barf aisey maloom hoti hai jaisey rui gir rahi ho, siyahi mein safedi ka apna hi mazzah hai. Barf per paoun rakhna aur paoun ka dhansna, gadi ka slip karna, logon ka girna :lol, samundar key paani ka munjmind hona, drakhton ka safed libas orrh lena, aur sard tez hawa mein hoooooooooo ka sa samaan ....
                  logon ka girna:taubahar ultay kam per ap ko hasiyan ati ha:tomato::tomato::tomato:ap logo mai hotay tu pata chalta hathi kahin kay:tomato:

                  Originally posted by Yaaram View Post
                  Hmmmmmmm Bohat acha mozo shoro kya hay Fari :) :rose
                  Sardio main sardi lagti hay aur kya :D ::kr:
                  Sardeo main subha subha colg jane ka bohat maza ata hay ..:D:.din garmeu ki nisbat bohat acha guzar jata hay..:eye:..khas kar sardeo ki dhoop bohat kamal hoti hay...:eye:..Bohat sakoon milta hay sardeo ki dhoop main beth k..:blush:..

                  thanko!

                  yani ap ya kahna chahtay hain kah ap college jatay hain:kr::kr::kr:jabkay ap school khabi nahi gay:khi:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Sardiyon ka mousam!

                    hmmmmmmmmmm

                    i love sardiyaan

                    Comment


                    • #25
                      Re: Sardiyon ka mousam!

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      kya bataen :blush:
                      sardiyaan humein bht pasand hain ....specially yahan canada mein to wessay hee hadd se zyada thund hoty hay .........her taraf white snow ..rooey k gaalon jesse ....bohat cool lagtee hay

                      Specially humein snow falling mein ghoomnna phirna bht pasand hai .......................jab aap per rooey k gaalon jese baraf per rahee ho aur aap Tim hortons ka Ice cappuccino pee rahay hon :lpop::lpop:



                      lekin yahan 4:30 per ghupp andhera chha jata hay sardiyon mein jis se humein sakht wehshat hoty hay :(:(
                      sorry de per aik baat batain snow white kay illawa bhi kesi colour ma pai jati ha kiya?:blush::kr::kr:


                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Serdiyon mein mujay bohat germi lagti he, kyoon ke mootay kapray jo pehnay hotay hein :hehe:

                      Serdiyon ka mousam acha lagta he, is mousam mein me kaafi cool rehta hooon. baki mein soochnay ke baad bataon ga

                      :kr:aur motay kapro ma ap bhalo lagtay hain:kr::kr::kr:jabkay ap tu mandak hotay hain:hehe:

                      ustaad apnay kab se souchna shrou kar diya

                      Comment


                      • #26
                        Re: Sardiyon ka mousam!

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        mujhy sardiaon ka mousam bohat pasaand hy wo is liye k is main sabzian bohat hoti hian aur main sabzi khoor hon aur is liye bhi k sardion main sardi se bacahao kiliye hamary pass garam kapray hotay hain laikin garmi k bacaho kliye harshakhas k pas AC kahan...?:khi:
                        dosray lafzo ma ap herbiviours hain:kr:


                        Originally posted by Ms.Khan View Post
                        Walekum Assalam
                        mujeh sardion ka mausam bohhhht acha lagta hai :blush: lekin is k sath hi mere sath kafi probs hojati hain dry nd cold weather mujhe boht tang karta hai, meri nose ek dum thandi rehti hai or bleeding bhi hone lagti hai or phir zara thand barhti hai to me par jati hon :embarasse kher ye sab to chalta rehta hai :eye:
                        lekin me phir bhi ice-cream khaa khaa ker or cold-drinks pee ker khoob enjoy karti hon is mausam ko :khi:blanket me ghus k peanuts khane me bara maza ata hai :hehe:
                        or sardion ki mausam ki kuch yaaden hain, k hum cousins log ki gathering sardion ki raaton ko walk pe nikal ker Falooda or ice-cream urrate the :hehe: or kabhi C-View (Sea side) pe bhi thihtarte hue or shawls or jackets ek dosre se cheente hue chale jaya karte the :lpop:ab wo din bare yad ate hain :)
                        chalo sardiyon ma enjoy tu karti ho na.......thora sa bardasht kar liya karo:eye:kuch mahino ki mehman hoti ha

                        ahaa karachi ka falooda yummy .......suna ha bohat mazay ka hota ha

                        Comment


                        • #27
                          Re: Sardiyon ka mousam!

                          Originally posted by *Fari* View Post



                          :kr:Bohat kuch ka bhi bata dati :khi:

                          Lol Sab Khuch Bata Doon :p
                          Zindagi Thak Gaye ..!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Sardiyon ka mousam!

                            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                            yahan UK main tu sara saal he serdiyan rehti hain :tauba:tauba
                            pehlay pehlay serdiyan buhat achi lagti thien...ab bore ho gayi hoon serdiyon say...june main ja ker kuch normal weather hota hai...or tab me pak chali jati hoon...apnay hisay ki germiyan khanay:khi::khi:....or sept main wapisi hoti hai tab b yahan thand he hoti hai...so me iki thaki pari hoon serdiyon say
                            :tasali:hosla kuriya:khi:humse poucho hum garmiyon se thakay haray paray hai:taubasardiyan ha kah aaa hi nahi rahi:pagal:

                            Originally posted by raafi View Post
                            sakht sardi mujhe pasand nahi...... aur dosra mein swimming ka shok hai sardiyun mein nahi hoti jis say mujhe bahut gussa aata hai........ sardi mein mujhe se study aur kaam bhi nahi hota.....

                            :taubaap pani garam karwa kar swiming kar liya karen ........study kesi Gaar ya tay khanay ma kar liya karo ...ya hibernate ho jaya karen:kr:

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sardiyon ka mousam!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Jo maindak hotay hein, mein to waisa larka he nahi hon

                              aur me hybernate nahi kerta, zameen ke ouper reh ker mousam ka mukabla kerta hoon brave buchon ki tarah :blush:

                              tum to darakhoton pe chalangein maar ke he apnay aap ko garam rakhti ho gi na :kr:
                              :kr:
                              haan haan ap tu larka hi nahi ha:kr:ap tu baray bahadur mandak ho:kr:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Sardiyon ka mousam!

                                Originally posted by Aanchal View Post
                                Sardiyan buhat mazaye ki hoti hain :eye: specially bahir ghoumnay phirnay main zaida maza sardoun main ata hai ..garmoun main itni habas or uljhan hoti hai banda aisi jaghun pay jana pasand karta hai jahan AC hoo :D sardioun main aisa kuch nahi hota is leye araam say ghoom pher saktay hian bahir ..zaida sakht sardi bhi achi nahi lagti jo banday ki bardasht say bahir hoo .......khanay peenay ki cheezoun kay bhi mazaye ....honey or gur say banay hovey meethay sardeoun main achay agtaya hian dry fruits ...or kahany garam garam achay lagtay hain jin main say dhoya uth raha hoo :D sardoun kay dresses bhi achay lagtay hain ...barish hoo jaye to or bhi maza ata hai ..shadiyan bhi sardioun main achi lagti hain :kr: garmeoun main uff boora haal hota hai koi shadi attend karoo to :lol

                                baki yaad a gia to likh doun gee :blush:

                                :khi:zaroor likhiya ga ..........ap ki agli episode ka intazar rahy ga:kr:

                                Comment

                                Working...
                                X