Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mere pyaara doosto

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Mere pyaara doosto

    Originally posted by Super Cop View Post
    Masood bhai ap ko itna kuch kaise pata chal gaya Munda_sialkoti ke bare mein
    masood bhai meri faal nikaal rahay thay to un ki apni nikal aai, is liye unhein jo pata laga unhoon ne likh diya :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: Mere pyaara doosto

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Fiker na karo ub me aa gaya hoon, ub me nahi jaon ga

      bulke doosray loog jaein ge

      dossry bole to
      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

      :pr:

      Comment


      • #63
        Re: Mere pyaara doosto

        Originally posted by *Hala* View Post
        dossry bole to
        dossry boley to

        har koi amm kay elwa
        mean

        everybody in this world but not you

        aya samj kay nahe









        nahe mat bolna please


        dictionary mein itna he likha hai

        ure nahe das sakta mein :lpop:

        Comment


        • #64
          Re: Mere pyaara doosto

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Aray waah ahsaas kuri tum to chaa gai ho :hehe: haan jaanta hoon yahan sub gul mil ke rehtay hein gulucose ki tarah :khi:

          wo masroofiyat ka dawa nai reality he...aap ko phir pata chal jaye ga jub mein phir 1 maheenay ki chuti maaron ga :p

          waise aap inni zaheen kub se ho gai ho :khi:
          Acha ye nya inkishaf bhi jald hi ho gia apko:tauba.ji han glucose ki terha tabhi tou itni taqat hai sabhi mein:hehe:
          ab kion bata ker kerni hai chutti ..pahly ki terha bagair bataye hi ker lety:a stick:..hum ap k hein kon????????jo bata rahy hein :cc::cc:......
          acha ye ap 2nd time kah rahy hein ..kia apko koe shak hai hamari zahanat per

          Comment


          • #65
            Re: Mere pyaara doosto

            Originally posted by *Hala* View Post
            dossry bole to
            Dosray bolay to aap ke ilawa doosray :hehe:
            :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: Mere pyaara doosto

              Originally posted by ahsaas View Post
              Acha ye nya inkishaf bhi jald hi ho gia apko:tauba.ji han glucose ki terha tabhi tou itni taqat hai sabhi mein:hehe:
              ab kion bata ker kerni hai chutti ..pahly ki terha bagair bataye hi ker lety:a stick:..hum ap k hein kon????????jo bata rahy hein :cc::cc:......
              acha ye ap 2nd time kah rahy hein ..kia apko koe shak hai hamari zahanat per
              Tum dil de chukay sanam, lagta he yeh aap us film ka dialogue bool rahi hein :kr:

              aap ki zahanat pe hum kahan shak ker rahay hein sahab...aap ki zahanat to beyond any doubt he, lekin phir bhi me to apni hairat ka izhaaar kerna ka pura pura haq rakhta hoon na :lpop:
              :thmbup:

              Comment


              • #67
                Re: Mere pyaara doosto

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Haan innay he haath hein :p

                waise ager circus mein mere saath tum jesi bandariya bhi aa jaye to 4 chand lag jaein circus ko :lol :lol


                chaar chand lagany k liye u ho na.....u main he sab kuch mil jana hai..bandar...haathi...sab kuch ais liye u he buhat ho:kr::kr::kr:

                Comment


                • #68
                  Re: Mere pyaara doosto

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Aslam-o-Alaikum

                  Mere pyaaray pyaaray phool taaray doosto kese ho sub ke sub :blush: Aaj itnay dinon baad aaya hoon bohat ajeeb ajeeb lag raha he aur saath mein chamoo bhi aa rahi he

                  Kese ho aap sub, ub me aa gaya hoon ub kisi ko preshan honay ki loor nai he :shh:

                  me to eid se pehlay ka absent hon, lehaza sub mujay yeh batao ke aap sub ki eid kese guzri
                  hmmmm....
                  janab hum to theak haan app sunayaan itnay din kahaan rahay app ko pata nahi app ka na ana sa yahaan per bahot sa parashan ho gay tha :khi:kush to ana he chor gay tha ab sab ko aik pm kar ka bula laan ........
                  aur eid to bahot achi guzri app ke kasi guzri lagta ha eid ke khushi ma pg ko bool gay tha .....:mm:
                  sigpic

                  Comment


                  • #69
                    Re: Mere pyaara doosto

                    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                    chaar chand lagany k liye u ho na.....u main he sab kuch mil jana hai..bandar...haathi...sab kuch ais liye u he buhat ho:kr::kr::kr:
                    dekho ub tum ziada ba-marawat ho rahi ho :khi:Jo chand tumharay aanay se lagein ge wo mere aanay se kahan lag saktay hein :tauba
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Mere pyaara doosto

                      Originally posted by nomi sialkoti View Post
                      hmmmm....
                      janab hum to theak haan app sunayaan itnay din kahaan rahay app ko pata nahi app ka na ana sa yahaan per bahot sa parashan ho gay tha :khi:kush to ana he chor gay tha ab sab ko aik pm kar ka bula laan ........
                      aur eid to bahot achi guzri app ke kasi guzri lagta ha eid ke khushi ma pg ko bool gay tha .....:mm:
                      Eid meri achi guzri

                      lekin tu eid walay din kahan tha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Mere pyaara doosto

                        eid ko guzray saal , ab tak eid kay peechay kyun bhaag rahey ho sarey?
                        meri to achi guzri thee eid
                        sigpic
                        ~~A friend is one of the nicest things to have and one of the nicest things to be!~~

                        Comment


                        • #72
                          Re: Mere pyaara doosto

                          Originally posted by hudatheangel View Post
                          eid ko guzray saal , ab tak eid kay peechay kyun bhaag rahey ho sarey?
                          meri to achi guzri thee eid
                          Very good aap ki eid achi guzri

                          I can imagine aap ne eid walay din red colour ki ainak pehni ho gi, choota sa purse haath mein le ker ser pe khajoob bana ker galiyon ki khoob sair bhi ki ho gi...very good :khi:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: Mere pyaara doosto

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Tum dil de chukay sanam, lagta he yeh aap us film ka dialogue bool rahi hein :kr:

                            aap ki zahanat pe hum kahan shak ker rahay hein sahab...aap ki zahanat to beyond any doubt he, lekin phir bhi me to apni hairat ka izhaaar kerna ka pura pura haq rakhta hoon na :lpop:
                            ji nahin ye us film ka dialogue nahin hai:a stick:..
                            ager ap shak karein gey tou ap per hum jurmana ayid ker dein gey:lpop:.haq tou ap ny lollypop khany ka bhi ada ker diya hai:hehe:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Mere pyaara doosto

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post


                              aatay he itni bari zumadaari


                              :kr::kr::kr:u bohat zimadarr hoo :tasali:aur hamesha sab se acha danco bhi u hi kartay ho:kr::kr::kr:

                              Comment


                              • #75
                                Re: Mere pyaara doosto

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Eid meri achi guzri

                                lekin tu eid walay din kahan tha

                                mujay need bahot ay thee es leya ma soya rahi eid ka din us din bahot mazay ke need ai ......:lpop:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X