Assalamo allaikum
Insaan aksar oqaat dushwariyon mein ghir jata hai aur ussey kuchh ya bohat sari baton ka faisla karna parrta hai, ya unka hal nikalna parrta hai. Amooman yeh dekhney mein aaya hai keh ham jab kisi challenge mein parrtey hain to ussey apney liyey bohat mushkil bnaa letey hain. Kabhi kabar masaiil ka hal seedha sada aur do-tok hota hai - magar ham phir bhi uljhanon mein parr jatey hain...
Koshish yeh karni chahiyey keh jab kisi challenge ka samna ho to sar ko thanda rakhein aur us challenge key har zaviyey ko dekhein - kahan per kya hal nikalta hai, ussey note karein aur phir yeh dekhein keh us hal mein koi pacheedgi to nahin?
Masaiil ko jitna uljhaya jaey ga, utna uljhein gey - dor ko suljhaney key liyey knowledge ki zaroorat nahin hoti, balkeh aik tareeqa'kaar hota hai so dear friends in every situation: KEEP IT SHORT AND SIMPLE yani USE THE KISS METHODE :)

Comment