Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

debate topic

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: debate topic

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    Kukkar ki bisti ho gaeey :kr:
    aaha aahaaa
    Shabaash khushi ho jao aur taaliyaan bhi maaro, aakhir bandariya jo ho, so loogon ka manoranjan aisay he to karo gi na :lol
    :thmbup:

    Comment


    • Re: debate topic

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Dekh meri jaan kabotar ke bareek aur mankhani se anday jub debate ka end ho ga to tu sirf pani pani ho ga :khi:molvi reyoori yeh tere bas ki baat nahi he, debate ke liye akal chahiye hoti he, tujay kisi ne bataya nahi :slap:
      to keh sakta k serf pani ka pani tera qasoor naheen to sialkoti kukar jo thera:khi:.meri jan ziyada pereshan na ho aur ye lay :slap::slap:apni aqal apnay pass rakh issi ki bari zaroorat hy sialkotion ko:slap:kaya samjhay sialkoti dunmbay:kr::kr:
      Last edited by aabi2cool; 1 November 2007, 12:50.
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • Re: debate topic

        Originally posted by aabi2cool View Post
        to keh sakta k serf pani ka pani tera qasoor naheen to sialkoti kukar jo thera:khi:.meri jan ziyada pereshan na ho aur ye lay :slap::slap:apni aqal apnay pass rakh issi ki bari zaroorat hy sialkotion ko:slap:kaya samjhay sialkoti dunmbay:kr::kr:
        Ja tera takreebun fitay moun :slap:kabi dunba kehta he kabi kuker, teri to aik zubaan he nahi he, kahin saamp to nahi tu do do zubanon wala :slap:
        :thmbup:

        Comment


        • Re: debate topic

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Ja tera takreebun fitay moun :slap:kabi dunba kehta he kabi kuker, teri to aik zubaan he nahi he, kahin saamp to nahi tu do do zubanon wala :slap:
          lagta hy to miend kar gaya hy chal koi gal naheen main tujh se moafi mang layta hon chal ye lay:slap:ab to moaf karday ya don aik aur:khi:
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • Re: debate topic

            debate ka End hoo gia aap loog is check kar saktay hian :thmbup:

            http://www.pegham.com/showthread.php?t=29780
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • Re: debate topic

              Originally posted by aabi2cool View Post
              aap ghabrain na hum aap ki qurbanion ko raigan naheen janay daien gay next time ki dabte main ma badolat baqalam khud hisa lain gay aur sath masood bhai aur sialkoti ko bhi ghusairaeen gay ab khussssh ab aap jaldi se nai debate k liye platform tayar karlo
              acha theek hai :D

              aap loog topic batye or teams banaye :lpop:

              main munday ko or aap ko topic choose karnay say pehlay hi alag alag teams main daal daiti houn :kr:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • Re: debate topic

                Originally posted by Aanchal View Post
                acha theek hai :D

                aap loog topic batye or teams banaye :lpop:

                main munday ko or aap ko topic choose karnay say pehlay hi alag alag teams main daal daiti houn :kr:
                topic aap hi select karo warna hamari tu mozu muntikhab karnay par hi behas hojay gi lolz:khi:aap mozu muntikhab kark batao phir dekhtay hain:cc:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • Re: debate topic

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  topic aap hi select karo warna hamari tu mozu muntikhab karnay par hi behas hojay gi lolz:khi:aap mozu muntikhab kark batao phir dekhtay hain:cc:
                  ummm souchnay daian :cc:
                  shadi khandan main ya bahir ?
                  4 shadiyanan karna kia zarori hai mard kay leye ?:lol
                  kia Marad zalim hai ya aurat ?

                  urdu vs English
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • Re: debate topic

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    ummm souchnay daian :cc:
                    shadi khandan main ya bahir ?
                    4 shadiyanan karna kia zarori hai mard kay leye ?:lol
                    kia Marad zalim hai ya aurat ?

                    urdu vs English
                    in main se koi bhi decied kareen han albata 4 shadion k mouzu par main pehlay yahan beha skar sakta hon mera thred mojood hy islam aur dosri shadi.
                    baqi dekhtay hain k munda kaya kehta hy k kon sa mozu hona chaiye han bhai munda jee:cc:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • Re: debate topic

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      in main se koi bhi decied kareen han albata 4 shadion k mouzu par main pehlay yahan beha skar sakta hon mera thred mojood hy islam aur dosri shadi.
                      baqi dekhtay hain k munda kaya kehta hy k kon sa mozu hona chaiye han bhai munda jee:cc:
                      sab gum hain :khi:

                      jab tak main topics post karti jati houn ...
                      mulk main jobs vs beron-i- mulk jobs

                      Televesion books say zaida behtar hai ...:lpop:

                      loog films say booriee seekhtay hian ya logoo ko deekh kar films banai jati hian ?

                      sabar zaida aurat karti hai ya Mard ?

                      shadi or Mandgni main kuch waqfa hona chaye vs jhat mangni pat biyah :khi:

                      science ki ejaadaat nay insaan ko faida pouchnya hai ya Mushkilaat main dala hai ?

                      separate v joint family system

                      shadi ki ghalat Rasmaoun ko koon khutem kar sakta hai larki walye ya larka walye ?
                      Last edited by .; 6 November 2007, 16:55.
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment


                      • Re: debate topic

                        aik topic yeh bhi hoo sakta hai kay shadi key leye kia larki walye zaida demanding hotay hian ya larkay walye ?
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • Re: debate topic

                          waiting:mm:topic select ho jaey to dekhte hen:wk

                          Comment


                          • Re: debate topic

                            Originally posted by hamzad View Post
                            waiting:mm:topic select ho jaey to dekhte hen:wk
                            aap loog bataian na kia topic hona chaye ?:eye:
                            in key elawa koi or topic?
                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment


                            • Re: debate topic

                              Originally posted by Aanchal View Post
                              aap loog bataian na kia topic hona chaye ?:eye:
                              in key elawa koi or topic?
                              abhi to koi topic samjh nahi araha he :donno:jab aey ga to zarur bataon gi:blush:

                              Comment


                              • Re: debate topic

                                Originally posted by hamzad View Post
                                abhi to koi topic samjh nahi araha he :donno:jab aey ga to zarur bataon gi:blush:
                                chalian theek hai jab koi idea zehan main aye zaror bata daian :thmbup:


                                mery khayal main to yehi hona chaye .....larkeoun kay Rishtay main Mushkilaat ......qasoorwaar koon ? larki walye ya larka walye ? :mm:

                                ya pher isi ko yeh naam dain day kay shadi key leye kia larki walye zaida demanding hotay hian ya larkay walye ?

                                aaj kal ka sab say bara issue hai yeh :D:
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X