Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Eid or Buzurg loog

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Eid or Buzurg loog

    Assalamalikum
    Eid kay din apnay parents or jo khandaan kay baray buzrug loog hain unhay bhi eid main zaror yaad kejye ga ..un say eid milnay zaror jaian :)...buhat say loog aisay bhi hian jin kay parents intazaar kartay reh jatay hian lekan un kay bachay unhay pouchtay tak nahi unhye ...............
    main eid pay aik jannay wali kay han gai woh boorhi aurat hain..eid pay itni udaas the humye deekh kay buhat kush hovi ,,,eid kay din un kay bachay un say milnay tak nahi aye ...or woh eid kay din say pehlay say intazaar kar rahi the kay eid pay sab milnay aian gay :)
    Eid pay apnay buzrgoun say zaror millian ..unhay gifts daian ...aap yeh na soouchay woh karian gat kia gifts ka :) woh khush hoo jaian gay :rose
    agar aap apnay parents say door hain to kam az kam call to kar saktay hain na unhay :rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Eid or Buzurg loog

    Originally posted by Aanchal View Post

    Haan ji main ney apni Eid mein apni buzurg ko yaad rakha hai aur Eshaa BIBI ko Eid Mubarak kahi hai - Eshaa ko pichhley 157 saal sey Eid mubarak kah raha hoon woh Jang-e-Aazdi 1857 sey kuch din pehley hi warid huin thi to unhein ham log kaisey bhool saktey hain :p
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Eid or Buzurg loog

      acha main eid ki namaz k baad apnay family main sub Buzurg ko milnay jata hoon ...

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

      Comment

      • #4
        Re: Eid or Buzurg loog

        Originally posted by Masood View Post
        Haan ji main ney apni Eid mein apni buzurg ko yaad rakha hai aur Eshaa BIBI ko Eid Mubarak kahi hai - Eshaa ko pichhley 157 saal sey Eid mubarak kah raha hoon woh Jang-e-Aazdi 1857 sey kuch din pehley hi warid huin thi to unhein ham log kaisey bhool saktey hain :p
        :slap::slap:1857 ki jang e aazadi k bachay khuchay namoono mein aakhri piece aap hee hain uncle :slap:
        khabrdaar jo humaree baat hum per apply ki to:slap::slap:
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Eid or Buzurg loog

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          :slap::slap:1857 ki jang e aazadi k bachay khuchay namoono mein aakhri piece aap hee hain uncle :slap:
          khabrdaar jo humaree baat hum per apply ki to:slap::slap:

          :khi:sach itna karrwa kyun hota hai? :cc: - Eshaa ko jab bhi woh daur yaad aata hai aahein bharti hai keh kya din they jab EshaPhant jawan huwa karti thin - waisey main ney khoj lagaya hai, duniya ka sab sey qadeem Football Club Notts County (formed: 1862) key pehley pehley sponsers mein Eshaa ka bhi naam aata hai :kr: :kr: :kr:
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment

          • #6
            Re: Eid or Buzurg loog

            @ cp u r good

            :donno:BYE :donno:

            Comment

            • #7
              Re: Eid or Buzurg loog

              maine be pgsssss buzurg mean masood ...fari aamir ko yaad kia tha:D:

              Comment

              • #8
                Re: Eid or Buzurg loog

                Hmmm :) Sahi Kehti haiN Aap Aanchal :)
                Zindagi Thak Gaye ..!!

                Comment

                • #9
                  Re: Eid or Buzurg loog

                  Originally posted by La'hasil View Post
                  Hmmm :) Sahi Kehti haiN Aap Aanchal :)
                  Buzurgwar aap ney bhi Eid manaii hai keh aap 25. december ko manati ho ? :kr:
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Eid or Buzurg loog

                    Lol kyun Tum nay 25 Dec ko Manni hai :p
                    Zindagi Thak Gaye ..!!

                    Comment

                    • #11
                      Re: Eid or Buzurg loog

                      Originally posted by La'hasil View Post
                      Lol kyun Tum nay 25 Dec ko Manni hai :p
                      Haan main to 25 December ko Quaid ka din manata hoon aur tum Eesaiyon wali Eid :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Eid or Buzurg loog

                        Originally posted by champion_pakistani View Post
                        acha main eid ki namaz k baad apnay family main sub Buzurg ko milnay jata hoon ...
                        :thmbup:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Eid or Buzurg loog

                          walaikum salam Aanchal!!

                          phone calls ham kertey heiN jiss din Pakistan mey Eid hoti as sab waheeN per hi heiN ....

                          aur yahaN jin friends key paass koi nahi hai like jo sirf students key taur pey rahtey hein aur eid key din kuch nahi hota to un ko ham apni gatherings pey zaroor invite kertey heiN ya phir kaisey bhi leykin aik get together zaroor unhi ki waja sey arrange hota hai
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Eid or Buzurg loog

                            bilkul theek kaha aanchal....ham bhi eid kay din apnay baroo ko phone kar kay mubarakbaad daitay hai.....:rose
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: Eid or Buzurg loog

                              Originally posted by Masood View Post
                              :khi:sach itna karrwa kyun hota hai? :cc: - Eshaa ko jab bhi woh daur yaad aata hai aahein bharti hai keh kya din they jab EshaPhant jawan huwa karti thin - waisey main ney khoj lagaya hai, duniya ka sab sey qadeem Football Club Notts County (formed: 1862) key pehley pehley sponsers mein Eshaa ka bhi naam aata hai :kr: :kr: :kr:
                              :budhu::budhu::budhu::budhu::budhu:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X